Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai
    Agar hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jaey tou trade loss main close kerny ki bajaey agar ham hedging start ker lety hain tou hamary liay loss ko control kerny main bhi asani hoti hai aur jab market reverse move kerti hai tou loss recover ho ker trade profit main bhi chali jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

    Aapne Sahi kaha hai ki Jab loss increase ho raha ho to use Waqt trade ko close karne se hanging hoti hai aisa hi hai Hi Agar aapko nuksan ho raha ho to Fir aap market Ho Dekhe aur Market ko dekh kar aap Faisla Kare Ke aap ke liye ab kya karna bekar hai Thoda Sabar kar lena behter hai ya FIR ISI Waqt apni friend ko close kar dena behter hai
    • #3 Collapse

      Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

      bhai jan ap ko chahiye k ap apne trades me stop loss ka use kare ta k ap loss k increase hone ki tension ne door reh sake ku k jub ap stop loss ka use kar lete hain to phir ap ko kabi bi big loss ki tension nahi hoti balke ap ka account safe rehta hai or ap ko kabi bi big loss nahi hota jis se ap bohat achi tarah trading karte rehte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

        bhtreen mashwra diyya hai apny doston kaily kun k kuch log apna account wash kra dety hain k tarde ko ager close kerty hain to us ko phir loss recover kaisy kren gy aor kuc log phir is bat sy derty hain lakin apny bilkul thk mashwra diyya hai k jab account wash hony ka khtra ho ya phir markete support aor resistance ko breakout ker dy to apko chye k ap anti trade lga den istrah ap apni already lage huwe tarde aor apny account ko balance ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

          agr hum ne stop loss nahi lagaya or ab hamri trade bohat zaida loss me ja rahi hai tu hume kya karna chahiye mera tu mashwara hai ke account wash karwane se acha hai hume trade lose kar deni chahiye me hedge ka mashwara nahi do ga us ka koi faida nahi hai hume trade close kar deni chahiye or next time stop loss ke sath trades karni chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

            bhai jan pehli bat to ye hai k jub stop loss ka option forex me available hai to phir ap ku nahi stop loss ko use karte or rahi bat loss hi to agar ap ki trade loss me ja rahi ho to ap ko trade loss me hi close kar deni chahiye ku k agar ap loss me hi trade ko chor dey gey to phir ap ka account wash ho jay ga so ap ko in bato ka has khayal rakhna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

              forex ke karobar mein jab loss ho raha ho to hedging us ko recover kerny mein humari madad kerti he kunk jab market recover hota he to loss profit mein change ho jata he forex aik online karobar he jis mein online trading kerty hein or apny ideas ko exchange kerty hein forex aik legal karobar he jis mein hum earning ke sath learning be kerty hein forex aik legal karobar he
              • #8 Collapse

                Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                Agar hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jaey tou trade loss main close kerny ki bajaey agar ham hedging start ker lety hain tou hamary liay loss ko control kerny main bhi asani hoti hai aur jab market reverse move kerti hai tou loss recover ho ker trade profit main bhi chali jati hai
                Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai main new Aane Wale members ko kahunga keva is post ko acche tarike se read Karen Kyuki Unhe Pata hona chahiye ki agar Hamari trade laws Main Chali Jati Hai To Hamara future plan kya hona chahie aur Hamein hedging strategy ko kaise use karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

                  forex aik international busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain jab loss zada ho raha ho to hamy loss ko avoid karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar kam karty hwe market ky kise rule ko igore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai maket ka balm nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

                    jab ap trade lagate hain our ap ko loss ho rha hai to is man wait karna ap k lye bhot zyada acha hota hai kyun k ap wait kar k loss ko profit main badal sakte hain lekin trade ko close kren ge to ap ka loss baqi reh jai ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

                      forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live kam karty hain hum is mai amount be invest kar sakty hain forex business pury pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab loss increase ho raha ho tou trade close kerny sy hedging behter hoti hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                        Agar hamain trade open kerty hi loss hona shoru ho jaey tou trade loss main close kerny ki bajaey agar ham hedging start ker lety hain tou hamary liay loss ko control kerny main bhi asani hoti hai aur jab market reverse move kerti hai tou loss recover ho ker trade profit main bhi chali jati hai
                        Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Hamen market Mein launch ho raha Hota Hai To Ham bahut jyada Pareshan Ho Jaate Hain lekin Hamen is time per Pareshan Nahin Hona chahie balke active mind ke sath hedging strategy ka use kar lena chahie Har senior trader aise hi karta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X