lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    saalam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu appko khoof aur laaluch ko dono ko dur rakhna ho ga is kaay begair app forex mein kuch nahi kaama saktay appko is ki waja se loss he ho ga kuch hasil nahi ho ga ?????????????????????
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      as my opinion i think greed gives more losses. fear is the another reason of loss. but for greed we have to bear more and more losses.
      • #2223 Collapse

        Dear Friendz and Brothers salam to all.,,..,,.,..,,.,..,bhai jaan mere khyal say jo khof zada ho jaty hain dar jaty hain jin ki bina per loss ho jata hain aur lalach buri bala hain lalach zaiyda khatir naak hain,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.
        • #2224 Collapse

          wasy to dono hi ziada nuqsan deh hen laikin is men lallach bahut ziada nuqsan deh hai q k is k zariye ap ka pahly bana howa balance bhi zaya ho jata hai
          • #2225 Collapse

            g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam main aap ko apni emotions ko apney kaabu main rakhna ho ga nahi to aap ko loss ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss kaam main aap ko dil se nahi dimagh se kaam lena ha kiun ke ye saara ha hi dimagh ka khel
            • #2226 Collapse

              Mery khyal sy to dono chezy hi nuksan dy hy q k lalac kro gy to zyada nuksan ho ga or AGR khof kro gy to ap my kam krny jazba peda ni ho ga
              • #2227 Collapse

                dear lalach karney say hi khoff aata hai jiss say insan lot closs kar deta hai or loss karwa leta hai forex me ager hum lalach kar rahey hai to humein achanak loss aajata hai jiss say hum dar jatey hai or loss ki waja say khoff nak ho jatey hai or akser log to forex ko chorr hi date hain
                • #2228 Collapse

                  dono he bhai jan is man loss ka sabb bn ti han q k hum is man lalch man ay to bhe hum ko loss ho jata ha agr hum dar dar k is man tarde kryn gy to bhe hum loss ke trf he jayn gy
                  • #2229 Collapse

                    maray khiyal ma to dono hi zeyada nuksan dy ha .dono hi ko hamay apny oper tari nahe karna chae ha jis chez sy ap ko faida na ho us sy door hi rahay to acha ha warna loss k liye tiyar rahy
                       
                    • #2230 Collapse

                      mere brother Agar hum zeada lauch karein gay to humain zeada nuksan ho ga lalach tu bohat buri cheez hai likenn forex me is lie is me lalach na kro agr loss se bachna chahte hooooo
                      • #2231 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saydona
                        forex mai emotions control krna pehla usool hai or lalach or khof dono he emotions mai atay hain tw dono kw control karna zrori hai lalch b nuksan deta hai or khof b
                        I think we can easily control our emotions in trading as the big greed is our main enemy and it can eat us fully if we all the time follow this emotion in trading.
                        • #2232 Collapse

                          Wese to yeh dono cheezen hi loss ki taraf le ke jati hain lekin phir bhi main samajhta hoon ke lalach se hi ziada loss hota hai, is se bachna chahiye.
                          • #2233 Collapse

                            forex ky business main lalach ziyada loss dy hai q ky ye ek bori adat hai wo bhi lalch jo kisi main bhi nhi honi cahye q ky ye ek gandi adat hai jo har insan main majood hoti hai ager hum lalach karyy gy to hamein loss ho ga na ky profit ager hum lalach karna cchor dy to hum profit earn kar sakty hai
                            • #2234 Collapse

                              aslamualekum dear :)jahan tak mera khyal ha lalach ap ko zyda nuqsan deti ha lalach ki waja se ap bari slots ki taraf move karety ho aur us ma phoir ap ka risk b zyada ajata ha isliye fear aur laalch dono he buri ha dono nai honi chahye aik trader k andar
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                Fear has its own drawbacks, but i think greed is more dangerous. When you want to become rich within few months, then greed destroys all your capital, but we also have to be confident as right decision at rite time is very important.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X