agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?
    forex trading main jub hum apna account bnaty hain tu os time main hmain apny account ki lverage set krni hoti hai jo k boht se option k sath milti hai tu kam lverage set karny se trading main hum small lot use kar skty hain bari invest nahi kar skty hain jub k zayda levearge main hum bari invets bhi kar skty hain laken zyda leverage main jub loss hota hai tu bhi zyda hota hai............... kiya khyal hai ap sub ka es bary main?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

    Leverage size agar zeyda set kia jaye to es ko koi be nuksan nahi hota hay bahot se traders samjty hey key leverage size key base par risk management karna possible hay magar ye bilkul be ghalat hay, risk ko ham lot size se hi control kar sakty hey, leverage size ka faida ye hota hay key app ko trading key ley apni investment key base par bahot zeyda margin mil jata hay, app es margin key base par zeyda lot size key sath trading kar sakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

      Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h
      tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h
      aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee leverage kam use karna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

        Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Na Jaye Baat bilkul theek hai agar Hum Jyada leverage set Karte Hain To Hame kya fayda aur nuksan hota hai Jyada average set karne se Hamein trading mein bahut Jada nuksan ho sakta hai isliye Hamein is se Bachana chahi Ta ke kaam Ek accha profit Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

          bhai jan agar ap k pas forex ka zayada se zayada experience hai to hi ap ko zayada leverage me kam karna chahiye otherwise ap ko forex me small leverage se hi kam karna chahiye ta k ap big loss se bi bach sake or profit earn kar sake ku k forex me ache tradre hamesha small leverage se hi kam karte hain or bohat achi earning karte hain.
          • #6 Collapse

            Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

            Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Na Jaye Baat bilkul theek hai agar Hum Jyada leverage set Karte Hain To Hame kya fayda aur nuksan hota hai Jyada average set karne se Hamein trading mein bahut Jada nuksan ho sakta hai isliye Hamein is se Bachana chahi Ta ke kaam Ek accha profit Hasil Karen
             
            • #7 Collapse

              Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

              management karna possible hay magar ye bilkul be ghalat hay, risk ko ham lot size se hi control kar sakty hey, leverage size ka faida ye hota hay key app ko trading key ley apni investment key base par bahot zeyda margin mil jata hay, app es margin key base par zeyda lot size key sath trading kar sakty ho
               
              • #8 Collapse

                Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

                hamy ache leverage laga kar mahnet sy forex kam karna ho ga forex mai leverage ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex mai job less mans be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik unique busines hain
                • #9 Collapse

                  Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
                  forex trading main jub hum apna account bnaty hain tu os time main hmain apny account ki lverage set krni hoti hai jo k boht se option k sath milti hai tu kam lverage set karny se trading main hum small lot use kar skty hain bari invest nahi kar skty hain jub k zayda levearge main hum bari invets bhi kar skty hain laken zyda leverage main jub loss hota hai tu bhi zyda hota hai............... kiya khyal hai ap sub ka es bary main?
                  Jyada leverage trading karne ka nuksan hi nuksan hai Kyunki Ham aap apne account ka leverage ka size Bada Rakhenge to aapki trading bahut jyada risky Hogi aur aap phone launch hone ke chances profit Se Jyada Honge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

                    hamy ache leverage lagane ho ge hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik wasee busienss hain is mai leverage ke bohat ahmeyat hain hamy expert ban ky fore mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex mai agar hum zada leverage laga dy ggy to hamy loss ho jy ga
                    • #11 Collapse

                      Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
                      forex trading main jub hum apna account bnaty hain tu os time main hmain apny account ki lverage set krni hoti hai jo k boht se option k sath milti hai tu kam lverage set karny se trading main hum small lot use kar skty hain bari invest nahi kar skty hain jub k zayda levearge main hum bari invets bhi kar skty hain laken zyda leverage main jub loss hota hai tu bhi zyda hota hai............... kiya khyal hai ap sub ka es bary main?
                      assalamu alaikum bhai jaan library size ko Jyada Karne Se Ham Kafi nuksan aate ka Samna kar sakte hain isliye Hamen Apne library size ko kam Rakhna chahie agar aap cal every size bada hoga to aapke pass free margin kam ho jaega aur ek junior member ko kabhi bhi nahin chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: agr hum zayda levearge set karty hain tu os k faidy yah nuksanat kiya hoty hain?

                        ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen leverage ko dekh kar hi Pakistan Forex trading kar lo hai agar Ham Dekh Kar Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi ismein Kamyab Nahin ho sakte aur Hamen Achcha profit To Kabhi Nahin mil sakta hai isliye Hamen Soch samajhkar trading karna chahie thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X