Market movement ko samjhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ko samjhna
    Market ki movement ko samjhne ke liye kia karna chaye ke jis se hum exactly pata laga saken ke market up jaayegi ya down and konsi particular news ko follow karna chaye jis se ek hum logo ko proper guide mile ke han iss ke according market ab up move karegi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market movement ko samjhna

    Market ki movement ko samjhna bohot zarori hai is lia forex mai market ki movent ko lazmi dahka cahya kiun ka market ki movement s hi ap ko accha profit hasil krna ka lia acchi trade mila gi or achi trade ka lia market ka kahyal lazmi rakhain warna forex ko huma samjhna mai ahsani ho or market mai accha profit hasil kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: Market movement ko samjhna

      Market ki movement ki agr bat ki jaye tu mery khayal se market ki movement pe hamaen es trha nazar rakhni chaye k hamaen us ki hr new banany wali candle k bary mein pta ho k next candle kon c bn sakti ha aur ye mumkin bhi ha ap aik andaza laga sakty ho jis se ap us candle se acha profit kama sakty ho.
      • #4 Collapse

        Re: Market movement ko samjhna

        G brother bilkul ap ko btata Chalo k forex ak BHT acha online business ha or yaha PR Sara daro madar markeet ki movement PR hota ha Jin members ko markeet ka acha experience ho jata ha wo bht kmayab trader ban jaty ha ap ki Nazar her time markeet PR honi chaye ap ko it a knowledge hona chaye k ap bta saky k k new bany waly candle khaa tk move kar sakti ha
        • #5 Collapse

          Re: Market movement ko samjhna

          Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul sahi Kaha lekin Mere Khayal Se market ki movement ko samajhna bahut hi difficult hai lekin Jiski samajh mein Iske movement a Gayi Ayi Samjho Hua is main profitable ban gaya Kyunki Jo market ki directions ko learn kar leta hai Samjho aur uske Hathon Mein Hai
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Market movement ko samjhna

            Market ki movement ko samajnay k leye analysis ki zarorat hai ap kay analysis jab tak achy hogay ap ko market ki movement samaj aye gi nahi tu ap kabi be market ki movement ko judge nahi kar sakain gy es ke lay zarori hai ap analsysis karain or analysis ki base pay aapna trend ki trade laga sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Market movement ko samjhna

              Good morning all friends and my sweet members of pakistan forex forum
              umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay
              yes sir hum ko as mien aa ker her br maket ki movement ko samjh ker kam karna hota hai agar hum as mien aa ker market ki movement ko samjh ker as mien kam kerty hien or right tiem per trade open kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hmain as mien aa ker her bar earning karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Market movement ko samjhna

                hamy market ke movement ko samjna ho ga hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                • #9 Collapse

                  Re: Market movement ko samjhna

                  forex market bohat bare hain hamy is ky up down ko dahkna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai poor mans or job less mans be kam kar sakty hain is mai hmara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market movement ko samjhna

                    hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga forex aik wase business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market movement ko samjhna

                      Achcha ho jaega market per traction per Najar rakhte Hue aapko Yahan per Ek acche wala decision Lena chahie Jab aapka Yahan per kam ke time per decision Achcha Hoga Aap Yahan per confidence ke sath take place ke sath good level ki Yahan per investment kar sakte hain yah investment aapko long time ke liye earning provide karti hai aur aapko kabhi bhi yahan per back side ki taraf aapko nuksan ki taraf Nahin Jaane Degi
                      • #12 Collapse

                        Re: Market movement ko samjhna

                        Forex trading mein market ki movement ko samjhana bahut zaruri hai kyunki Forex trading mein saree trade market ki movement per depend karti hai.
                        Market ka moment samajhne ke liye mukhtalif courses karvaya jaate Hain . aap online rahte hue yah course kar sakte hain aur iske alava aap apne senior se bhi help le sakte hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market movement ko samjhna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                          Market ki movement ko samjhne ke liye kia karna chaye ke jis se hum exactly pata laga saken ke market up jaayegi ya down and konsi particular news ko follow karna chaye jis se ek hum logo ko proper guide mile ke han iss ke according market ab up move karegi.
                          As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai jab tak Ham Forex trading market ki movement ko understand nahin kar sakte tab tak Ham apni trade ko bhi open nahin karna chahie Kyunki market ki movement per hi trade open karne se profit Hasil Hota Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X