impact of luck in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky ga tab hi hum run karein gay aur is forex main kam kar k apni har zarorat ko pora kar sakty hain aur hamain is forx mai up aur down ko dekhna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main hard work kar k hi hum sucess ho sakty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hamain is main loss kam ho saky ga aur hamain is forex main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay
      • #2028 Collapse

        g bilkul insan ka luch bhi bht imprantat hota ha us ka lia sometimes huamin koi chez raas ni ati ha so luck insan ka acha ho to rasta khud bkhud nikal ata han kamyabi ka.trading mn luck bhi importatn ha but zyada experince or knowldge imporatnt or sath mn stargeys jo ap use krta hain.
        • #2029 Collapse

          luck tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main palning kar k hi trade karni ho gi tab hamain markt main sucess ho sakty hain aur luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main hard work karein gay tab hamain is forx main achi trade karein gay
          • #2030 Collapse

            Good luck ki wajah se hum log Forex Mein achha profit bana sakte hain Jiske good lagta hai wo Kafi achha isme profit Bana sakta hai
            Removed by Moderator.
            • #2031 Collapse

              forex mai hamy luck par full depend nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rule ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
              • #2032 Collapse

                Re: impact of luck in trading?

                forex mai hamy luck par tawajo nahi dene chahey balky hamy apny experience pr knowledge par force karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty kuch log asy hain jo samjty hain ky jin ke luch ache hote hain wo log kamyab hoty hain lakin asa nahi hain
                • #2033 Collapse

                  Re: impact of luck in trading?

                  Dear pak forex ak bahut acha business hai us main ham ko bahut fiada hota hai agr ham us ko acha sa learn krta han tu luck blkul bahut important hai us bat main koi shak nea per learning bhe zrori hai aur learning ka sath agr hamara luck bhe sath ho tu phr maza a jata hai
                  • #2034 Collapse

                    Re: impact of luck in trading?

                    Men Ni aisa sochta k luck ziada role play krti hai hmari life men q k luck hmesha bdalti rhti hai aur usko hum apni mehnat apni koshish aur apni sache lagan see bdal skty hn hum chahen to lalach kr k aur over confident bn k apny naseeb men loss likh Lyn aur chahen to mehnat kr k koshish kr k aur apny irady py pukhta the apny naseeb men kamyabi aur acha profit like Lyn ye hum py depend krta ha k hum apni luck ko kaisa bnana chahty hn.
                    • #2035 Collapse

                      Re: impact of luck in trading?

                      forex mai hamy hamasha luck par impact nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                      • #2036 Collapse

                        Re: impact of luck in trading?

                        luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain is k bary main planing kar k hi hum sucess ho sakty hain aur market main information hasil kar k hi hum cahy say trade kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main trend ko use karein gay it is best job
                        • #2037 Collapse

                          Re: impact of luck in trading?

                          Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother forex me luck ki bhi boht importance h lekin luck k sath sath hmen forex k baare me kuch knowledge aur experience bhi hona chaiye hmari luck ki waja se hmari trade pr boht Asr prta h
                          • #2038 Collapse

                            Re: impact of luck in trading?

                            forex tradignbuznees maain jahun take maain janta hun to mera kahyal hy kah is buznees main hum hum ko louk ki buhat hi zyda zaruart hy jab take is maain hum ko luk nahin milta hy tab take hum ko yahun par achi ernig nahin hoo gi
                            • #2039 Collapse

                              Re: impact of luck in trading?

                              Luck ka impact treding ma hota or ap Ke life ma buth zaida hota hy kun k being a Muslim Allah ke zat k according jo naseeb ma hota hy woe milta hy,, but dua or hard work sa naseeb badl ja sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                Re: impact of luck in trading?

                                Forex aik bohat hi complicated kaam ha jis ma hamain kamyabi k lye bohat mehnat ki zarorat ha is lye luck k is ma aik percent impact ho skata ha lakin mehnat aur experience ka bohat hi zaidah hath ha forex ma success hasil karnay k lye ap jitnay ziadah experienced houn gay aur expert trader houn ap utnay hi zidah kamyab houn gay is lye agar hamain forex ma profit kamana ha to hamain sirf luck pe inhisar ni karna chye balke hard working karna houn gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X