analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?
    asslam o alikam dear agr hum is main market ko daily time dete hein tu hum market se achi tra waqif ho sakte hein hume is main daily kam krna chaiye daily chart analysis ko dekhna hota ha analysis ko fallow krne se hume market ki next movement ka anadaza ho jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

    G bilkul bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul agree kree krta hun apki bat se kun k maraket ko follow krna bht zaruri hota hy agr humen kamyab trader banna hy or hamen maximum profit hasil krna hy to phr hamen market ko follow krna chahey or hum jitna ziada time market me spend kren gy hum is k bare me itna ziada knowledge hasil ho ga or hamare analysis itne ziada achy hon gy
    • #3 Collapse

      Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamein trading karne se pahle market ko analysis Karke follow karna aap ko bahut zyada fayda dega Kyunki is Hamein market ki position ka Pata Chal jata hai Hum Usi ke mutabik Soch Samajh Kar market andaza Laga aur Ke tried open Karte Hain Is Tarah Hamein Zyada accha profit Hota Hai hi aur Hamein kamyabi bhi milti hai Agar Hum market analyses kiye bagair tried open Karte Hain tu Hume nuksan Hota Hai hi Is liye Hame chahi Jab Bhi tried open Karen daily market ko analyses Karke follow karke Phir Apna Kaam start karen Is Tarah kamyabi Hasil hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

        Forex Trading Main Profit Aur Loss Key Equal Chances Hotey Hain. Is Leye Loss Ko Ignore Nahi Kia Ja Sakta Aur is Ko Samney Rakhtey Hi Planning Ki Jati Hy. Loss Sey Ghabraney Ki Bajey Un Steps Ya Mistakes Ko Dekhna Chaheye Jin Ki Waja Sey Loss Howa Hy. Agar Aik Successful Trader Banna Hy To Profit Sey Ziada Loss Ko Control Krna Chaheye.
        • #5 Collapse

          Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

          Dear friend ap ko market ko analeses karny ka tareqa ana bhi lazmi hy ap malaom hona chahye k ap nay kis tarah say market ko samaghna hy k ab yehvkis taraf move kary gi tab hi ap as main kameyab ho sakty hain forex ak bahtareen earning deny wala busnes hy as ko lazmi sekho
          • #6 Collapse

            Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

            hello dear friend aapne bilkul sahi farmaya hai agar Hum is Mein kaam karte hain aur hum itne market ko analyse ke bagair Myntra open kar dete Hain To yeah Hamari Sabse Badi Bhool Hai Kyunki Hum analysis ke bagair ismein trade open Nahin Karenge Agar Hum Aisa Karenge Pyaar Mein Sirf aur sirf loss hi hoga isliye main market ko analyse Karke market ke friend ko dekh kar bad Mein itne rupay karna chahie Satyam a loss na hi
            PAK ARMY ZINDA ABAD
            • #7 Collapse

              Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

              Yes dear forex trading mein agr kamyabi chahiye tu market ko analysis krna learn krein kionkeh market 2 types ziada move krti hai aik technical base aur dosra fundamental jb aap market ko achi tarah analyze krengy tu trading asan ho jayegi.
              • #8 Collapse

                Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

                Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai analyzers market Mein isliye hi Kiye Jate Hain ke market ka andaza Hoye ke kis trend main market chal rahi hai Apne analyses ko strong Banaye jitne Jyada aapke analysis from Honge utna hi market ka accha andaza laga Sakenge aur achhi trade open kar Sakenge...
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

                  Ji aapne Sahi kaha hai ki analysis ko follow karne se Hamein market ka intazar ho jata hai bilkul Hamein market ka andaza ho jata hai Issi vajah Se Kaha jata hai ki aap market par Nazar Rakhi market ko follow Karen market ko follow karke hi I'm a trade Lagani chahiye tabhi Hamein fayda Hoga Iske Jyada chances Hai is wajah se market par Nazar zarur Rakhe
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

                    Bhai jan apne bilkul hi sahi kaha kee agar ham is main analysis ko follow karte hain to hamne merket ka analysis ka andaza ho jata hai aur ham ko is mein market par apna focuse karna chahiye aur ham ko is mein trend ko follow karna chahiye ap is main kamyab ho sakte hain aor is main earning kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

                      hamy learning ko best banana ho ga hamy mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis ko fallow krne se hume market ka anadaza ho jata ha ?

                        G Han apne bilkul thek Kaha k analysis ko follow krny se hamin trend Ka pta chlta ha jb hm market main Kam krty hn Tou hm following chart ko dakhty hn hamin us k moves ko trend ko follow krna chahye aur dakhna cahhye k knsa trend chl rha ha support pa ha ya resistance pa tb HM market ko Achi trah analys kskty hn aur trend ko predict aur follow krskty hn aur usi wqt hamin trade lgani cahyee is se hamin profit Hoga aur loss se Bach jaen Gy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X