Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain
    Dear members kya forex mein koi aisa tareeqa hai kay hum iss mein beghair loss kay kaam ker sakain
    Mere khayal mein tou beghair loss kay kaam kya ja sakta hai agar hum forex mein trading kay dauraan small lot ko use kerain aur trade msin Take profit 20 sae 30 pips per lagain aur daily ka earning target 10 ka rakhain tou humain earning achi ho jaye gi aur iss tarah hum her maheenay 200 sae 250 dollar tak kama saktay hain aur sub sae barh ker humara bonus bhi safe rahay ga aur agar aap kay zahen mein koi aur strategy hai tou aap bhi yahan per share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

    dear brother forex trading aik complicated business ha is mn meray khial k mutabik baghair loss k trading naen ho skti meray khial mn koe bhi aisa trader naen ho ga jisay loss na hota ho lekin agr ap behtr hikmat amli k sath trade kren to loss ko km zroor kia ja skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

      Bohot kum balka ya kahain ka 1 ya 2 percent asa trader hon gain jo bina loos ka kam krata hon gain ji ha dear forex mai loos zayda or profit kam hai agr hum forex mia zayda mahnat karian tu loos ko kum kr sakta hain laken asa nahi ho sakta ka hum loos ko bilkul 0 percent pr la ayain g janab 0 percent ka matlab ka nil loos asa ho hi nahi sakta is lia loos ko lazmi ap face krain
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

        Gee dear friend aap ka sawal bahoot acha hay ky Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain Bhai shaid hi koi aasa treeka car Jo ky ham bagiar loss ky koi achi trading ker sakhain Kun ky ager hamain aak ya doo tradoon main profit hota hay too pher aap ko loss hi hota hay .
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

          G han loss to har business ka hissa hota hai to forex main Kaise loss nhi ho sakta shyd ksi trader k pas koi strategy ho jisk through loss sy completely bacha jae or bus profit hasil kiya jae lekn aesa bhot kam hota hoga q k har business main loss hota hai to is trade main bhi zarur hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

            Mairay khyal.mai nahe forex aik aisa buisniss hai jis mai expert say expert traders ke trade be loss mai jatay lekin unkai pass aise strategy hote hai ke over all wo constant profit may rehtai hain.
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

              My dear brother of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap bilklu theek hon ge ham forex main bageer loss k kam nahi ker sakte hain ham ko es main loss zaroor ho jata hai es liye ham ko nahi gabrana chaye bal k ham ko chaye k ham himmat se kam len aur loss ko cover karen loss ko to ham cover ker sakte hainn mager es k liye ham ko mahnat karne pere ge
               
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                my dear brother of forex forum assalam o alikum umeed karta hon k aap bilkul theek hon gay aap nay ham say theek baat shear ke hai forex mein ham begheirloss k bhee kam kar saktey hain agar ham forex mein ahteyat say kam kran gay to ham bhat bray loss say batch saktey agar ham ahtyat na kren to hamein bhat braa loss ho ga keun k har kam ahtyat say ho ta hai ahtyat k beghair koi kam nahi ho ta.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                  Forex main enter honey ka saheeh time wohi hota hy jab market aap key favour main ho aur aap ko market ko understand kr rahay hon. Is ky elawa london session sub sey behtareen time hy aur is waqt market main movement ziada hoti hy, jis ki waja sey maximum log is waqt trading krney ki koshish kartey hain aur profit earn krtey hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                    trading naen ho skti meray khial mn koe bhi aisa trader naen ho ga jisay loss na hota ho lekin agr ap ha dear forex mai loos zayda or profit kam hai agr hum forex mia zayda mahnat karian tu loos ko kum kr sakta hain laken asa nahi ho sakta ka hum loos ko bilkul 0 percent pr la ayain g janab 0 percent ka saktay hain Bhai shaid hi koi aasa treeka car Jo ky ham bagiar loss ky koi achi trading ker sakhain Kun ham forex main bageer loss k kam nahi ker sakte hain ham ko es main loss zaroor ho jata hai es liye ham ko nahi gabrana chaye bal k ham ko chaye k ham himmat se kam len aur loss ko cover karen loss
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzaibfazal688 پيغام ديکھيے
                    ham say theek baat shear ke hai forex mein ham begheirloss k bhee kam kar saktey hain agar ham forex mein ahteyat say kam kran gay to ham bhat bray loss say batch saktey agar ham ahtyat na kren
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                      ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Yaha sochte Hain Ki Hame kabhi bhi nuksan nahin hoga to yeah Hamari Sabse Badi Bhool Hai Kyunki Pakistan parents Mein Jo Bhi trading karta hai use nuksan to Jarur hota hai lekin Agar Jiske Paas bahut jyada knowledge or experience hota hai wo Jada nuksan nahin karta thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                        loss hota hai is k baghiar forex main kam nhi ho sakta mere khyal main har junior our expert member ko bhi loss ho jata hai is lye jab loss ka samna ho to apne ghabrana nhi apne kaam ko jari rakhna hai tab ap kamyab ho sakian ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                          G han bilkul forex main har trader ko loss ho sakta hai aur kisi bhi waqt account wash ho sakta hai is liyay hmaien mehnat say kam karna cahiyay forex main hmaien zyada time demo ko daina cahiyay is aay hmara experience increase ho ga aur hm achi earning ky sath sath loss say bhi bach sakien gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                            Bhai jaan ye to hamare exprinces par hi depend karta hain aur is mein humko begair loss k is mein kaam nahi kiya hoga zaroor loss hota hain magar ye bhi nahi hain k har dafa is mein loss nahi ho sakta hain kabhi kabhi is mein profit bhi hasil hota hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya forex mein hum beghair loss kay kaam ker saktay hain

                              Mery khayal me asa mumkin nahi k hum bghair loss k forex trsding me kam kar saken.. baqi business ki tarha forec trading b aik business hai jahan profit loss 2no hotay hain.. aik chez hai jis sy ap apna loss ratio kam mar skatay hain wo hai learning.. jitna zayada learming ho utna zayda loss ka chance kam hi jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X