Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay
    Forex business ko agar step by step learn karny ki koshish ki jaye to 2 parts me ye learning complete ho sakti hay sab se pehly Forex knowledge ko hasil karny ki koshish karni chaye jo key theory key base par possible hay es key bad second part learning ka practical free demo account me trading ki learning hay, agar Forex ka knowledge pehly hasil na kia jaye to practical trading ki learning bahot mushkil ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

    Gee haan meray bhaii aap nay bilkul darust farmaaya aur main aap kii baat say mukammal taur par itefaaq kartaa hun kay learning practical bhii hoo saktii hay aur theoretical bhii insaan jo kuch kitabon mein partaa hay wo us kii theoretical learning kaa zariaa hay aur joo kuch insaan us cheez ko apnay kaam mein apply kartaa hay wo us ki practical learning aur practically kaam kar kay insaan ghltian kartaa hY aur un say zada behtar tareeqy say samjh sakta h..
    • #3 Collapse

      Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

      bhai jan muje to sirf itna hi pata hai k forex ko achi tarah se learn karna chahiye or us k liye ap ko sub se pehle pak forex forum ko join karna chahiye or waha se knowledge hasil karna chahiye or phir ap ko demo account par practice karni chahiye ku k demo account se ap ko forex ka expereince hasil hota hai phir ap ko real account me kam karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

        G dear friend AP nay bilkul theak baat ki hai pak forex main kaam karnay Kay liye zrori hai Kay sab say pehlay forex ko learn Kiya jaiy q Kay learning bohut zrori hai or us Kay baad trading start karnay Kay liye pehlay zyada say zyada practiece ki jaiy tab he AP pak forex main kamyaab ho saktay han q Kay forex main zyada say zyada earn karnay Kay liye learning or practiece dono he bohut zyada zrori han
        • #5 Collapse

          Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko first of all theory study karni chaheya per hum ko chaheya ka hum wo theory ke practices karni start kardaa to best hoga............
          • #6 Collapse

            Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jo learn kerta h wo hi as mien earn karta h as lyee ham ko as mien khud k lyee seekhna hota h aur ham ko as mien apne lyee kaam karna hota h jab ham as mien kamyab hote hien tu ham
            as mien kamyabi hasil kar sakte hien as lyee ham ko as mien demo account per practice karna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h aur apni family k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h aur ham apni life ko asan bana sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

              learning practical bhii hoo saktii hay aur theoretical bhii insaan jo kuch kitabon mein partaa hay wo us kii theoretical learning kaa zariaa hay aur joo kuch insaan us cheez ko apnay kaam mein apply kartaa hay wo us ki practical learning aur practically kaam kar kay insaan ghltian kartaa hY aur un say zada behtar tareeqy say samjh sakta h..
              • #8 Collapse

                Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

                forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko first of all theory study karni chaheya per hum ko chaheya ka hum wo theory ke practices karni start kardaa to best hoga demo account per practice karna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h aur apni family k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h aur ham apni life ko asan bana sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Forex business ko agar step by step learn karny ki koshish ki jaye to 2 parts me ye learning complete ho sakti hay sab se pehly Forex knowledge ko hasil karny ki koshish karni chaye jo key theory key base par possible hay es key bad second part learning ka practical free demo account me trading ki learning hay, agar Forex ka knowledge pehly hasil na kia jaye to practical trading ki learning bahot mushkil ho sakti hay.
                  Aap ke Wahan bilkul theek hai aap Forex trading member learning practical Bhi ki Ja sakti hai aur theory ko padh kar Bikki Ja sakte hain lekin Mere saal Mein practical learning Jada useful hoti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

                    practical hum tab he kar saky gy jab hum acha experience hasial kary gy forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hamy learning hasial karne ho ge hamy analysis ko use kar ky market mai paisa invest karna ho ga forex aik unique businss hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning practical be ho sakti hay aur through theory be ho sakti hay

                      Assalamu Alaikum ji Sar aapki baat bilkul theek hai ki Kisi bhi chij ko sikhane Ke Do tarike hote hain aur ek Tarika to aap aap Kisi theory Kesari Hai Chori ko padh kar Uske jarie hai ya Kisi dusri Jo videos vagaira Hai unke Sar kahan per Apne Jo learning process ko beta banaa kar usko dekhne ka Amal Jari Rakh sakte hain aur uske bad aap use sikhe Hue ko istemal kar sakte hain market ko analyse karte hue Agar aapko market ke train ka pata hai to aap use learning process se Gujarte Hue aur use Bar Bar usko istemal karne ke bad Apne experience Mein Shamil kar lete hain to usse aap Jyada fayda uthate Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X