lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2536 Collapse

    zyada lalach krne se hamen is main se sirf loss hi hona ha ku kye business bht hi zya risky business hai is liye hamen is main kbi b lalach nhi krna chahye r is main hamen sabar k sath is main krna chahye ta k hmen is main se loss na ho jaye........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2537 Collapse

      lalach bhi zeada nusan dyta hy our emotional bhi insan ko zeada nuksan dyty hy hamy chaiya k ham na hi lalach kray our na hi emotional sy trade kary balky kahy chaiya k ham sirf our sirf dil laga k soch samaj k trade kary taky loss na ho jay
      • #2538 Collapse

        Laalach hamy zayada nuksan deti hay bhai ager hum bina lalach kiye jitna profit hua ly len gy to utna hi behtar hoga ager hum lalach mai par gay to jitna profit mil b raha hua wo b haath se jay ga.
        • #2539 Collapse

          mere hisaab se to dono apni apni jaga nuksaan day hain, lalach mai bnda baray lot ki trade lga daita hai jis se waisay hi bht loss hojata hai r baat ai khof ki to emotions and fear aik hi jga pay bnday ko stress ki condition daitay hain r is point pay bnda wo failsa krta hai jo loss bhi day skta hai
          • #2540 Collapse

            g han app ne sahi kahaa ha hmen is business me zyada lalach se kam nahi karna chahe kyun k agr hm is business me zyada lalach se kam krty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen
            • #2541 Collapse

              forex main kaam kartay howay laalach na karay aap k liye best ho ga aur es main greedy aur jaldbazi na karay aap k liye ho ga aur es main mind se trading ho ga thankful for question
                 
              • #2542 Collapse

                ya dono cheezain e hmain nukassan dyti ha laluch b bht buri trahn marwa dyti ha r khuf to agy e barhny ki ejzat ni dyta ha es liya agr acha trader banan ha to sb sy phly apny andr hmain confidence paida krna chiya ha us k bd sochna chiya ha k hmain kea cheez nuksaan dyti ha r kea cheez hmain bacha lyti ha
                • #2543 Collapse

                  This indicator released on a monthly basis, lies the importance of this indicator, especially for currency traders foreign currency because it refers to the strength of consumer spending and the strength of the economy. This indicator is particularly useful because it is always issued and refers to various kinds of consumption that are modified in seasonal indicators. The importance of this indicator also use it to evaluate other indicators and through him we can assess the direction of the spot market.
                  • #2544 Collapse

                    bhaijan mere khayal se lalach zyada nuksan phncha sakti hai kyu ki agar aap trading start karne se fear karte hain k kahin loss na hojae to us waqt loss ke chances hote hain per lalach ke loss hii hota hai...
                    • #2545 Collapse

                      lalach aur khoof 2no he forex main nuqsan dete hain ziada tar trder lalch kar jaty hain jis ki wja se wo loss karty hain aur khof humain tab hota hai trading main jab humray pas humray pas knowldge nahe hota hai is ka
                      • #2546 Collapse

                        saaalaam bhai jee app forex mein kaam akrna chahtay hain tu app ko forex mein laaluch se bhi dur rehna hai aur khof se bhi aur saab se barh kar app confident hon phir he app trading kar saktay hain
                        • #2547 Collapse

                          khof me to ap ko etna zeada loss nahe ho sakta lakin jab ap lalacha karty ho to ap ko kafe zeada loss ho sakta hay to ap ko kabhe bhe lalacha nahe karne chay takey loss na ho
                          • #2548 Collapse

                            i think lalach ziyada nuqsan deh he khof se lalach men ap aksar jald bazi men ghalti kar bethte hen jab ke khof men kam se kam ap jald bazi nahi karte dar ki waja se ap wo nahi kar pate jis se ziyada profit hota he.
                            • #2549 Collapse

                              lalach se bhai ap ka nuksan ho ga is liy eap ko lalch nahi karni chaiye warn ap ka loss ziada ho ga i sliey me kah rha hn ke lalch se bach kar hain warna laclch ap ko maar daly ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2550 Collapse

                                jnab humjab trading karty hain to huamin is main gredd ko avoid karn kay kam karna hota hay kun kay huamin greed ki waja say loss b ho sakta hay or huamin trading main fearless ho kar kam karnra chahiye ta kay achi earning hasil ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X