Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sy pehly analysis kyun zarori hen
    dear members forex me trading sy pehly analysis bht zarori hoty hen q k analysis sy apko ye pta chalta hy k trade ki range kahan tak ho skti hy tp kahan lgani hy stop loss kahan lgaana hy isky ilawa apko andaza hota hy k trend ki history kya hy kis pattern py chal rha hy sur kitna oper jaa skta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

    Assalm-o-Alaikum dear friend trading sy pehlay analysis bohat zaroori hai kiun k agar ham analysis kartay hain you hamain agar acha point milta hai ham trading kartay Hain tou iss trha hamain bohat faida hota hai Orr hum kaamyaab ho Kar acha profit gain Kartay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha trading sy pehlay market ko achi trha analyse karain issi mein hamari kaamyaabi hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

      Trading sy pehle analysis bhot zaruri hai kiu k es sy hamy market k bary ma pata chalta hai k kese taraf ham trade karyn to hamy earning ho gi magar es k lae bhot learning ki zarurat hai or serf mehnat sy he ye sb possible hai forex ma bhot log kamyab es lae hai k wo lagatar mehnat sy kam karty hai hope apko mere post achi lagy gi
      • #4 Collapse

        Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

        g han main ap se agree karta hun forex main har aik kamyab trader apne trade open karne se pehle market ka analysis karta hae q ke yeh bahut zarori hae is se market ke movement ka pata chal jata hae ke market up ho gy ya down to is tarah se wo apne trade ko open kar leta hae
        • #5 Collapse

          Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

          Jaise ksi bhi business k liye analysis zaruri hota hai aese he forex main bhi kamyabi k liye analysis zaruri hai q k beger analysis k hum tukkay par trade to nhi laga sakte islye pehly market k chart ko analysis Karen or candle ki movement check Karen k aaya trade kis traf jarai hai or usi analysis ki base par apni trade lagaen to zarur faida hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

            Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahiy k trade krne sy phly market ko analyse kr ln take AP ko market k bary main knowledge Hasil ho saky r AP ek accha trade kr sakain. R Dosto Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
            • #7 Collapse

              Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

              Dekhiay brother analysis kisi bhi kaaam k liay bohat zaroori hotay hain chahay forex ho ya koi aur buissnes humain pehlay us k anylsis kar lenay chahiay aur phr usi k mutabiq apni trad lagani chahiay is tarah karnay se hamara experience boost ho ga aur aik achay trader ban saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                Dear freindd markeet ki movement ka andazaa lagnyy kyy liyee analysis kiyyy jatyy hai markeey kis trendd main hai markeet kaa andazaa laga kar hei behtrr tradingg ki jaa sktii hai jitnaa bi expertt trderr kyu naa analysis sub ko karnaa partaa tbb hei axhei entryyy lageii jaa sktii hain...
                • #9 Collapse

                  Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                  Trading se pehly analyses is lye zrori hai ta keh ap ko pata chal sake k market ki position kia hai our kon se pair par trading karni hai our ye bhi asani ho jati hai keh currency pair Buy karna chahye ya cell our isi tarhan gold our selver ki trading ka bhi andaza ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                    G han bilkul theyk kaha ap nay forex main kam karny say nah siraf hm apni earning main izafa kar sakty hain balky is aay hmari Learning bhi increase hoti hai jo ky hmari daily life main bhi helpful hai agar hm forex say achi learning karty hain to hmaien bahout achi earning milti hai aur hmaien life main bhi bahout kuch seekhny ko milta hai is liyay forex at a time learning aur earning dono daita hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                      Bhai jan apne bilkul hi shai kaha k agar ham is main market ko analysis karet hain to ham is mein kamyab ho skate hain aor baghir analysis k trade karna bekar hai ham ko is main analysis karke hi is main trade karna chahiye jis se ham ko kamyabi mil sakta hai aur ham is mein earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                        G belkul agar app ache analysing nahe kar saktay ya bagair analysis keye market mai tukkai ke trades lagatai hain to app kabi be aik constant profit nahe kama saktay har trader keleye zarori hai ke wo market ko analyse karna seek lai aur ache tarah trading karai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                          Dear friend forex business mn app jab teared saroo karta han too app uss saa pahla market analyse ka zaroor khyal rakha jia takia app ko teared kaa douran app zaida nuksan naa atthana parha hama chaia kaa ham kese Acha time par teared kar kaa faida atthana chaia
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading sy pehly analysis kyun zarori hen

                            Dear jaisa k hum sub ko pta ha k forex trading online markeet ha jo all world ma ki jayi ha r es ma har waqT movment hoti rahti ha es lia agr hum ko koi trade lgani ha to es k lia zroori ha k hum sub sa pahly narkeet analysiss kar ly ta hum loss sa bach sky.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X