forex trdaing main boht se mambers jub market main enter hoty hain tu market ko aik had tak smjh jaty hain laken jub trade lgany lag jaty hain tu pateshan ho jaty hain or yah sochny lag jaty hain k hmain kahen loss na ho jay jub wo yah sub sochty hain tu wo dar kar apna kam khud he khrab kar jaty hain un k confidence level k weak hony se wo confuse ho jaty hain or khud he galat tarde lga dety hain jis se un ka dar un k samny a jata hai loss ki sorat main.......tu kbhi bhi dartty darty trading na karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим