Aaj humain kis pair mein trade kerni chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aaj humain kis pair mein trade kerni chahyea

    forex ka knowledge or experience hasil kare to ap ko easily pata chal jay ga k ap ko kis pair par trading karni chahiye ku k ye to sub ki apni apni marzi hoti hai or agar koi gold par trade karta hai to wo ap ko gold ka bata dey ga jis se ap ko loss bi ho sakta hai ku k gold ki movement bohat fast hoti hai or us k liye kafi zayada experience ki zarurat hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aaj humain kis pair mein trade kerni chahyea

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
      Forex mein aaj her trader nay apnay apnay experiance kay hisab sae trading kay lye pairs select kye hoon gay
      Mere khayal mein tou humain crude oil mein trade kerni chahyea kyun kay iss ki market kal resistance ko touch ker kay wapas reverse hui hai jis kay baad ap yeh neechay 54 ki taraf move keray gi aur iss mein sell ki entry achi rahay gi aur profitable ho gi
      Aap sub bhi apnay apnay pairs ko yahan discuss kerain ta kay doosroun ko bhi kuch idea ho
      Aapko US currency Periyar commodity main trading Karni chahiye jo aapko sabse Jyada jisse currency payriya commodity ki samajh aa rahi ho usme trading Karni chahiye aapko success Hasil hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Aaj humain kis pair mein trade kerni chahyea

        Gee han har trading us pairs par trading karta hai jis main us ka experience hota hai wo usy pairs main hi acha paisa kama sakte hai agar wo kisi aisay pairs par trading kare gai jis main un ka experience nai hai phir wo acha paisa nai kama sake gai balke loss kare gai crude oil b acha pairs lekin new members start main gold and crude oil par trading nai kar sakte boht time lagta hai pehlay wo currency par trading karte hai

        اب آن لائن

        Working...
        X