Choti mistakes bhi loss ka sabab ban jati hen gar choti mistakes ko bhi nahi roken gey confirm ap looser he bano gey so choti mistakes ki wajah se ap ko barra loss hojata ha ap ko chaye big loss sey banchna ky liye choti choti mistakes ko b nazar andaz na karen balkey improve karen
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
G han dear ap ny bilkul thk kaha hai chuti sei mistke ko bi ignore ni karnaa chiyee forex risky hai markeet main choti sei mistke syy bi loss ho jataa hai phr loss ko recoverr karnaa mushkl ho jataa mistke chuti seii bi kyu naa ousyy dekhyy ous par learningg krrnn .. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
G hai bhai jaan jab hum koi bhi mistakes karte hain to humko lagta hai k ye choti hai magar ye choti nahi hoti hain isi ki wajah se hi humko loss hona start ho jata hain humko chahiye k har galti par dhyan de aur is mein mistakes na kare bilke is mein kam karte rahna chahye aur mehnat se kam karna chahiye -
#4 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
g bilkul ap ko kabi bi choti mistakes ko bi ignore nahi karna chahiye balke ap ko apni choti mistakes ko bi note karna chahiye or un se lesson hasil karna chahiye ku k choti mistakes bi bad me bari problem ban jati hain so ap ko chahiye k ap apni choti mistakes se bi learning kare ta k ap ek ache or expert trader ban sake. -
#5 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
G bilkul choti choti ghaltiyan hi nuqsan ki waja banti haen misal k tor pe agr ap aik trade lagaty haen Jo k ap candlestick k ksi bhi pattern pe lagaty haen laikn ap ye ni dakhty k aghy resistance aa rahi ha Jo k ap ki trade ko move krny se rok sakti ha tu ye ap ki choti c ghalti ap k nuqsan ki waja bhi bn sakta ha. -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
haan jee mere dost nay bahot achhi baat share li hay kay forex main mistakes ki koi junjaish ni hay hamain chhooti se mistake ko bhi ignore ni karna chaheye balky mistake ko amend karain oar os mistake say sabak lain oar future maon mostake say bachain kun kay forex main chooti se mistake bhi nary loss ka sabab banti hay -
#7 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
G belkul loss hamesha ham jab chotai chotai mistakes kartay hai to hamai loss hota hai hamai chaye ke mistales chotay ho ya barai ho hamai issko ignor nahe karna chaye aur har cheez pe nazar rak kar trade karna chaye. -
#8 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
Yeh to reality hy keh is business main buhat ziada depression aur tension hy lekan is ko decrease kia ja sakta hy. Agar aap forex ka knowledge hasil krney key bad aur planning kr key forex trading main enter hon gey to aap ko ziada tension nahi ho gi. Aap pehlay apna target define kr lain aur phir is business main enter hon takeh depression sey bacha ja sakay. -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
Aksar asa he hota ha barrey loss ki wajah yahi banti ha ky ik trader mistake kerta ha osko loose kar deta ha oss se lesson nahi leta osko samjhta nahi ha so mistakes ko ignore kerna bari ghalti ha hamasha dekhna chaye mistakes kis wajah se ho rhi takey ap ki trading achey ho sakey. -
#10 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
Merye khiyal kay mutbiq mistakes cahiye choti ho ya bri mistakes to mistakes he hoti apko chiye kay pehly apni choti choti mistakes ko recover karyn kyun kay ziyada ter loss in he choti mistakes ki wja say he hota jo bad main bari ban jati hain ager ap choti mistkes mistakes ko time per control kar layn gye to umeed hai kay ap jaldi he acha earn bhi kar sakty hain forex.main acha trder humesha mistakes kam say kam karta hai -
#11 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
Dear friend forex business mn trading kaa Duran app agar teared karta waqat choti see bhi mistake hoo jia too uss koo ignore naa karan taakaa app next time teared karta waqat bara losses saa bacha sakha app nuksan Huna saa Bach jia -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
choti ho ya bri ho mistakes sy learn krna chahiye lekin kuch log apni mistakes ko ignor kr dety hain aur learn nhn kr paty jis ki wja sy wo next step me mazeed loss uthaty hain isi ly koi bhi mistake ho us ko analyse krein aur us kmi ko pora krny ki koshish krein jo k loss ki wja bni ho phr forex me kamyab ap k qareeb hony lg jati hy -
#13 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
Ye choti mistakes he kal ko barra loss karwa deti hain mistakes singe mistake ko bhi chorr dena aur nazar andaz karna ik barri ghalti ha again aap ko wohi cheez loss dey gi esliye koshish karain hamesha trading ko secure karnay kay liye aap apni mistakes ko avoid karain takay aap loss sey bachen. -
#14 Collapse
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
G belkul aksar ham chotai chotai mistakes ke taraf it a deyan nahe daitay Jo ke bad Mai hamai buhut bara loss daitay hai hamai chaye ke forex Mai chotay say chotay mistake ko be nazar Mai rakay aur unko khatam karai. -
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Choti mistakes ko bhi ignore kerna big loss lena ha
frex main har ghalti choti nhi hoti jis ghalti ko ap chota samjh kar kardete hain wohi ap k lye bade loss ka sabab ban jati hai to is cheez ka ap khass khiyal rakhian apni ne forex bussiness main har choti our badi ghalti se bachna ho ga.
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:19 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим