impact of luck in trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    forex mein jab be kaam karay es mein luck se nahi balkay experience se kaam karay aur kosis karay es mein jaldbazi aur greedy na karay ap k liye kafi danger sabit ho ga thankful for question
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      forex trading bht hi sensitive business he is men app ko bht work karna parta he or jo log luck ki bases par kam karty hen wo bht loss uthaty hen so luck par kam sy bachen,
      • #1323 Collapse

        forex trading me luck ka use mat kare kyuki mene kabhikisi ko luck ke dum par lakho ka profit karte nahi dekha hai par ha kai baar agar kismat me ho to aapko kuchh dollar ka profi tmilta hai par har waqt aisa hi nahi hota hai aapko bahut hi jyad arisk nahi lena hai aur apanikismat ko bar bar nahi azamana chaiye aapako
        • #1324 Collapse

          bro luck tab hee kamyab hoti hay jab aap hard work karo agar aap hard work hee na karo aur sub kuch luck pe chor do to phir loss hee hoga is liye hard work aur experience kay sath kaam karo then apki luck bhi apka saath dey gi
          • #1325 Collapse

            Bohat say traders aisy hoty hay jo keh theak say trading nahi kar sakty but wo market say bohat sara profit earn kar lety hay ye unki luck hoti hay keh profit earn kar lety hay so humay luck kay pechy nahi parna chahiey khud mehnat karni chahiey.
            • #1326 Collapse

              Salam member well luck ke bina trading bilkul wesi hai jesay dua ke baghair namaz adhoori hai kiun ke agar aap ke paas luck nahi hai jis din trade karte huay to ap chahay jitna bhi jantay ho about trading aap ka loss agar likha hai us din to zarur hoga by hook or by crook to atleast for me luck is very important in trading us ke baghir kaam nahi Chalta
              • #1327 Collapse

                luck agar pp ka teaz ho to pp ko informtio na b ho to app trade main acha profit earn kar late ho or information ho or luck sath na day to loss b ho jata hai
                • #1328 Collapse

                  Dear is business me hmen kabhi luck par trading nahi karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm tb hi achi trading kar sakty hain jb hm is business me apny experince or hardworking se kam karen gyn luck se nahi kam karen gyn...
                  • #1329 Collapse

                    g han bilkul my dear friend forex trading mai hi nhi hr business mai luck ka ek aham rol hai forex trading mai jitna bhi experience or knowledge ho ager kismat mai na ho ap profit k sath loss bhi face krty hain.
                    • #1330 Collapse

                      impact of luck in trading main. jee luck ko bohat important khayal kia jata han kuk luck se is ko trading main fada hoi han. kuch logo ky rai han wo business main kamyab only luck ky waja se hoty han. forex trading main luck k sath experience bohat zerori han kuk dono k bagar ap aik kamyab nahi ho sakthy han au rluck aur experience se profit acha earn karty han
                      • #1331 Collapse

                        g bilkul g mn ap ki bat sy agree karta hun magaar mn smjta hunky hm ko is kam man hmko is kko karny ky lia hm ko bhtr tra sy kam krna chayia jo ky hmary lia bht hi bhtr hai
                        • #1332 Collapse

                          well mera believe yeh hae ke agar luck aur experience ko 100% mein se diya jaye tou ratio kuch 70 aur 30 ka hoga means aapkey kaam ke liye 70% aur luck ke liye 30% kiyunki ye buhat simple si baat hae agar aap luck par betehy raheyin aur koi mehnaat na karein tou defiitely aapko koi faida nahi hoga
                          • #1333 Collapse

                            fx ma luck kA koi asar nai hota hota fx ma kam karny k lia hamy bohat mehnat karan ho gi tab ham achy trader ban sakty han fx ak bohat caha kam hai
                            • #1334 Collapse

                              isme mere khiyal se luck ka koi khas impact nahi hota jab busiess ko business ki trah hi deal kia jay or pahle achi trah se market ko learn karen or phr jab market ko achi trah learn kar lete hen toh phr hamko achi skills ban jaati hen or us se hamari life be achi ho jati he is trah forex is best if we work with skills
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                I dont depend on luck while trading. Ofcourse, one gets lucky on certain days when the prices come on one's favor and bail us out of a difficult situation. If one takes calculated risk, the chances are one always gets what one wanted. here one cannot say that luck is the important factor.agr khud ko luck pa dpndnt krdo to fr hm bhtar kaam nh kr sktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X