g bhai hmari luck trading par asar andaz hoti hai or bohat se trador apni luck par zeyda depend hoty hain maghr mera khyal hai k hmain hmaisha hmari luck ki wjah se profit nahi hota hai es k liye hmain mahnat bhi karni chahye q k har dafa luck hmarain kamyab nahi karti hai forex main achi trading karni k liye hmain learning karni chahye ta k hmain hmaisha luck ko nahiu dekhna chahye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим