impact of luck in trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Forex ek business hai aur isko karne ke liye technical analysis stregy ki jaroorat hoti hai bilkul sach hai kabhi kabhi kick kaam as jata hai par aap nhi jaante kab aapki kismat acchi hogi kab aapke luck kaam karega isliye meri Nazar mei luck par depend nhi rehna chahiye kyuki luck na to hamesha kaam Karega aur na hi aap luck par rehkar kaamyabi pa sakte hai forex business Mei kaamyabi ka rasta luck se nhi balki aapki forex study knowlede se hokar gujarta hai yahi aapko continue profit dilate hai trading Mei hamesha technical analysis forex method se hi trading kare aur dua kare luck aapke sath ho aap duao Mei luck maang sakte hai par profit sirf aapki trading knowlede hi degi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      Dear in Forex trading we can not depend on our luck but some time like maybe impact in our Forex trading but not every time if you want to be a good trader then you have to depend on your experience and skills but not depend on your luck because lucky trader cannot survive here in Forex trading for a long time thank you
      • #1938 Collapse

        dear jaha tak mera knowledge kehta hai trader ko hamesha apne experience ke uper trust krna chahye luck kabhe kabhar ap ki trade ke uper nazar andaz ho sakte hai laken har trade luck ke uper depend nahe krni chahye hamesha apne knowledge per trust rakhe then profit hoga
        • #1939 Collapse

          dear luck zindgi k hr his say main buhat ahmiat ki hamil hai. Is I trah trading main b luck ka bohat ahm role hai. Luck se pehlay ap ko hardworking pe yaqeen krna chaiay q k ap ka initial achay hai to luck b ap ka sath ho gi.
          • #1940 Collapse

            dear forex trading mein sirf luck hi nahi balk experience bhi boht count hota hai or forex mein trading karty waqt sab sy pehly humein news sy bakhabar rehna chahiye or bad mein humein indicator kko use karna chahiye or phir humein market k analysis ko foloow karna chahiye.
            • #1941 Collapse

              luck tou kabi kabi sath deti hoti hai so hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experience ho ga tab hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur earning ho gi
               
              • #1942 Collapse

                Luck zindge ke har morr pe asar andaz hoti hai lekin yeh hamesha aik jasi nahi rehti. Forex trading main asar andaaz tu ho sakti hai lekin forever nahi. Aur is business main totally luck par depend karna bewaqoofi ho gi kiunke luck pe depend kartay hoay forex trading karnay ka matlab yeh hai ke aap juwwa khail rahe ho.
                • #1943 Collapse

                  Luck ka kafi zyiada impact hota hy trading mein lekin jo log sirf luck py hi depend krty hain aur mehnat sy door baghna shuru kr detey hain to luck un ka sath chor jati hy
                  • #1944 Collapse

                    Trading py luck ka asar ni hota balky ap k knowledge experience aor demo account py practice ka bahut asar hota hai mery khayal mn forex mn trading krny k liay luck zy ziada knowledge aor experience hain
                    • #1945 Collapse

                      Mere main aik kamyab business karny ke ley luck aur achy experience ki bahat zarorat hoti hai .Luck hi wo cheez hai tu hari hoei game wapis dila pati hai. luck business ki market main bahat ahmiyat ka hamil hota hai
                      • #1946 Collapse

                        Is k bare main kuch khas nahin kaha ja sakta shayad luck bhi agar andaz hota ho laikin is k liye zayada she zaya experience ki zaroorat hoti hai is liye zayada we zayada demo account pe kaam krna chaye
                        • #1947 Collapse

                          Bhai mery khial men to luck pe depend na kren aur apni mehnat sy kaam len q k hr trade luck pe chor k beht jain to koe yaqeen sy ni keh skta k profit aey ga,aap hamesha apny knowledge pe trust kren aur uski bunniaad pe trade lagain.
                          • #1948 Collapse

                            dear friends forex trading mn luck ka boht ziada amal dakhal hota h. kisi bhi business mn kamyabi ka daro madar insan ke luck py he depend krta h. but forex trading mn luck kuch ziada he asar andaaaz hoti h.
                            • #1949 Collapse

                              luck bhi hota hy pr jo hamk hod mhnat krty hy who bhi hoti hy who zead involve hoti hy agr ham forex trading k is bisness my mhnat krna jantyhy to is my ahm jkamyab ho kjaty hy is sy ham phr pasy kama sgty hy is my agr ham mhnat nai kr sgty hy to phr ham is my kamyab nai ho sgty hy is my nam ko luck pr nai rehna hota hy is my ham ko apni mhnat krna hota hy
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                g bhai hmari luck trading par asar andaz hoti hai or bohat se trador apni luck par zeyda depend hoty hain maghr mera khyal hai k hmain hmaisha hmari luck ki wjah se profit nahi hota hai es k liye hmain mahnat bhi karni chahye q k har dafa luck hmarain kamyab nahi karti hai forex main achi trading karni k liye hmain learning karni chahye ta k hmain hmaisha luck ko nahiu dekhna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X