market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ki trend Ko Dekhkar trade Karen
    Agar Hame accha profit Hasil karna hai to Hamein market ke trend Ko Dekhkar trading Karni Hogi Phir Hamein Achcha profit mil sakta hai aapka Kya Khayal Hai Iske bare mein thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge haan Yeh Baat bilkul theek hai ki market ki trend Ko Dekhkar trade Karen Kyunki Agar Hum market ki trade Ko Dekhkar trade Karenge to tabhi Hamein Ek accha profit Hasil ho sakta hai Lagana Ham loss hi Hasil Karenge aur Iske Siva Hamein kuch bhi Hasil Na Hoga
    • #3 Collapse

      Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

      G han market trend ko agar dake par trading ki jaye to hamari loss se be safety ho sakti hay aur profit earn karny ki oppouinty be hamy mil sakti hay, agar me es month ki apni trading ki bat karon to market trend ko follow na karny ki waja se hi mujy big loss howa, crude oil ki bullish market trend ko follow na kar key me ne apna hi bahot zeyda loss kar leya hay.
      • #4 Collapse

        Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

        Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge haan Yeh Baat bilkul theek hai ki market ki trend Ko Dekhkar trade Karen Kyunki Agar Hum market ki trade Ko Dekhkar trade Karenge to tabhi Hamein Ek accha profit Hasil ho sakta hai Lagana Ham loss hi Hasil Karenge aur Iske Siva Hamein kuch bhi Hasil Na Hoga
        • #5 Collapse

          Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akberan پيغام ديکھيے
          Agar Hame accha profit Hasil karna hai to Hamein market ke trend Ko Dekhkar trading Karni Hogi Phir Hamein Achcha profit mil sakta hai aapka Kya Khayal Hai Iske bare mein thanks
          Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan Yeh bahut simple si Baat Hai Ki Hamein market ke friend ko pahle samajhna chahiye aur phir Apne trade open Karni chahi kabhi bhi market Trend ke opposite trade na Karen Kyunki opposite trade Karne Se Kabhi Bhi accha profit nahi le Sakta
          • #6 Collapse

            Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

            g han market k trend ko dekh kar hi kam karna chahiye so ap ko chahiye k agar ap market k trend ko achi tarah se analysis karte hain to hi ap forex me successful ho sakte hain so ap ko chahiye k ap forex me dil laga kar kam kare or khoob mehnat kare ta k ap forex me achi tarah se kam kar sake or achi se achi earning kar sake.
            • #7 Collapse

              Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

              Dear member aapki baat bilkul sahi hai agar hum trend ko dekh kar trade Karenge to hum Yahan Se Acha profit Kama sakte hain Kyunki market ke market ki movement Asi ho jati hai kya main trend ko follow karna padta hai tabhi Hum Yahan Se Achha profit, paate Hain agar aap wrong decision ma trade lagaoge to aap is main kabhi bhi profit Nahin, paoge
              • #8 Collapse

                Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                forex trdaing k bsuiness main jub hum trading karty hain tu hmain market k according apni trdaing karni hoti hai hmara order market k trend k according hota hai jis main aghr hum trend ko find out nahi kar paty tu hmain loss ho jta hai es liye apko chahye k ap apni trading main aghr kamyb hona chahty hain tu trend k hisab se apni trading karen jis main loss na ho apko ap acha profot gain kar saken
                • #9 Collapse

                  Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                  dear walikum salam ap ny sahi kaha hy forex ki market main jo asal kam hy wo trend ka hi hota hy ager tu ap ny trend ko pakr liya hy tu asani ky sath ap is main acha khasa kama sakty hy jis ki waja sy ap o chahiay ky jo bat trend ky bary main mashor hy wo galt nahi hy ky trend is your friend tu kabi bi trend ky sath chalna best rahy ga taky ap ko loss kam or profit ziyada ho isi waja sy ap ko asani ky sath hm log bahut hi acha earn ker sakty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien jab b trade karna hota h tu ham ko as mien analysis karna hota h agar ham as mien waqt per theek analysis kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar soch samjh ker waqt per trade kerna hota h
                    agar ham as mien theek waqt per trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar sochna hota h aur samjhna hota h aur ham ko bad mien trade karna hota h as lyee as mien kaam waqt per karna hota h aur waqt per kamaee kerna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                      g han market k trend ko dekh kar hi trading karni chahiye ta k ap profit earn kar sake or loss se bach sake ku k bohat se log market ko dekh kar trading nahi karte jis ki waja se un ko loss ho jata hai or wo dekhte reh jate hain so ap ko chahiye k ap market ko achi tarah se analysis kar k trading kiya kare.
                      • #12 Collapse

                        Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                        Gee haan mereay bhaii aap nay bilkul darust kaha aur main aap kii baat say mukammak taur par itefaaq kartaa hun kay achaa aur kaamyaab forexer bannay kay liye zaruri hay kay hum aik achay analyser banay or forex main markets kay trends or movement ko samjhnay kay kiye zada say zada waqt diya jaye or is ko samjhnaa tab hii mumkin hay kay hum forex kay knowledge ko brahnay aur behtar karnay kay liye mehnat kii jaye...
                        • #13 Collapse

                          Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                          market trend ko agar dake par trading ki jaye to hamari loss se be safety ho sakti hay aur profit earn karny ki oppouinty be hamy mil sakti hay, agar me es month ki apni trading ki bat karon to market trend ko follow na karny ki waja se hi mujy big loss howa, crude oil ki bullish market trend ko follow na kar key me ne apna hi bahot zeyda loss kar leya hay
                          • #14 Collapse

                            Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                            Assalamu Alaikum dear Forex number aapne bilkul sahi kaha hai kya main market ki friend ko analyse Karke trade ko open karna chahie Kyon Ke Jo Koi market ke trend ko samajh gaya to Samjho usne a pure Forex ko Apne Naam Kar Liya
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ki trend Ko Dekhkar trade Karen

                              Sir aap thik ho rahe hain k forex trading technical job hi hai aur isme technical analyses karna bahut zaroori hai aur market ko samajh Kar trade karni chahi kyunki technical analysis se hamein market ka area Mil jata Hai aur technical tips aur trickspotret karni chahiye kyunki market bhi technically hai tu isko technical tarike se use Karen aur achi earning hasil kare lekin fundamental aur news alert se alert Rahe kyunki is market mein bahut jyada movement hoti hai aur jab bhi Koi aisi baat Ho to stop loss or take profit jarur lagaye nahin to trade na Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X