Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi
    Jab Apko lagy k markete ziyada ap k against ja sakti hy to us waqt ap ko trade close kar dena chahye ia main ap ka faaida ho sakta hy chahy ap k paas equity kam hi q na ho
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

    G dear sub se phlaye tu humain waite karna chye ager hum daikhtye hain kay ye loss mai he ja rha hai tu pher humain closs zaroor karna chye kiyu kay wo wala trade kabhi profit mai ni ja sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

      sb sy phli bat to ye k hmn market ki movement samjhni chahiye bad me trade lgani chahiye lekin agr ohr bhi tradr loss me jati hy to zror close kr dein mgr baz dafa trade loss me jany k bad phr movement change krti hy aur profit me chali jati hy isi ly sbr krna bhi lazmi cheez hy forex me
      • #4 Collapse

        Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

        Jee bilkul Agar aapki trade open hai aur Market aapke against chal rahi hai to aap ko uska Zyada wait nahi karna chahiye aur loss Mein Hi trade closed Kar dene chahiye account wash karva Lene se behtar hai thoda sa lost bardash kar lena.
        • #5 Collapse

          Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
          Jab Apko lagy k markete ziyada ap k against ja sakti hy to us waqt ap ko trade close kar dena chahye ia main ap ka faaida ho sakta hy chahy ap k paas equity kam hi q na ho
          Main To aapko Yahi kahunga kya aap trading karte hue stoploss Varu use Karen Taki aapke trade Jab stoploss wali jagah par pahunche to aapki trade automatically close ho jaye Aye Kyunki Aisa bahut hota hai ki hum Roz ka wait karte hain aur woh increase hi hota jata hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

            ye to ap ki marzi hoti hai k kya ap loss me trade close karna chahte hain k nahi so agar ap apni trades me stop loss or take profit ka use kare to ap is problem se jan chura le gey or ap ko kabi bi trade bar bar close nahi karni pare gi or na hi ap ko bar bar trade ko watch karna pare ga so ap ko chahiye k ap forex me achi planning k sath kam kare.
            • #7 Collapse

              Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

              G han jab market ziada ap ky against janey lagey ap lazman acha decision len market ko parakh lena chaye ap ko chaye ap market lazmen dekhen proper achey analysis kernay k bad proper achey analysis kero gey then ap oss ky motiabik best decision lo ky trade close kerni ha ya nai
              • #8 Collapse

                Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
                Jab Apko lagy k markete ziyada ap k against ja sakti hy to us waqt ap ko trade close kar dena chahye ia main ap ka faaida ho sakta hy chahy ap k paas equity kam hi q na ho
                Agar aap red Karen aur ja Deccan KR pet rate kaafi time se profit mein nahin aa rahi hi to apko Apne trade core loss Mein Hi close kar dena chahiye agar aap bahut jyada wait Karenge to account We Wash ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                  Loss main trade close ker lena koi buri bat nehi lekin agar loss increase hoty hoty account wash ho jaey tou phir Kia Kia jaey hamain trade open kerty hi loss aur profit dono ko limit select ker leni chahiay ky jab loss ho ya profit limit tak ponchy tou hamain apni aesi trade close zarur ker leni chahiay warna account wash ka bhi chance hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                    Indian brother Jab Hum Tere open Karte Hain Woodland Ke Saath Hoon two vakti tolpa deliverance mein ho to usko band nahin karna chahie lekin angle Hamara trade friend ke opposite side par hoon Aur Woh last Mein Chali Jaye to uska wait nahi karna chahi aur usko band karna hi baitha hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                      arey bhai ye to aap net band karta hai ki agar aap log for showing Acer laptop Marne karna chahte hain toh aapko slowly slowly to nahin hogi agar aap log aggressive ok yeah I'm ready ho kar kaam karna chahte hain tu mere saal mein aap jyada der tak kis mein nahin dikhta ayenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                        Yes jub market khlaf jati nzr aaye zyadah to close krna hai better aur agr km hai balance to to aur bhi zroori hai kyon keh baad mein loss ke kaam krne ko he kuch nai Bache ga I think
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                          Aslam O Alaikum Dear friends ji bilkul apne sahi baat kahe hai jab hum trade laga rahe hote hen wait karte hen or dekh rahe hote hen ke loss me jaraha hai to hume chahye trade close karden ku ke jo loss me ja raha hai wo kabhi up nahi ayega isliye ussi din ke liye trade close karden phir next day dobara trade lagayen or jitna hosake relax hoke trade lagayen
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                            Dear forex member hum sab ko profit chahye hota hai to humen jab trade loss men ja rahi ho to hamen us men trade nai karni chahye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Main Trade Close Kar Dein Ya Nahi

                              I think to trade lgate time he set KR Dena chahye keh kitne loss PR trade stop ho Jaye mtlb stop loss set KR Dena chahye jub it a amount loss mein Jaye ga jitna aap ne set kiya jitna loss aap afford KR skte Hain to khud he stop ho Jaye ga
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X