lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2821 Collapse

    Lalach sub se buri balla hai lalach aadmi hamesha nakami se humkenar hota hai khof hona chaye kuon ke khof ke wjh se hi apny ghalt faslay rokay ja skte hein. Dar hi insan ko rah e rast par le kar ata hai warna insan bahtak jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2822 Collapse

      Jab insaan trading karta hai to us pe aik ajeeb khaof hota hai k kahin loss na ho jae laikin agar ap lalach keen ge to us main apke loss main zayada chance hon ge ap zayada profit ki lalach main apne nuksan kr baithen ge
      • #2823 Collapse

        Lalich ziada nuqsan dety hae khof ki nibat q k khof us waqt khtm ho jata hae jb bnda ko yaqeen hota hae k ab mery illam k motabic trade bn rha hae jb k lalich men aa k bnda aur aur k chkr mn hath aea hua naffa b zai kr behta hae.
        • #2824 Collapse

          forex trading lalch bhai nahi sahi or na he es main dar sahi hai q k yah donu effect hmari trading par parhny se hmain loss ho jta hai jo trador forex main trading karty hain or lalch karty hain tu wo apni trading skills ko khtma kar dety hain q k forex trading hmain laklch karna nahi sikhati hai es liye hmain lalch se dor rahen or apni trading main dar ko bhi kahtam karen yah bhi hmain nuksan dty hain
          • #2825 Collapse

            hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho g ita k achi trade karein gay aur is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur har kam ko start karny say fear hota hai so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi bi mushkil na ho saky aur market main proft hasil kar k hi hum sucess hon gay it is best
            • #2826 Collapse

              is main hum greedy ho kar kam karty hain to trade karna kafi mushkkil ho sakta hay humain learning kar kay achy sya kam karna ho ga jis ki help say humain main achi earning hasil ho sakti hay magr is main lack of learning say kam karnay main risk hota hay humain learning hasil karny ka greed hona chahiye na kay more and more money ka
              • #2827 Collapse

                Forex trading me khouf aur lalach dono e nuqsan deh hn . Forex trading me kamyabi k lye hmy in dono cheezo sy avoid krna ho ga . Mery khyal me khouf ki nisbat lalach ziada nuqsan deh hy is sy ye hota hy k insan ziada kmany ki lalch me loss krta hy . Sbr aur tahammul sy kam laina ho ga .
                • #2828 Collapse

                  Trading men dono chezen hi bahot burri hain l.
                  Agar ham forex ko seekhen ge ni to ham men confidence kabhi ni aaye ga aur hamen har trade men ye khof hoga k kahen mera loss na ho jy aur issi khof men hamara loss bhi ho jata hai.
                  Lalach to wese hi burri bala hai hamen smaal samaal target ko choose kerna chahiye agar ham ziada ki lalach men jaen ge to apna gain kia hua profit to zai karen ge sath men loss bhi hoga isliye hamen forex men aisa ni kerna chahiye.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #2829 Collapse

                    dhakin dear yah dono cheezain naqsan dah hoty hai. q k agr ham lalch karty hai to ham ko us se be loss ho skata hai or agr ham market main enter honey se darty hai to phir b ham ko market se kuch nahe milny wala hamain her hal main forex ko learn karna ho ga taky ham na lalch karin or na he ham market se dar kar trade karin
                    • #2830 Collapse

                      agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main humay market main loss he hota hay humay chahiey keh lalach say bach kar he trading karen es trha humari trading bohat achi aur safe hoti hay aur humay esmain mehnat karni chahiey
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #2831 Collapse

                        agar hum lalach kar kay trading karen gay to hum nay market main jo profit earn kea hota hay wo bhi hum loss kar sakty hay so humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen tab he hum trading achi kar sakty hay so humay esmain mehant karni chahiey
                        • #2832 Collapse

                          agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main hum earn karnay ki bijaye market main jo earn kea hota hay usko loss kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain sahi say mehnat karen kyun keh mehnat karnay say he humari trading achi ho sakti hay
                          • #2833 Collapse

                            agar hum lalach karen gay forex trading main to hum theak say kamyab earning nahi karen gay kyun keh lalach aik aisi cheez hay jis say hum nay jo kuch earn kea hota hay usko bhi ganwa sakty hay aur humay esmain koi faida he nahi hota so humay mehnat kar kay kam karna chahiey
                            • #2834 Collapse

                              agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main market main earning nahi hoti balkeh humay market main loss ka samna karna parta hay humay sabar say kam karna chahiey esmain sabar say kam karnay main he achi earning gain hoti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2835 Collapse

                                agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main humay market main earning nahi hoti balkeh humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiey keh dil lga kar trading par dhyan dain ta keh esmain acha earn kar saky ye bohat acha business hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X