Trend line be support ka kaam karta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend line be support ka kaam karta hai
    Dear dosto assalamualaikum price action trader sirf support aur resistance level aur trend line aur channels ke oper kaam kartay hai ye ai buhut he zabardast mathod hai market ko analyse karnai ka aur usko trade karnai ka hamai chaye ke in cheezo ko seekai aur in ke base per trading karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend line be support ka kaam karta hai

    G belkul app sahe keh rahai hain price action mathod mai sab say zarori cheez support aur resistance levels aur trend lines hotay hai hamai in ke madad say reversal ka pata chalta hai aur ache entry lai saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trend line be support ka kaam karta hai

      Forex main agar hm sabar aur mehnat say kam karain gay to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay hmaien mehnat say kam karna cahiyay hmaien trading main hmaisha sabar say kam karna cahiyay aur agar trade loss main bhi ho to thora wait kar laim to hi hm forex main kamyab ho sakien gay
      • #4 Collapse

        Re: Trend line be support ka kaam karta hai

        hello dear main sirf Itna kahunga ke hum Jab ismein trade open karen to pahle Hamein ismein friend ko dekh kar ya niche market ki trend Ko Dekhkar Hamein isme trade open karna chahie bad Mein Hamein is main loss nahi hoga aur Hamein isme profit jyadatar Jyada Hoga isliye Hamein Dekh Kar Jyada Se Jyada acche tarike Se mehnat Karke kaam karna ho gaa
        PAK ARMY ZINDA ABAD
        • #5 Collapse

          Re: Trend line be support ka kaam karta hai

          Trend line bhi mere hisab say suport or resistance ka hi role play krta hai k market ki movement batadeta hai k mrkat sirf isi point k oper necchay hu rahi hai an ziada opper ja rahi hai na hi ziada neechay ja rah hai, ispe hame trade laganauy say bachna chaheye or proper breakout ka wait krna chaheye jese hi breakout hu ap trade open karde 80% plus apko trade profit hi de jaigi,
          • #6 Collapse

            Re: Trend line be support ka kaam karta hai

            app sahe keh rahai hain price action mathod mai sab say zarori cheez support aur resistance levels aur trend lines hotay hai hamai in ke madad say reversal ka pata chalta hai aur ache entry lai saktay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trend line be support ka kaam karta hai

              bilkul sahi baat ki hai ki train line bhischool ka kaam karti hai lekin transport ka Hindi system kabhi kaam karti hai jaisa aap ko pata hoga ki forex trading mein support and resistance ki bahut jyada value hai ya do original line hoti hai jindagi Bina par main pata chalta hai ki aap market move karegi ya nahin karegi
              • #8 Collapse

                Re: Trend line be support ka kaam karta hai

                hamy trend line ky bary mai pahly ache learnin hasial karne chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kaer is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide business hain hum isy apna life time carer be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trend line be support ka kaam karta hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                  Dear dosto assalamualaikum price action trader sirf support aur resistance level aur trend line aur channels ke oper kaam kartay hai ye ai buhut he zabardast mathod hai market ko analyse karnai ka aur usko trade karnai ka hamai chaye ke in cheezo ko seekai aur in ke base per trading karai.
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek kaha hai price action trader sirf sport or assistant level and channels ke upar kaam Karti Hai ise hum bahut acche analyse kar sakte hain isliye hamein chahiye ki hamm Forex chart ko acche se read karne ke bad apni tradeco open Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend line be support ka kaam karta hai

                    nhi bhai trend line aik alag cheez hai or support aik alag support per straight line draw hoti hai jab ke trend line tirchhi hoti hai jab market upar se neeche ya phir neechy se upar ki taraf jana shuru hoti hai to woh aik trend me chal rhi hoti hai us per jo highs and lows per hum aik line mark karty hain usay hum trend line kehty hain .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend line be support ka kaam karta hai

                      hum supporrt or resistance mai kam karty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik acha busienss hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X