yah baat to trader par depend karta hai kai woo daily ka kitan time is business ko data hai agar woo is business yani trading main 6 hours maximum spend karta hai too i think ka woo aram say acha trader ban jai ga oor is mai aap ki learning bi bohut ziada depend karti hai aap ko apni trading kartay time apni learning ko bi continue rakhna chaya ..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим