lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    lalach sai ziada khoof nuqsan dai hai.......aik khofzada insaan agay nhn bar sakta aur koi bhi decision nhn laisakta kyun kai usmai himat nhn hoti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      sahi kaha ek dum bhai...agar trading mein sec se bhi bahut loss hojta hain yeh advice acchi hain ki kbhi lach na kre
      • #993 Collapse

        kafon zayed naksan dent hein humein gbyhe kogfe rhan gy ka khan mugy loss na ho geny to hum zayed tension mein an gent hein gess ke wage se hum se mistake ho gent hein is liyen kofe zayed naksan dent hein is liyen tarde kart waqt apny dill demng se khofe ko nakile denye.
        • #994 Collapse

          mere khayal se lalach ap ko ziada nuqsan daita hai kyun kay khof se ap trading nahi kartay hain magar lalach se ap over trading karletay hain jo aap kay future ko waste kar daita hai islye i would say work with mind aur over cofident nahi hona chahye
          • #995 Collapse

            forex main app ko kam earn karna acha rehe ga aur app ko is main ko skill karne ke bad is main kam ko achi tarha se experience hasil karne ke bad app ko in main kam ko karne ke liye is main learning aur is main knowledge aur is main investment ki bhi zada se zada zarurat ho ge .
            • #996 Collapse

              hy everyone bro merey khayal sey to yeh dono ka hi nuksan bohat hai agar ap lalach karte ho to bari trade open karne pey apki investment bhi khatrey mein a jati hai or agar trading mein ap khof sey kam karte ho to right decision nahi le sakte
              • #997 Collapse

                greed and fear both are very harmful for a trader in forex trading because if u have fear that you will face loss is not good for you, you have to be confident while trading and you have to use your knowledge and greed is also very dangerous because if u becomes greedy for the sake of high profit in trading you'll face loss.
                • #998 Collapse

                  Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main lalach zeda nuqsan day sakti hay kun kay insan zeda kay chakar main thoray say bhi reh jata hay aur khoof say admi kaam zeda nahi karta hay is leye wo kam nuqsan deti hay
                  • #999 Collapse

                    mery khyal me lalach khof sy ziada nuqsan deh hoti hy kisi bhe kam me lalach ki jay to olta nuqsan hota hy forex me bhe lalach ki jay to profit ki bajay nuqsan hota hy lalach wohi karta hy jis ko trading ka knowledge ni hota hy or jis ko trading ka knowledge ni hota hy wo trading me kabhi bhe earning ni kar sakt ahy
                    • #1000 Collapse

                      mere dost mere khayaal say forex trade ek esa business hay jis may insaan ko sabar or tahammul say kaam lena hota hay aur apnay emotions par control rakhnay hota hay. lalach or khof dono hy kisi na kisi tareekay say nuksaan puhanchaatay hain.
                      • #1001 Collapse

                        the both the things are not the good for the forex ,if we will not trade in the forex fearless and out of greed or without the greed then never we can get the success in the forex ,for the success we need the knowledge and then trade
                           
                        • #1002 Collapse

                          mara ya khal ha ka lalach or khoff ya dono kharnak hay in dono sa nuksan hota ha ia lia zarori ha ka lalach or khoff dono sa bacha jay or jo kam bhi kara vo sacha dil sa kara odosaro ko bhi lalach karna sa roka
                          • #1003 Collapse

                            lalach hi is business mei zayadah nuksan deti hai agar is business ko bagair greed k kiiya jaiy tu is market mei khoof kisbaat ka hai aur khoof tu humay zara sa bi nai lana chaiey
                            • #1004 Collapse

                              Assalam O Alaikum han gee humain i think lalach zyada nuqsaan de hai is liye humain lalach nae krni chahye agar hum lalach krtay hain toh humain nuqsaan hota hai isliye greed is curse;)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Mery khyal main dono he forex trading main humary loss ka sabab banty hay agar hum chahty hay keh hum loss say bchy rahy aur acha profit bnaye to humy lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach kay chakar main humara profit bhi doob jata hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X