kia forex pa trading k lea hm bank sa loan la sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2281 Collapse

    g han hum bank se loan lay kar bhi forex trading may investment kar sakty haybuti think humayaesa nai karna cahiay kiu k market may humay loss bhi ho sata hay aur profit bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2282 Collapse

      Bank se loan tu kisi bhi business ke ley mil skta hai lekin loan le kar aisa riski business karna bahat bari ghalti hai koun forex ke ley jb ap bank se loan lety hein tu bank ap se profit leta hai wo bhi ap ko wapis krna hota hai aur agr loss ho jay business main tu aur bhi perspershani ho jati hai jis ki wjh se forex par tawajo nai di ja skti aur trader loss par loss karata jata hai
      • #2283 Collapse

        G han app bank say loan lay saktay hain - lakin yeh bat bht ghlt hay q kay agar app ka loss hogya to - forex ka asool hay kay app apna prime asset (aisa asset jc c apki family chal rhi ho ya jc kay loss per apki daily routine distrub ho) kabhi bhi istmaal na karein
        • #2284 Collapse

          agar hum bank say loan lay kar trading karna chahty hay to eskay liey humay forex trading ko pehlay theak say seekhna chahiey kyun keh seekh kar he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay lain ki bijaye humay bonus lay kar trading karni chahiey tab he hum safe trading kar sakty hay
          • #2285 Collapse

            g haan humm la sahkte hai hai ager hammery pass forex trading ma buhoot sara experince hai orr ham iss ma daily basse per earning ker sahkte hai tabb he bank sa loan la or ager hamey pass experince nai hai tuo hammy loan nai laina chaiyie..
            • #2286 Collapse

              g han hum is main loan bi lay sakty hain so hamain market main utna hi loan lena ho ga jitna is forex main profit hasil karein gay aur hamain makret main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gayy aur earning ho saky gi it is best job
              • #2287 Collapse

                banks say loan lay kar kay kam karty hain to demo ka use karna ho ga kun kay dmeo main practice kar kay insta main kam karty hain to kam karna saikh sakty hain or bonus ki bat ati hay to is kay liye humain forum ko use karna ho ga jis ki help say humain bonus milta hay or is ko trade main use karty hain banks say lwn kafi risky hota hay
                • #2288 Collapse

                  Ji aap bank account se loan Le sakte hain Forex trading Mein kaam karne ke liye loan Lene se pehle aap khud par kaam karna zaroori hai jo aapko practice Deta Hai Jab practice Hoti Hai tab aap paise invest karne ke liye bank se loan Le sakte hain aur Forex trading malone Lekar invest kar ke kaam kar sakte hain
                   
                  • #2289 Collapse

                    Forex trading kay liye bank say loan laina aqalmandi nai hai . forex trading kafi had tak risky business hai aur iss mai join karny walay isse waja say nakam b ho jaty hain . trading kay doran apni investment per trading karty time b kafi pressure hota hai aur ager app nay loan liya ho ga tu yeh pressure aur b increase ho jiye ga.
                     
                    • #2290 Collapse

                      agar hum forex trading main loan lay kar kam karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay ziada say ziada focus karna chaheiy kyun keh sahi say focus karnay say he humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain theak say time dain kyun keh aisy he faida hota hay
                      • #2291 Collapse

                        Bank se loan lia tu ja skta hai lekin bank loan de kar kafi profit leta hai agr ap bank se loan le kar trading kren gy tu ap ko loss ki sort main 2 nuqsan hon gy aik forex business main loss dosara bank loan ki wapsi ki tention is ley loan na hi len tu acha ho ga
                        • #2292 Collapse

                          market main loan bi lay sakty hain aur utna hi loan lena ho ga jitna hamain is main experience hasil hai aur hmain market main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain so hamain market main planing karni ho gi ta k earn ho
                          • #2293 Collapse

                            forex main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur laon bi lay sakty hain so hamain market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main trned ko use kar k hi hum sucess hon gay
                            • #2294 Collapse

                              market main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur bank say loan bi apnai afford ko dekh k hi lena ho ga ta k hum markt main achi trade kar k hi hum is forex main sucess hon gay aur profit hsail ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2295 Collapse

                                forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur is main hum loan bi lay sakty hain so hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur is main loan utna hi lena ho ga jitna is main afford kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X