Trades ko kaisy manage kiya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades ko kaisy manage kiya jaye
    Dears agr ap k pass balance limited ha tu ap ko chaye k ap sirf aik hi trade krean ta k wo agr loss mein jati bhi ha tu ap ka account safe ho aur agr ap ko wo trade profit de rahi ho Jo k acha profit hona chaye jis pe yaqeen ho k ab market k loss mein jany k chances kem haen tu phr ap dosri trade lagaen us k elawa aik hi trade ko chalny daen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

    Koi bi trade jub hum stop loss aor take profit use ker ky open kerty hein to isky management khud hi ho jati ha hamein mazeed kisi management ki zarurat nehi perti ky agar support aor resistance ky mutabiq hum stop loss aor take profit lagaty hein to hamari trade secure ho jati ha
    • #3 Collapse

      Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

      Trades ko manage kerna bahot asan hai ky agar ham trade open kerty hain aur hamain loss hona shuru ho jata hai tou hamain sath main opposite direction main aik same lot size sy trade open ker leni chahiay ky loss increase hoty hoty account wash na ker day tou same other trade ko hamain next support ya resistance tak continue rakhna hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

        forex aik bohat bara business hain hum is mi apny experience ky mutabik trade open kar sakty hain forex aik interntional business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
        • #5 Collapse

          Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

          Achha kar sakte hain market Mein kaam karne ke liye Hamare Paas investment Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Hamein investment market Mein Londe kar le kar nahi aani chahiye Hamen chahi ke Hamen Forex ke saath saath kaam karne ke liye costing Karen Pak Forex par jitni Jyada Hum Log Yahan Par coaching Karenge utna Jyada Hum Log Yahan Se business planning ko generate kar sakte hain business ko Aage Ki Taraf develop kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

            trade ko manage karna forex mai bohat zarore hain forex aik international business hain forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex pakistan mai legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

              forex ke karobar mein human trade ko manage keny ke ley fresh mind ke sath trading market mein enter hon trade ko us ke best time ko analysis ker ke trade ko open or close karen forex aik online karobar he jis mein hum patience ke wait ker ke trade ko open or close kerna chahy forex aik confidence deny wala karoabr eh jis mein hum earning ke learning be kerty hein
              • #8 Collapse

                Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                hamy risk ko manage karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik wasee busines hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kr kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                  hamy experience ky mutabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy learning ko best bana kar market ky rules ky mutabik kam karna ho ga forex aik wasee business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                    My dear forex friend jab hum trade lagaein to is m agr hum take profit or stop loss hum support or resistance k mutabik lagaty hein to humy is trade ko mzeed managment ki zrorat nhi hoti y trade aisy samajh liy auto p management ho rahi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                      Hamen samajhna padta hai agar Ham Yahan per isme Reddy nuksan kar chuke hain Hamen sabse pahle chahie kya pahle wale Logon Ko recover Karen Agar Hamen Yahan per $100 nuksan Ho Jata Hai To Hamen Jitna jaldi ho sake isko recover karna chahie market Mein kam Mein Business mein celebrity Hona bahut jyada hota hai Shani ke sath kam Mein management karna Hamare liye bahut jyada important Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                        Dears agr ap k pass balance limited ha tu ap ko chaye k ap sirf aik hi trade krean ta k wo agr loss mein jati bhi ha tu ap ka account safe ho aur agr ap ko wo trade profit de rahi ho Jo k acha profit hona chaye jis pe yaqeen ho k ab market k loss mein jany k chances kem haen tu phr ap dosri trade lagaen us k elawa aik hi trade ko chalny daen.
                        Assalamu Alaikum Forex trading business mein bahut jyada Jaruri hota hai ki ek proper plan ke sath aap apni trade ko open Karen jismein aapko Pata Hona chahie ki agar aapko profit ho to kitne profit per trade close karni hai aur Agar aapko loss ho to kitne loss per aapane apni trade ko close karna hai ya FIR use loss ko kaise recover karna hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trades ko kaisy manage kiya jaye

                          Dear Forex members trades ko manage krny Ka tareqa ye hai k ap take profit aur stop loss Ka use zror kren aur lot size hmesha small rakhen aur lalch na kren aur zeada experience hasil krsken aur knowledge hasil KR k trading kren

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X