teez market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    teez market
    Dosto forex trading may jub market teez hoty ap k pass acha moka hota k ap acha profit hasil karain is terhan k din life may kam aaty hain her waqt market ka analysis karty rahain jub ap ko acha rasta nazar aahe to foran maqa haat sy na jane dain moke ki talaash may raha karain aik din ap kameyab hongy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: teez market

    Ham ko is main tez market par trade karna chahye iss baat men koi shak nhi hai k fores aik bahot hi acha business hai aur ismen hamen hamari abilities k motabiq hi earnings milti hain Agar ham khid jo iss qabil bna len k ham iss business ko smajh pate hain to mera khayal hai k shaid hi koi aisa business ho jismen hamen forex jesi earnings mill paen
    • #3 Collapse

      Re: teez market

      dear ap ny bat tu theek ki hy waqi forex main sari bat eham point sy faida uthany ki hy ager ap ky pas ik point hy jis ko ager ap pakr yty hy tu lazmi ap ko us ky hisab sy hi market mian faida uthaana hota hy lehaza forex main tabhiap theek or kamayb ho sakty hijab apis market ko samjh saky ky yi ap ky haq main kitna jay gi us ky hisab sy hi apko profit hasil ho sakta hy wesy ik bat kaho ky lazmi is market main pehly achi terha sy analysis kern abahut hi zarori hota hy tabhi ap asani ky sath us main shamil ho sakty hy.
      • #4 Collapse

        Re: teez market

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
        Dosto forex trading may jub market teez hoty ap k pass acha moka hota k ap acha profit hasil karain is terhan k din life may kam aaty hain her waqt market ka analysis karty rahain jub ap ko acha rasta nazar aahe to foran maqa haat sy na jane dain moke ki talaash may raha karain aik din ap kameyab hongy
        Jab Forex trading market mein news Aati Hai Tu Aise time par market bahut fast mood Karte Hain seniors aur acche traders Aise time par trading karna like nahi karte Kyunki unko pata hai ki Aise time par trading karna bahut jyada dangerous Hota Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: teez market

          G bilkul market ki taz aur big movement ko catch krna chaye es bat mein koi shak ni k aisy din bht kem atty haen kahaen maheeny mein aik dafa ya es se kuch ziada agr wo din bhi hm miss kr daen tu hamari trading ka kiya faida phr.
          • #6 Collapse

            Re: teez market

            forex ke karoabr mein jis waqt trading market tez hoti he us waqt human trade lagany ka acha moka mil jata he is ley hum is ko hath se nae gawna chahy or trading market ko ach adekhty hoy trade ko open ker dena chahy or trade ko us ke best mein close ker ke ach aprofit earn kerna chahy forex aik online karobar he jis mein hum earn or lkearn dono kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: teez market

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
              Dosto forex trading may jub market teez hoty ap k pass acha moka hota k ap acha profit hasil karain is terhan k din life may kam aaty hain her waqt market ka analysis karty rahain jub ap ko acha rasta nazar aahe to foran maqa haat sy na jane dain moke ki talaash may raha karain aik din ap kameyab hongy
              Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek Kaha sometime main market ki movement Kafi Jyada Tej Hoti Hai Is Moment se Hamen fayda uthana chahie aur scalping strategy ji ke jariye se Hamen profit earn karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: teez market

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                Dosto forex trading may jub market teez hoty ap k pass acha moka hota k ap acha profit hasil karain is terhan k din life may kam aaty hain her waqt market ka analysis karty rahain jub ap ko acha rasta nazar aahe to foran maqa haat sy na jane dain moke ki talaash may raha karain aik din ap kameyab hongy
                Aaj main market Mein movement Kafi fast Thi Jab USA prashasan open Hua to Uske bad US dollar down aaya hai aur US dollar se related Sare currency pairs mein bahut jyada movement hui hai aur gold Mein To unbelievable moment Ho Gaya

                اب آن لائن

                Working...
                X