Ziada greed account wash.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziada greed account wash.
    Dear fellow's agar hamaray account may 1000 dollers be ho tho wo agar hum ziada lalich karangay tho account wash hoga our agar aap k pass 100 doller be ho our aap minimum lot size k saath trading karay tho is say ache earning Kar sakhthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziada greed account wash.

    G han forex trading men ziyada profit ka lalach hi nuksan ki jarh hey kiun k kabi kabi kisi aik trade men acha profit mil raha hota hey aur lalach trade ko close nhi kartay k profit aur ziyada ho jay lekin phir market ka trend change honay pe profit loss men chala jata hey aur account wash kar deta hey
    • #3 Collapse

      Re: Ziada greed account wash.

      Forex trading mein greed bilkul nahi karna chahiye kiun k jab ap kisi bhi kam mein lalch le atay hain to wo kam kharab ho jata hai or us ka loss sehna parta hai es liye jab bhi kam karen to mehnat se karen greed na karen kiun k greed se apka account wash ho Jaye ga or apko profit nahi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Ziada greed account wash.

        ji haan Jaan aapne bilkul theek Hai Karam Pakistan Suraksha mein baat karte hain tu bilkul Hamara account was ho sakta hai isliye aana chahiye kya Mila Ladka Bhi Na Kare Agar Hum is Samay kahan gayab Hona Chahte Hain tour mein laalach bilkul bhi nahin karna chahiye Kher jakaram isme Kamyab Honge
        • #5 Collapse

          Re: Ziada greed account wash.

          G han dost bilkul thek kaha ziyada greed karo ge to apna account wash kar do ge greed nahi karny chahiye greed karne se apko kabhi fayida nahi hoga balke ulta nuksaan hoga is liye greed ko khud se dur rakhe greed me a kar bohat se log bare mistakes kar dete ha jis ki wajah se un ka account wash ho jata ha is liye apnt neyat ko saaf kare aur sirf hard work kare apko khud he kamiyabi mil jaye gy
          • #6 Collapse

            Re: Ziada greed account wash.

            Ham is main ziada risk lete hain to hamre accout wash ho sakte hain wo apna account wash kar wate hain uar ham ko is mein allchi insan nahi banna chaiye is mein ham ko kam profit ho to hi ham ko is mein tarde close karna chaiye aur ham ko chaioye k ham is mein bilkul bhi lalch nahi kare qk lalch buri bala hai ham ko is mein lalch se dor rahna chaiye is mein lalchi insan kabhi is mein kamyb nahi ho sakte hain qk lalchi lalch kar ta hain aur loss pan kamal dekhta hain is mein liy ham ko is mein lalcaor ham ko is mein lalch nahi karna chaiye jo is mein lalch kar te hain hi ghalti se bahi nahi karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb hjo sakte hain aur is mei profit hasil kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Ziada greed account wash.

              General business forex sey behtar hy lekan is main forex jitni income nahi hy aur agar aap big money earn krna chahtey hain to phir forex all businesses sey behtar hy. Is business sey aap ghar main beht kr income bana saktey hain aur apni life ko easy aur shandar kr saktey hain. Jabkeh general business sey aap ziada earning nahi kr saktey.
              • #8 Collapse

                Re: Ziada greed account wash.

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain aur hum is Samay bahut hi jyada lalach Karte Hain To Hum Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte aur Hamara account ek hi jhatke Mein wash ho sakta hai isiliye hamein chahiye kya main Soch Samajh Kar trading karna chahie thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Ziada greed account wash.

                  Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahiy k lalach na Karen balke Jyada Se Jyada mehnat Karen warna AP ka account wash Ho sakta Hy. Dosto Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziada greed account wash.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Dear fellow's agar hamaray account may 1000 dollers be ho tho wo agar hum ziada lalich karangay tho account wash hoga our agar aap k pass 100 doller be ho our aap minimum lot size k saath trading karay tho is say ache earning Kar sakhthay hay.
                    Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai Forex trading business Ek bahut hi critical business Hai ismein Jo Koi bhi lalach karta hai wo Apne account ko wash Karva behtar hai isliye Forex trading Mela large Nahin Karni chahiye bol ke Sabar se kam karna chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziada greed account wash.

                      G han bilkul theyk bat ki hai ap nay agar hmara account balance acha hai to hmaien forex main zyada bary lot ki trade lgani cahiyay agar hmara lot size zyada ho ga to hmaien profit bhi zyada milly ga aur hm achi earning kar sakien gay is liyay hmaisha mehnat say kam karain aur apny account balance ky mutabiq trading karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziada greed account wash.

                        Dear all member jaisa knhum sub ko kahty hain k greed sa bachay khaas tor par forex trading ma q k agr hum kam profit mankhush ni ho gy r zyada k chakkar ma pard jaet gy to hum greed ka shikaar ho jaey r es ki qeemat hum ko aciunt wash karwa k he dani ho gi es lia hum ko forex trading ma greed sa bachna ho ga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziada greed account wash.

                          G bilkul ap ny thk kaha hy kio k greed kbi b insan ko faida nahi deti men to kehta hun k is business men thori si b greed bahot bary nuqsan ka sabab banti hy or hamari ak ghalti hamara pora account wash karwa sakti hy so hamen hamesha greed say avoid karna chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X