Lalach = loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach = loss
    Dear members umeed hy ap sab khaireyat sy hon gy g dear friend m apsy yeh pochna pasand kr raha hon keh agr koi forex trader m lalachi ban kr kam kry too losss ka shekaar ho saktaa hy ap iss par or kwya kch kehnaa pasand krin gy please meri request hy keh iss par kch apny andaaz sy rooshni daal dein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach = loss

    forex ma lalach kero ge to humesha loss hi ho ga is liye forex ma lalach se bilkul kaam shoro na keren kyun ke lalach kerne wale humesha nuksan ma hi jate hen is liye imandari se kaam shoro keren kyun ke is ma ap ka hi loss ha ager ap forex ma mehnat or lagan se kaam keren ge to boht jald forex ke kamyab member ban jain ge is liye forex ma lalach se nhi imandari se kaam keren
    • #3 Collapse

      Re: Lalach = loss

      Aslam O Alaikum Dear friends ji bilkul lalach ka matlab he loss hai lalach kabhi bhi traders ko kamyaab.nahi hone deti hum jab bhi trade lagate hen humare under lalach peda hojati hai or hume majboor karti hai ke hum.or ziada or ziada or ziada dear friends isse lalach ko khatam karke aagay barhna hak sabar or soch samjh se trade lagani hai humari ek ghalti se pure month ki humari mehnat pani me chali jati hai
      • #4 Collapse

        Re: Lalach = loss

        Forex main agar hmara knowledge aur experience zyada ho ga to hi hm is main achi earning kar sakien gay kyun ky without knowledge and experience hm kbhi bhi forex main achi trading nahi kar sakty aur nah hi acha profit earn kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Lalach = loss

          Ji haan Shroff Ki Baat bilkul sahi hai agar Hum train karte hue Lal Aaj Karenge Apna lot size Ko Bhi Jyada Se Jyada Rakhenge To Ham is main kabhi bhi profit Nahin, Payenge aur Hamein Jyada loss Ho Jayega isliye Kabhi Bhi lalach Na Karen aur apne lot size ko kam se kam rakhne ki koshish Karon aur trade Lagane se pahle stop loss aur take profit ke tools ko Jarur istemal Karen
          • #6 Collapse

            Re: Lalach = loss

            Bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hai agar ham is main losses sirf lalach ki waja se hi hota hain aur ham is mein lalach karte hain to ham ko is mein zyada loss ho gaya aor ham is mein kamyab ho skate jain aor ham ko chahiye k ham is mein lalach na kare lalach se humko loss hota hain
            • #7 Collapse

              Re: Lalach = loss

              ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein trading karte hain aur hum trading karte hue Ye sochte Hain Ki Hamein sirf profit hi hoga to yeah Hamari Sabse Badi Bhool Hoti Hai Kyunki Pakistan Forex mein jo trading karta hai Sabse pahle nuksan hi hota hai bad Mein Hum Agar achha knowledge aasar Karenge to achha profit Bhi Milega thanks
              • #8 Collapse

                Re: Lalach = loss

                loss hamy lalch ke waja sy hota hain forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agra greedy ban ky km kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach = loss

                  Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham Forex Mein Karenge Tu Humko loss hoga lalachi se Hamara account kya aapane Kabhi suna hai kya koi trader ladach k bmvaja se kamyab hoa ho ya acha profit hasil kiya ho lalach hqm ko sirf loss ge de sakte hqin ham ko chaye k ham lalach bilkul bheee na karen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X