Bar bar running trade ko analyse na karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bar bar running trade ko analyse na karai
    Dear dosto asslamualikum aksar have ham trade laga laitay Hain to har 5 mint bad chart kol Kar oss ko pir analyse kartay Hain aur aksar ham trade ko close Kar daitay hai Jo bad Mai hamari he side pe ja Chuka hota hai Mai ye kehna chahunga ke trade laganai say pehlai jab ham market ko analyse kartay hai to hamai chaye ke sahe tariqay say karai aur trade laganai ke bad analyse ka Amal chor dai to ham profit Kama sakaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

    Asslam o alikum umeed karta honsab mara aziz members eid ko enjoy kar rhy hon ga aaj ka day traeading ka hy es lia aaj he treading kar llain to bhot acha ho ga lakan treade karny sa phly market ko zaror cheak kar laina kh market ki traf move ment kar rhe hy
    • #3 Collapse

      Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

      G han bilkul theyk kaha ap nay agar hm forex main achi trading karna cahty hain to hmaien souch smajh kar aur market ki movement ko dekh kar forex main kam karna cahiyay aur market ko achi tarah analyse kar ky is main trading karain to hi hmaien acha profit mil sakta hai is liyay achy trading ky liyay profit ka wait karain
      • #4 Collapse

        Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

        G han dear aisa he hai kay aik bar trade ko open kiya jaye tu us ko bar bat anylisis na kiya jaye kiyu kay es mai humain kafi parshani hoti rhati hai tu es ko ager hum observe ni karain gaye tu humain es mai tenshion bhut he kam ho gaye
        • #5 Collapse

          Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

          Ap ne bht acha advice kiya hy running trade pe analysis kerna khud ko confuse kerna he hy.iss le zarori nai k bar bar chart reading and analysis humen wrong direction men lay jata hy.
          Wo he analysis trade se phele achay say ker laina chaiey.or phr confidently trading kerni chaiey or sabar se kaam lena chaiey.
          • #6 Collapse

            Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

            forex ke karobar mein hum bar bar trade ko lagany ke bad analyiz kerty hein or is tarhan jaldi mein a ke trade close ker baty hein jo bad mein trade humari he side a jata he forex aik online karobar he jis mein hum trading style ko exchange kerty hein is mein trade lagaty huy human achy se patience ke sath trade ko open kerty hein or close be kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
              Dear dosto asslamualikum aksar have ham trade laga laitay Hain to har 5 mint bad chart kol Kar oss ko pir analyse kartay Hain aur aksar ham trade ko close Kar daitay hai Jo bad Mai hamari he side pe ja Chuka hota hai Mai ye kehna chahunga ke trade laganai say pehlai jab ham market ko analyse kartay hai to hamai chaye ke sahe tariqay say karai aur trade laganai ke bad analyse ka Amal chor dai to ham profit Kama sakaingay.
              Jab Hum trading kar rahe hain to Hamein Soch Samajh Kar ek hi bol trade open Karde Ne chahi Jab Humne trade Laga De Tu Uske bad use trade par Bar Bar analysis na Karte Rahein is aapki trading double minded Hoga kharab ho jayegi
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                Dear friends pin bar per trading karany ka tariqa bilkul sahe ha hum ko caehyh k hum pin bar per he trading karin kau k pin bar per trading karnay ke accuracy bohat accurate hoti ha as compair to other any signal es leyh hum ko caehyh k hum zada say zada trade pin bar per he karin
                • #9 Collapse

                  Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                  Dear dosto asslamualikum aksar have ham trade laga laitay Hain to har 5 mint bad chart kol Kar oss ko pir analyse kartay Hain aur aksar ham trade ko close Kar daitay hai Jo bad Mai hamari he side pe ja Chuka hota hai Mai ye kehna chahunga ke trade laganai say pehlai jab ham market ko analyse kartay hai to hamai chaye ke sahe tariqay say karai aur trade laganai ke bad analyse ka Amal chor dai to ham profit Kama sakaingay.
                  Bhajan aapko chahiye aap ke paas Jis trade ke related Jyada knowledge ho aap usi ko analysis Karen Chahe jitni Jyada running Mein Ho Kyunki Aisa karne se aap ko Mein Naat bhi kaam karna padegi aur aapko profit bhi jaldi Mil Jayega aur aap decide jaldi kar lenge ki aap ko kis Pare mein kis side par jaana hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                    hamy trade palace karny ka bonus milta hain forex aik international business hain hum is ma agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex ak wasee busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                      hamy market ko achy sy samaj kar is ky up hony par sahi waqt ka wait kar ky is main trade lagani chahey hamy is ko bar bar analysis nahi karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be dafter jany ki zarort nahi hoti ham isy apna life time career be bana sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                        g han bhai ap nay thek kaha ahi jab bhi ham trad laga daity hain tu hmain phir profit aur loss hony ka wait karna chaheay aur target hit hony ka wait kanra chaheay trade lgany k bad jab ap usi trade lgi hoi pay analysis akrty hain tu ap boht confuse hoty rethy hain jiss say trade ko close karny ka mind main khyal ata hai aur baz dafa tu thori see trade nuksan main jany say usko close bhi kar daity hain aur bad jab ap ko dekhty hain tu market builkil ap close keay order k mutabik ja rhi ha tu ap ko phir dukh hota ha iss lea aik dafa ju bhi trade lgain uss k sl ka wait karain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                          Bar bar running trades ko analysis kerna perta hay que kay ager ham bar bar apni running trades ko analysis nahi karen gay to ham apni trade ko manage bhi nahi ker saken gay. is liye hamen trade ko safe kernay ka moka bhi nahi milta. jab entry ho jaye to aik bar trade ko safe ker kay us kay bad trade ko open chor den is say ya to acha profit ho ga ya phir trade break even ho jaye gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                            Good Afternoon friends
                            ham jab trade karte hain to trade running main ho to hamne is main analyses nahi karna cahhye aur is ain se pahle analysis kar kee hi trade open karna chahye aor ham ko is mein market ko focus kar k hi is mein tarde karna chaiye uar is mein ham ko chaiye k ham is mein market ko samjhen k liy is mein mehnat kare aur jab tak ham ko is mein sahi waqat nhi milta hain is mein trade nahi karna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bar bar running trade ko analyse na karai

                              Turn off the job Ham Jyada earning nahin kar sakte hain Forex ka kam hai Kis Liye Kam Hai Isko Hamen Ek platform per karte hain is platform ko Ham metatrader 4 ka naam Dete Hain ismein kam karne ke liye hamare pass Ek platform Aur bhi hai Jisko Ham mt5 Janaki metatrader 5 Kahate Hain Kya Kabhi acche wala platform Hai Ham Log Yahan per isliye working kar sakte hain isliye market Mein invest Karke

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X