Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai
    Hamain loss ko aik limit sy increase hi nehi hony dena chahiay jab loss zyada ho jaey tou ham pressure main aa ker aesi koi na koi mistake ker jaty hain ky hamara loss aur zyada increase ho jata hai aur aksar aesy hi hamara account wash bhi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

    Zyda loss ka presher ho to choti se mistak us presur ko bara sakti hai iss lie mistak nai honi chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

      G han ye bat to hay jab be ham par loss ka bahot zeyada pressure ajata hay to ham tension ki waja se bahot zeyda mistakes be kar lety hey, ye mistakes common hi hoti hey jo ham trading me har dafa hi karty hey, traders tension ki waja se market ko analysis karny me be mistake kar sakty hey aur sath me over trading ki mistake be ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

        Dear my brother aapne bilkul right kaha hai agar Hamein loss ho raha hai to Hame chahiye ki hum Apne mind ko fresh Rakhe aur tension kabhi bhi nalain Kyunki trading Mein Lasya profit to Hota Hi rehta hai agar Hum confuse Ho Jayenge To Hum Apne experience and knowledge ko kabhi bhi improved nahin kar Payenge jisse Hum apna trade wrong decision Mai fir se trade Laga Denge Jiska Jaise Amar account was bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

          aisa hi hai agar zada nuksan ka pressure ho toh fir Aisi Surat Mein Hamein nuksan hi Hota Hai Hamein pressure mein nahi Aana chahie balki Hame relax Hoke apna kaam karna chahie specially Hamein relax ok trade Lagani chahi Agar Hum confuse ho ke trade lagayenge to Hamein nuksan ho sakta hai is wajah se Sabar ke sath Kam le aur relax mind Hoke trade lagayein
          • #6 Collapse

            Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

            g han bilkul zad loss ka persure sa misteks ho jati han iss la hmmya chahya ka hmm mistkes na krya hmmya loss ka zada persure ni hona chahya asya krna saaa hmm hmmyabrokana ha ka hmmya zada persure rizeed ho ot hmmy loss ki tarfe jaya hmmya kosesh krna ki zerorta ha ka hmm jitna hoo skay loss sa bachya
            • #7 Collapse

              Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

              Ap ki baat theak hai k forex market mai jab trader key zada loss hotey hai tou wo mistake bhe krta hai. jis sey es ka account wash hota hai. Es lye loss mai tension na ley aur market mai regular trade krey wo bhe planning kr key tk ap loss ko kam sey kam krey.
              • #8 Collapse

                Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                g han agar zayada loss ka dar ho to phir ap se mistakes ho jati hain so ap ko chahiye k agar ap apni mistakes ko control karna chahte hain to ap apne andar se dar ko khatam kare or apne andar confidence peda kare ta k ap ek ache trader ban sake or achi tarah se forex me trading kar k profit earn kar sake so ap ko is bat ka kheyal rakhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                  yahi bat hai hume dar kar trade nahi karni hai waise bat tu sahi hai dare kar trade wohi kare ga jis ke pass conficdence nahi hai or confidence atahai learning or knowledge hone se tu hum chahiye na ke hum b knowledge or experience hasil kare ta ke hum b trading karte howe dare nahi balke achi trades kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                    g han is bat me koi shaq nahi hai k agar loss kar dar ho to ap ko agar loss nahi bi hona to bi ho jay ga so hum sub ko chahiye k hum apne andar confidence peda kare or loss k dar ko apne andar se khatam kare ta k hum forex me achi tarah se kam kar sake or achi se achi earning kar sake ku k confidence se hi achi earning ho pati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                      ham loss ko cover kar ky is main mehant sy kam karna chahey agr ham is main mistake ko ignore kar ky is main confuse ho kar kam kary gy to hamy loss ho jaye ga or is main market ka yai hamary brokers ka koi qsoor nahi hota ham is main apni marzi sy bager pasio ky account baha kar be is main kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                        yes brother ziada loss ho jany par ap k mind main presure zror hota hai iss lea ap ko jab bhi loss ho tu kuch dair kay leay forex main kam na karain tab kam karna ap k lea ziada nuksan day sabit ho sakta hai iss lea ap ko uss presure say nikal akr phir he trade karni chaheay phir he ap ko achi recovery trade mil saky gee iss lea ap ko loss hony k foran bad trade nahin karni chaheay ap ko loss again ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                          Zayada loss ka pressure ho to hamen jaldi nahi kerni chahye uar koshish kerni chahye kay ham us say kam say kam loss len. aur kabi bhi loss ki waja say faislay kertay howay apnay trading plan ko nahi bholna chahye. que kay ham nay trading plan main har cheez ko wazahat di hoti hay kay ham nay kisi sorat main kia kia step lenay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                            Good Afternoon All Forum Members
                            Hamen jab is main loss hota hain to ham is main pressure main aa jate hain aur ham se mistake ho jata hain aor apko is mein loss is liy hota hain qk ap is mein pahle to zyada tarde open kar te hain aur bad mein lot size zyada rakhte hain is liy ham ko is mein loss hota hain agar ap is mein kam tarde oepn kar te hain aur is mein risk bhi nahi lete hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zyada loss ka pressure Ho tou mistake zarur hoti hai

                              Assalam o Alikum,

                              Jub hmein kbi forex trading ma loss hota h to wo hmari mistake ki wja sa hota h Lakin agr hum apny loss ko apny sir prr sawaar kr lein gy r tension lay kr forex ma agy kaam r trading krein gy to hum r zayda mistakes krein gy r hmein r zayda loss ho ga,es liye hmein agr hmein a kbar loss ho jata h to pershaan nai hona cheaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X