New Members Ki Learning (1)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Members Ki Learning (1)
    Forex Trading me new members ko chahiye k apni knowledge or experience ko improve karte rahe or sath sath Demo account per practice karte rahe, demo account per practice kerne se trading ki achi knowledge haasil hoti he new members 2 months tak sirf posting ka kaam kerna chahiye or Demo per practice kerni chahiye jab achi knowledge mil jai to phir real trading me RUN kerna chahiye jis se loss nahi hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Members Ki Learning (1)

    Dear friend mara bhot Sara dosot joo ass from mn new aia han unn koo chaia kaa app joo focus Haa wooh zaida sa zaida posts kaern hona chaia taakaa app Acha sa bonus hasil kar sakan arr dasora app demo account par practise kar kaa teareding kaa bara mn knowledge hasil karna chaia taakaa app ko ass form mn kamyabi hasil hoo saka
    • #3 Collapse

      Re: New Members Ki Learning (1)

      New members ko Apna Kaam sikhna chahiye ISI Mein Unka fayda Hai vah Apna Kaam Ki Hi Se Bhi Sikh sakte hain YouTube se bhi seekh sakte hain Kisi senior ke paas jakar be sikh sakte hain Agar wo Kisi big city mein rehte hain tu is business ki Academy score join Karke bhi is business ko seekh sakte hain is business ko sikhane ke boss se tarike Hain bus Hamein Himmat Karni Hogi
      • #4 Collapse

        Re: New Members Ki Learning (1)

        yes dear a ny bahut acha thread creat kiya hy ky lazmi jo bi new log aty hy wo log is main tabhi kamyab ho sakty hy jab hm log is main kamyab ko hasil kerny waly ban jay gy tu hi asani ky sath hm og is main sahi terha sy kam ker sakty hy wesy forex main koi bi mushkil kam nahi hy is liya is bat ki koshsih kary gy tu lamzi ap ko demo per kam kern abest rahy ga or ap ik achy or kamayb trader ban sakty hy bas ap ki knowledge hasil kerbna bahut zarori hy.
        • #5 Collapse

          Re: New Members Ki Learning (1)

          bro apki bat to thk hai k ager new members do month kam ker k acha bonus bna sakta hai aor us k illawa hamen chye k ham jo new members hain demo per muhktalif startegy ko zroor azmain aor ager ham startegy ko azmaty hain to ham is men koi aisy startetegy dhoond sakty hain jis sy ham achi earning ker sakty hain.jitna mumkin ho new mebers kaily to wo demo ko use kerty rhen.
          • #6 Collapse

            Re: New Members Ki Learning (1)

            Forex mai jo new members hai en ko forex forum mai thread post krney key lye bhe learn krna hai aur es key sath forex market mai trade krney key lye bhe learn krna hai. Jab wo learning hasil kr ley gy tou es key bad wo market mai earning shoro kr sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: New Members Ki Learning (1)

              Ji haan Shroff Ki Baat bilkul sahi hai agar new member ke paas knowledge or experience bahut hi kam hai Tuze chahi keva Apne knowledge or experience ko Jyada Se Jyada badhane ke liye Pakistan Forex form ko Jyada Se Jyada time de Kyunki yahan se Vachi learning bhaiya se kar lete hain aur Unhe achha profit bhi Mil Jata Hai
              • #8 Collapse

                Re: New Members Ki Learning (1)

                Agar aap Delhi vishishta kaam karte hain aur Yahan Par Delhi vistara 50 post Karte Hain To aapke account mein ek acche wala bonus aayega aur aap iski Abhishek acchi wali investment create kar lenge investment Aane Wale Desh Mein apko Kafi Jyada aapke account ko strong Banegi aap ki system co-management ko bahut accha Kar Degi aapko chahiye kabhi bhi aapko backside ki taraf nahi dekhna chahiye aur accha kaam karke earning Karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: New Members Ki Learning (1)

                  I think new members to sb se pehle mt4 ko complete smjhna chahye chlana aur khas Tor PR chart indicators ko smjhna chahye jis se woh Jan sken ge keh kese kb market move kre gi aur phir news etc bhi
                  • #10 Collapse

                    Re: New Members Ki Learning (1)

                    new membr jub tak is business me learning nahi kare ga wo is business me earning nahi kar sake ga new members ko sub se pahle knowledge hasil karna hai us ke bad us ko demo account me practice karni hai demo account me jitani zaida practice ho gi utana hi zaida experience ho ga or trading achi ho gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: New Members Ki Learning (1)

                      hello sir aapne bilkul sahi par Maya Hai Jab Bhi isme new members kaam karte hain new members ko chahi kowa sabse pahle Apne senior member se is Forex trading co secant Kyunki Har business maths seekhna bahut hi Jaroori Hota Hai sikhane ke bagair koi bhi kisi bhi Business mein Kamyab nahi ho sakta and Hum Jab Bhi learning karte hain tu Ham is main earning karte hain Kyunki learning ke bagair koi bhi Insaan Kisi bhi chij Mein earning nahin kar sakta isliye Hamein learning karte rehna chahiye Sake Hum isme se bahut jyada nahi karte Rahe
                      PAK ARMY ZINDA ABAD
                      • #12 Collapse

                        Re: New Members Ki Learning (1)

                        knowledge or experience new member k liye kamyabi ki key hain or ye kamyabi taab he mil skti hain jaaab hum lot of hard work kare gy lot of hard work jitna ziyda kare gy itna he ziyda hum forex trading main kamyab ho skte hain forex trading main kamyabi k liye humhain chahiye hota hain k k jitni b hum new trader hain sab ko achi tara demo account main mehant karna chahiye lot of knowledge or experience hasil karna chahiye demo accoutn say he humhain lot of knowledge or experience hasil hos kta hain or kahi say b nhe pak froum say b hum apni learning main azafa ka skte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: New Members Ki Learning (1)

                          New members is main first learning to demo par hi karat hain aor agar apko is mein earning hasil karna hai to apoko is mein ihtyt se kam karna chaiye is mein apko mehnat karna chaiuye aur apko chaiye ap is mein ache se mehnat kare aur is meoin forex tarding sekhe ye iak acha business hai jis mein ham earn kar sakte hain aur is mein ham ko zyada tar learning karna chaiye aur is mein ham ko mehnat karna chaiye tab aj kara pko is mein acha earning hasil ho sakte hain aur ap is mein kamyb ho sakrte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: New Members Ki Learning (1)

                            Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein new members ko learning karne ki zaroorat hoti hai is liy seniors ko chahiye k un k help krain r Dosto Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New Members Ki Learning (1)

                              Is business sey money earn krney ka koi shortcut nahi hy aur jo log shortcut dhoondtey rehtay hain woh loss uthatey rehtay hain. Is leye shortcut dhoondney ki bajaye forex ko completely learn krney ki koshish krni chaheye aur isko sincerity key sath time dena chaheye. Yeh aik behtareen rozgar hy aur aap ki life ko change kr sakta hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X