New member ko loss q aata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New member ko loss q aata ha
    Bhai jaan main kehna chahta hon k new member ko jab bonus milta ha to wo loss mein q jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New member ko loss q aata ha

    Dear friends forex mein jo bhi new members atay hain unko kch Pata nahi hota wo juniors hotay hain unka experience ni hota unhen chahiye k apnay seniors se mashwara Kar len or usk mutabiq Kam Karen nahi to boht loss ho ga unko or wo account bhi wash karwa letay hain
    • #3 Collapse

      Re: New member ko loss q aata ha

      hain unko kch Pata nahi hota wo juniors hotay hain unka experience ni hota unhen chahiye k apnay seniors se mashwara Kar len or usk earning kaer skate hain Learning k bagair earnings lena bahot hi mushkil kaam hai agar ham learning nhi kr kakte hain forex ka alot of knowledge nhi le sakte hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain Agar ham ne iss buisness se earnings krni hain aur ham ne ismen kamyab hona hai to hamen zaruri hai k ham ismen acha experience bnne ki koshish kren jab ham acha experience bna l n ge then ham kafi had tak hi kamyab rhen ge Kam Karen nahi to boht loss ho ga unko se sekhtay hain trading knowledge ko barhatay hain so aap ko achi trading se achi earning milay gi so forex ko join karnay kay bad sekhen kaam ko samjhen tabhi aap achay traders bano gay aur
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: New member ko loss q aata ha

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan form Mein kaam karte hain Woh isliye loss karte hain kya Unhe trading ke bare mein jyada knowledge or experience Nahin hota hai new member ko chahi keva Pakistan Forex mein jyada Se Jyada knowledge or experience achi Karke trading Karen thanks
        • #5 Collapse

          Re: New member ko loss q aata ha

          new member ko loss is liye hota hai ke us ke pass abi forex traading ka experience nahi hai loss hone ki aik wja ya b hai ke new trader ke pass knowledge nahi hota hai or wo apne hisab se tu sahi trade lagata hai lakin skills or experience kam hone ki waja se trade galt open ho kati hai.
          • #6 Collapse

            Re: New member ko loss q aata ha

            Dear member new member ko isliye trade karte hue loss hota hai Kyunki uske paas knowledge aur experience bilkul bhi nahin Hota aur vah Bajar knowledge or experience ke trade laga deta hai Jiski wajah se Unka trade laws Main Chala Jata Hai Agar new trader isme Kamyab Hona Chahta Hai Tu Hua Pehli apni learning par Jyada Se Jyada focus Karen tabhi Woh isme achha profit Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: New member ko loss q aata ha

              Dear friends new member ko loss es leyh ata ha kau k jub be new member trading karty hain hain to wo sahe tara say market may analsysis nahe kar party kis ke waja say un ko loss hota ha es leyh hum ko caehyh jub be trading karin to sahe analysis kar kay he trading karin ta k hum ko loss na hoo
              • #8 Collapse

                Re: New member ko loss q aata ha

                new member ko loss uss waqat hota hai jab wo pori malomat nai rakhta or kisi se na pochta hai iss k bare men or apne ap ko bara business men kahta hai or kahta hai k mere se zyada koi or iss k bare men janta nai.Jaldi men kam karta hai or jiss ki waja phir nuqsan hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: New member ko loss q aata ha

                  aapne bilkul sahi baat ki hai Forex Mein you traders ko isliye loss hota hai ki awaz mein Aakar greet karte hain aur unke Paas experience Kitni Hoti Hai Iski vajah se bahar grade Main Har Baar log karte hain isliye main isme Aakar bilkul bhi grid nahin karna Hota aur Hamein is Main Har Baar analysis karne ke bad lip reading karna Hota Hai
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: New member ko loss q aata ha

                    new member loss kam knowledge ki wjaa sey hasil krta hy .new member k pas starting mein knowledge bht hi kam hotahy or ath mein unk pas treding ka koi khas experince nhi hota hy iss wjaa sey unko loss ho jata hy .ager wo apna work contue rakhny k sath sath apni learning or demo per practise bhi continu rakhin tub wo bhi khd ko loss sey mehfooz ker sakty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: New member ko loss q aata ha

                      Forex main loss honay ki bahout sari wajohat hain jin main sab say zyada knowledge aur experience ki kami hai agar hmara knowledge aur experience km ho ga tp hm forex main kbhi bhi kamyab nahi ho sakty aur nah hi achi earning kar sakty hain is ky ilawa forex main lalach aur jald bazi bhi loss ki bari wajha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: New member ko loss q aata ha

                        loss is waja sy hota hain k new member k pas lot of knowledge or experience nhe hota hain merket ko analysis karna nhe aata hain merket ko analysis kar k he entry li jati hain jaab k new member kabi b merket ko analysis nhe karte hain or ek dam say bas forex trading main entry le lete hain jis say loss ho jata hain loss ko recover krne k liye humhain zarori hota hain k lot of hard work kare and lot of knowledge or experience hasil kar k he forex trading ko join kare
                        • #13 Collapse

                          Re: New member ko loss q aata ha

                          G han new members ko loss hone ki waja knowledge or experience ki kami hai kyun ke abhi unho ne forex ko start hi kiya hota hai or un ke pass forex ka acha knowledge bhi nahi hota is liye meri new members ko ye advice hai ke forex ko start karne se pehle ise achi tarah learn ker len or demo par practice karen phir trading start karen kyun ke jab un ke pass knowledge or experience ho ga tou un ko loss kam se kam ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: New member ko loss q aata ha

                            G buai jan new bhndy ko loss krna es leyi hota ha k new bhndy ko pak forex ma smj ni hoti js ki vja sy jo bhnda new hota ha us ko nuqsan hota ha hmy chaia k jo bhnda new ata ha pak forex ma us chaia k pehly pak forex ma kam krny sy pehly pak forex ko smjhy aur us k bd usy k bary ma sochy aur usy jb tk kam smjh ia sky us k bd hi wo kam kry

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X