demo me zada profit kyo bnta ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo me zada profit kyo bnta ?
    dear new dosto . demo hmary liye practice ky tor par kam aata hai . demo par hum learning krty hain. demo par humy bhot zada levarge tak ki rasai milti hai . demo par hum volum size big use krty hain. jab ky leverage bhi zada hota hai to is sorat me humy bhot zada profit show hota hai wo bhi thory sy pips me. is ky br aks hum real account par low lot aur low levarge ka istamal krty hain jis ki wja se humy low profit loss show hota hai jabky deno me koi frak nhi . jo frak hai wo ye hai ky hum demo se profit ko nikal nhi skty.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: demo me zada profit kyo bnta ?

    bhai jan demo account or real account me kafi faraq hota hai is liye demo account me ap ko profit bohat hi easily earn ho jata hai so ap ko chahiye k ap demo account par real account ki tarah kam kare jese ap real account me hi kam kar rahe hain so jub ap demo ko real account samaj kar kam karo gey to ap bohat ache se forex ko learn kar pao gey.
    • #3 Collapse

      Re: demo me zada profit kyo bnta ?

      Sahi kaha hai ke demo account par Jab Hum trade Lagate Hain to use Waqt Jyada profit mil raha Hota Hai Jab Ham real account par Woh trade Lagate Hain To Hamein Jyada profit Nahi Milta Mere Khayal Se iski vajah Ya Hai Ki demo account par Ham relax Hoke trade Lagate Hain Hamare andar Koi Dar Nahi Hota jis ki vajah se Hamein usme profit Ho Jati Hai
      • #4 Collapse

        Re: demo me zada profit kyo bnta ?

        ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai lekin demo account Paise Ke Liye Hota Hai Log Dil kholkar is mein chatting karte hain isliye usse Jyada profit hota hai agar Hum Rahe Na count Mein Dil kholkar trading Karenge Karenge Nahin Himmat Karenge to Hamein wahan par bhi real account main bhi bahut profit mil sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: demo me zada profit kyo bnta ?

          Regular watch karna padta hai market Ko Agar Hum Log market to watch karte rahenge to morelia running karne ke chances bhi bahut jyada increase ho Jate Hain isliye Jada nuksan Ki Taraf Na Jaye Kyon Nahin Aisa Kyon Nahin ho sakta hai aaj kal hum bahut jyada Khwaab Dekh Rahe Hain Hum Sab ke bahut jyada dream sote Hain Hamari koshish hoti hai ki hum in dreams key helps a market mein jyada accha kaam Karen
          • #6 Collapse

            Re: demo me zada profit kyo bnta ?

            Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy jb AP demo account Sy practice krty howy ap ko confidence hota ha r AP ko loss ka darr ni hota is liy AP relax ho kr trade lagaty Hain. Real account trading Mein AP jaldbazi krty Hain his ki wajah sy AP ko loss ho jata Hy. Dosto Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
            • #7 Collapse

              Re: demo me zada profit kyo bnta ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
              dear new dosto . demo hmary liye practice ky tor par kam aata hai . demo par hum learning krty hain. demo par humy bhot zada levarge tak ki rasai milti hai . demo par hum volum size big use krty hain. jab ky leverage bhi zada hota hai to is sorat me humy bhot zada profit show hota hai wo bhi thory sy pips me. is ky br aks hum real account par low lot aur low levarge ka istamal krty hain jis ki wja se humy low profit loss show hota hai jabky deno me koi frak nhi . jo frak hai wo ye hai ky hum demo se profit ko nikal nhi skty.
              Demo account mein jyada profit isliye Banta Hai Kyun Ke demo account mein trading karne ke liye bahut jyada amount hote hain aur Iske ilava Hum Wahan befikar hokar kaam karte hain jis ki vajah se bhi profit Jyada Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                dear new dosto . demo hmary liye practice ky tor par kam aata hai . demo par hum learning krty hain. demo par humy bhot zada levarge tak ki rasai milti hai . demo par hum volum size big use krty hain. jab ky leverage bhi zada hota hai to is sorat me humy bhot zada profit show hota hai wo bhi thory sy pips me. is ky br aks hum real account par low lot aur low levarge ka istamal krty hain jis ki wja se humy low profit loss show hota hai jabky deno me koi frak nhi . jo frak hai wo ye hai ky hum demo se profit ko nikal nhi skty
                • #9 Collapse

                  Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                  demo account mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hum isy durust kar sakty hain hamy is mai kam kar ky acha bonus milta hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho ky paisa kama lety hain
                  • #10 Collapse

                    Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                    forex main demo account ki bohat hi zada ehmiyat hain yai hamy asa best fried guide karta hain or hamy achi learning deta hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti yai online ki dunya main aik king business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                      Aslam o alikum dear friends...
                      demo account main jab hum trade karty hain to hamry emotions control main huty hain. to hum jo trade karty hain wo hum fresh mind say krty hain ku k humy loss huny ka dar nai huta.demo account main hum bohat say factors ko hum bohat achy say read karty hain. or demo account main harmy pas balance n zayada huta ha to hum loss or take profit zada set krty hain jo zada profit ka reason banta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                        Assalamu Alaikum dear Forex member bhai aapki baat bilkul sahi hai lekin main sirf Itna Kahana chahta hun ki agar Ham demo account mein Aate Hain To Hamen Bina ghabrahat ke Lagate Hain Agar Ham real account mein trade Lagate Hain To Ham bahut hi gabara gabara ke Lagate Hain Ki Hamen Kahin loss Na Ho Jaaye to ISI vajah se Hamen Demat account mein profit Jyada Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                          Assalamu alaikum my dear friend han ji bilkul theek hai ki Hamara demo per Jyada profit Kyon banta hai Hamare demo account per Jyada profit isliye banta hai Kyunki is main balance bahut hi jyada Hota Hai aur jismein Hamari trading bahut hi jaldi profit Mein Aati Hai isliye demo per Hamara profit Jyada banta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                            Bhai jaan Hamara demo mein profit isiliye banta hai ki Ham account per khulkar trading Karte Hain Hamare andar Kisi Ke Samne ki tension Nahin Hoti Hamare andar Los Ka Koi Dar Nahin Hota Kyunki yah demo Kaun Hota Hai isiliye Ham Jyada profit banaa Lete Hain Humko chahie ki Ham real account mein bhi confidence rakhen Los Kadar bilkul Na Ho tension Nahin honi chahie ham tab bhi real account per bhi achha profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: demo me zada profit kyo bnta ?

                              g haan bhai jaan ap ne thek hi aha hai as main demo main zyada profit as liy hota hai q k ham as main darte nahi as liy hamein chaye hai kee ham as main demo ka use karte rahe agar ham as main demo ka use karte rahe ge tu ham as main jald se kamyab ho jay ge and hamre na darne ki waja se bhi hamein as main profit hota hai aor real main ham dar dar kar trade lagte hain tu as liy hamein loss ho jata hai kabhi bhi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X