robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    robot trading karna risky hain isy avoid kar dy
    agar hum forex mai new hain to hamy robot trading nahi karne chaehy pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international busienss hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex pakistan mai legal business ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Hoon Yahan Yeh Baat bilkul theek Byan ki gayi hai kya kar Hame Pakistan Mein kaam karte hain to Hamein robotrader Nahin Karni chahiye Kyunki Hame robot training se loss ho sakta hai isliye Hamein is se bachne ke liye robot trading ki Bajaye award trading Karni chahi Kyon Kijiye Hamein kamyabi Dil aati hai aur ek accha profit Bhi Dil Aati Hai
    • #3 Collapse

      Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

      Robot trading risky hony key sath fake be ho sakta hay, bahot se robot trading ki facility provide karty hey magar me samjta hon key robot trading fake be ho sakta hay aur sath me bahot risky be, robot trading agar ki jaye to bahot soch samaj kar karni chaye, traders ko self experience ko hi use karny par depend karna chaye na key robot trading par depend kar key profit earn karny ki koshish ki jaye.
      • #4 Collapse

        Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

        hi dear friends umeed karta hun k app sab theek hun gy ,ma yeh kehna pasand karo ga k Hame Pakistan Mein kaam karte hain to Hamein robotrader Nahin Karni chahiye Kyunki Hame robot training se loss ho sakta hai isliye Hamein is se bachne ke liye robot trading ki Bajaye award trading Karni chahi Kyon Kijiye Hamein kamyabi Dil aati hai aur ek accha profit Bhi Dil Aati Hai
        • #5 Collapse

          Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

          forex trdaing main rebbort trdaing main aghr apka expiernce acha hai tu ap apni trdaing rebbort main bhi boht achi kar skty hain es liye apko chahye k ap apni trading ko bahtr karen ap jis method ko bhi use karen apka expiernce acha hoga tu ap achi trdaing kar skty hain or acha profot gain kar skty hain qk forex main loss hony ki wjha hum khud hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

            dear robots ki trading krnay ka koi bhi faida nai hay agar ham markeet k baray main kuch bhi nai jantay hain to hamko kisi k signal paay krna zaida better hay aur agar ham robots pay kaam krnay ko ziada aehmiat daitay hain to hamko forex amrkeet main samjhnay aur is main kaam krnay say kabhi bhi experience nai hoga aur ham jaisay kaam start kraingay ham waisay k waisay he rahaingay jitna ziada ham mannual say seekh saktay hain kisi bhi aur method say nai seekh saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

              forex ke karobar mein robot trading kerna risky hoti he is ley is se avoid kerna chahy forex aik online karobar he jis meine hum achy experien ce or knowledge se acha profirt ko gain kerty hein or forex ke karobar mein hum earning ke sath learning be kerty hein forex ke karobar se human self confidence ata he jis se hum ach aor meari trade lagaty hein forex aik legal karobar he
              • #8 Collapse

                Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                forex aik risky business hain is main best experience or knowledge hasil kar ky roboting karny ka risk lena chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham gat beth kar be is main kam kar ky achi earning hasil kar sakty hain is main hamara koi be teacher yai boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                  robot mai kam karna msukil hain is liye hamy is mai tab kam karna chaehy jab hum acha experience hasial kar ly or agar hum forex mai new binger hain to hamy robot mai kam nahi karna chaey forex aik international or kabe be katem na hony wala busienss hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                    robot trading karny ky liye hamy high amount deposit karne ho ge forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke zarorat nahi hote forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                      hamy robot trading ahteyat sy karne ho ge forex aik acha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be offcie mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                        yes dear robot trading bohut ziada risky hoti hai kyon k aik robot ziada dair tak thek kam anhi kar sakta hai kyon k kuch time k bad uss ki working main fault ajata hai jiss say ju bhi earn kia hota ha robot nay wo sara loss ho jata hai main nay apni akhon say kuch robot dekh hain ju dekhty he dekhty app ka account wash kar daity hain iss manula trade best hai iss say ager ap ko loss bhi ho tu ap ko us kay badly main acha experience milta hai iss leay ap ko manual trade he thek rahy gee ju k aik life bhar k leay successfull trading hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: robot trading karna risky hain isy avoid kar dy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riba پيغام ديکھيے
                          agar hum forex mai new hain to hamy robot trading nahi karne chaehy pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international busienss hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex pakistan mai legal business ban cuka hain
                          Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham irobot set Karte Hain To yah Kafi Jyada risky ho sakta hai ki Hamen knowledge or experience kam hota hai aur jab Ham robot per apni values ko set kar dete Hain To Ham madam ne Taur per apni trade Mein Kuchh Nahin kar sakte

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X