G dear friends mai ye khaina chta hun kay aksar trader aisye hotye hain jo hamesha dusro kay khainaye pay he trade ko close aur open kartye hain hala kay humain aisa hargiz ni karna chye kiyu kay aisa karnaye mai humain zayda faida ni hota hai yani kay humarye palaye kuch ni parta hai na tu trading mai jamesha kosesh karain kay khud ko azmain yani kay khud daikh kay trade ko open karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим