mujy lalich ki saza kesy mili
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mujy lalich ki saza kesy mili
    Aziz dosto aj aap say mai apna perosnal experience share karna chahta hun ta k new traders ko pata chaly k ham es bat py zor qun detay hain k lalich mat karain ye buri bhala hay ,

    ye last year ki bat hay k mai ny ziada lot ki trade laga di k aaj ziada profit lena hay , jab mai nay[HTML] [HTML]1 hour k liay izada lot laga di to shuru mei loss honay laga[HTML] phir aahista aahista market uper janay lage ar mai profit mei chala gaya ar adhy ganty bad hi mjy 100$ tak ka profit honay laga ab mujy ye krna chhaiye tha k mjy itna acha profit mil raha hay mai trade close kar dun lekin us din ziada ki lalcih mei, mai ny trade ko chalny diya jo slowly nechy aany lagi ar phir mjy 70 $ ka loss krwa gae :1f630::1f630: tb mujy ehsas hua k ziada ki lalich mei kabhi nahi parhna chhaiye

    us k bad aj tak mai ny kam lot laga k roz ka 10 say 15 $ ka target set kiya hay jo aram say pura ho jata hay ar mai loss say bach jata hun,
    so new traders ye apk liay advice hay k ziada ki hawas say bachen.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mujy lalich ki saza kesy mili

    Dear greed karny ki saza har trader ko hi trading me mil sakti hay, traders ko ye nahi samjna chaye key greed ki waja se us ko koi faida ho sakta hay, greed ki waja se traders ko bahot loss ho sakta hay, koch traders jald rich banny ka dream dekty hey magar me esy traders ko ye bata dena chahta hon key rich banny key ley kabi be greed ki zarorat nahi hoti, greed na kar key be rich traders ham ban sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: mujy lalich ki saza kesy mili

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Dear greed karny ki saza har trader ko hi trading me mil sakti hay, traders ko ye nahi samjna chaye key greed ki waja se us ko koi faida ho sakta hay, greed ki waja se traders ko bahot loss ho sakta hay, koch traders jald rich banny ka dream dekty hey magar me esy traders ko ye bata dena chahta hon key rich banny key ley kabi be greed ki zarorat nahi hoti, greed na kar key be rich traders ham ban sakty hey.
      asa hi hay bhai greed ki waja say sometimes log apna account hi wash krwa detay hain, acha trader wohi hay jo apni galti say sabq seekhta hay ar dubara uss galti ko repeat nahi krta hay , greed krny say hm apna hi nuqsan kar detay hain ar phir kuch hath nahi aata hy
         
      • #4 Collapse

        Re: mujy lalich ki saza kesy mili

        dear wesy tu ap koi sa bi kam kerty hy ager ap ny us main bi lalach ki hy tu main sajhat hun ky loss ka hi saman kerna perta hy laikn ager ap ky pas apny ap ko change kerni ki samjh hy tu bahut hi asani ky sath ap apny ander sy lalch ko kahtm ker sakty hy wesy main ik bat kehta hun ky lalch ky bary main jo alfaz kahy jaty hy ky lalch buri bala hy tu yad rekhan ky forex ky ander tu yi bala ap ko kahi ka nahi chory gi is liya is bat ki ksohish kry ky lalch ko lazmi khatn kary gy tu hi asani ky sath yi ap ko kamyab ker sakti hy.
        • #5 Collapse

          Re: mujy lalich ki saza kesy mili

          Dear ap ki story se mujhy bhi sabq mila ha q k mein ne bhi kafi dafa lalach ki waja se bht nuqsan kiye haen jin mein aj ka din bhi shamil ha laikn anda k liye meri koshish ho ge k ap ki kahi hoi bat pe amal kroon ga k profit thora hi sahi laikn lalach ni kroon ga.
          • #6 Collapse

            Re: mujy lalich ki saza kesy mili

            g haan dear hamin bhi chahiy k ham kbi bhi laluch na krein q k laluch hmin kbi bhi faida nhi deti hy iss nuy hmain hmesha loss deny k ilawa kuch bhi nhi dia hy .jub ham apnuy business mein laluch krty hein tub sey hmari nakaami start ho jati hy or ham loss k kreeb hoty chluy jaty hein or sometimes to ham apna account bhi wash kerwa baithy hein .dear ham sub ko chahiy k ham iss buri cheez pey depend na krein apni mhnat per bharosa krein or apnuy business mein kamiyabi hasil krein.
            • #7 Collapse

              Re: mujy lalich ki saza kesy mili

              Dear mostly trader Yahi Karte Hain yeah market profit Mein ja rahi hoti hai tu apni market ko close Nahin Karte Jyada profit ke chakaron mein market ko chalne Dete Hain aur kya market loss Main Chali Jati Hai Apna trend Mukamal kar deti hai uske bad market call last Mein floors karna Pada jata hai...
              • #8 Collapse

                Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                Greed ki waja se kabhi bhi kise ko faida nhi hota loss hi hota hy lakin phr bhi buht se trader lalach kartay han aur ziada aur ziada profit earn Karne k liye ziada lot size laga kar trading kartay han aur js se account wash karwaty han is liye jtna ho sakhen lalach se bach kar trading karain gay tu hi faida ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                  Ji haan Shroff Ki Baat bilkul sahi hai Pakistan Forex mein agar Hum laalach Karenge To Ham isme kabhi bhi accha profit Nahin, Payenge aur Hamein Jyada Se Jyada loss bhi ho sakta hai Kyunki market ki movement kabhi bhi e up down ho sakti hai jisse hum analysis nahin kar paate aur Hamara trade profit mein chal raha hota hai jo Hamein loss De jata hai isliye Jab Bhi trading Karen stop loss or take profit ke tools ko bhi Jaruri istemal Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                    G bhai iss tarah aksar hotabhai hamai ,yada profit ka lalach kabi be nahe karna chaye balkai market ko sahe tariqay say analyse karkai sahe lots size ke sath trading karai aur sahe time pai trade say niklai.
                    • #11 Collapse

                      Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: imran2018 پيغام ديکھيے
                      dear wesy tu ap koi sa bi kam kerty hy ager ap ny us main bi lalach ki hy tu main sajhat hun ky loss ka hi saman kerna perta hy laikn ager ap ky pas apny ap ko change kerni ki samjh hy tu bahut hi asani ky sath ap apny ander sy lalch ko kahtm ker sakty hy wesy main ik bat kehta hun ky lalch ky bary main jo alfaz kahy jaty hy ky lalch buri bala hy tu yad rekhan ky forex ky ander tu yi bala ap ko kahi ka nahi chory gi is liya is bat ki ksohish kry ky lalch ko lazmi khatn kary gy tu hi asani ky sath yi ap ko kamyab ker sakti hy.
                      apki bat bilkul theek hay bhai k lalich hamain forex mei phir kahen ka nahi chorti hay balky bohat loss krwati hay achy traders ar samajdar log apni aik dafa ki galti say hi sabaq seekh lety hain ar dubara asi galti ko repeat nahi karty hain , greed ka rasta hamain loss ki taraf hi ly k jata hay
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dear ap ki story se mujhy bhi sabq mila ha q k mein ne bhi kafi dafa lalach ki waja se bht nuqsan kiye haen jin mein aj ka din bhi shamil ha laikn anda k liye meri koshish ho ge k ap ki kahi hoi bat pe amal kroon ga k profit thora hi sahi laikn lalach ni kroon ga.
                        shukriya bhai k apko meri bat samaj aa gae , mera experience share krny ka maqsad bhi yehi tha k jo log lalich mei aa jatay hain wo es say bahar niklen ar sabaq seekhen k thora profit na honay say behter hota hay es liay jitna ho saken es bhala say bachen ta k accoutn safe rahay
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                          g haan dear hamin bhi chahiy k ham kbi bhi laluch na krein q k laluch hmin kbi bhi faida nhi deti hy iss nuy hmain hmesha loss deny k ilawa kuch bhi nhi dia hy .jub ham apnuy business mein laluch krty hein tub sey hmari nakaami start ho jati hy or ham loss k kreeb hoty chluy jaty hein or sometimes to ham apna account bhi wash kerwa baithy hein .dear ham sub ko chahiy k ham iss buri cheez pey depend na krein apni mhnat per bharosa krein or apnuy business mein kamiyabi hasil krein.
                          you are right bro k apny business mei kabhi lalich mat karain balky kam ko samaj k hi start karain , lalich ka rasta hamain siwaye loss k ar kuch nahi deta hay to behter hay k ham es rasty say hi door rahain ar kam py pura dihan dain ta k ham profit hasil kar saken
                             
                          • #14 Collapse

                            Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading ma kabhi be lalach na karaa q ka ager hum lalach kartaa ha to per hum ko lot of loss he hotaa ha es leya ager hum lalach nhi kartaa ha to per hum ko profit hogee warna nhi ...............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mujy lalich ki saza kesy mili

                              Dear friend laluch jis chez me b hoga wo apko nuqsaan dy ga. Mery sath b asa ho chuka haim aik din 30 dollars profit kama chuka tha lekin laluch me a kar aik trade or laga di jis sy mujhy itna loss huwa k mera account hi wash ho gaya us k bad sy sabaq mil gaya hai k aik basic amount apna target set karrn or usko pora karnay k bad trading stop kar den or aglay din ka intezar karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X