Emotion ke sath trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion ke sath trading
    Aziz dosto eid mubarak kuch trader emotion mai akar ya to wo zyada profit kamanai ka sochtai hain ya market ko aik mazaq samaj kar tukkai ke trade lagana start kartay hai mai ye kehna chahunga hamai hamesha trading kartay waqt apnai emotions ko control mai rak kar trading karni chaye markwt ko proper analyse karkai sahe time pe sahe risk ke sath entry laine chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion ke sath trading

    Assalamualaikum Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye k ziada sy ziada mehnat krain Soch samjh k kaam krain r ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil karne ki koshish krain take AP ko ziada sy ziada experience Hasil ho sake aur aap ko chahiye k apny emotions par control rakhen Taake aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Emotion ke sath trading

      Ji haan bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai hamein chahiye Hamesha is main bahut acchi Tarah Se trading Hamen as main Achi trading Karna Chahiye agar Kamyab Honge Tou Hamen as main Achi trading Karna chahiye Phr Ja ke ham as main Kamyab Honge.....
      • #4 Collapse

        Re: Emotion ke sath trading

        Emotion hamarai trading ka dushman hai isske waja say hamai kafi loss hota hai Jo log emotions ko control nahe Kar pataynwo hamesha loss kartay hai hamai chaye ke trading carrier Mai emotion say kaam na Lai.
        • #5 Collapse

          Re: Emotion ke sath trading

          umed karta hon sab mara aziz members eid ko achey trha enjoy kar rhy hon acha to hamy treading karty vkt emotion ko control kar ka treading karain par yaad rhy koi bhe pairs par treading karain os par souch samjh kar treade karain taky acha profit hasal kar lain ap ya acha profit os vkt la sagty hain jb ap market ko analysis kia ho our ya bhe jaan lain kh ab market kise traf mocvement kar rhe hy
          • #6 Collapse

            Re: Emotion ke sath trading

            G han dear jub bhi trading ki jaye tu sil say ki jaye emotional ho kay kabhi trade ko ooen na karain kiyu kay wmotions mai humain nuqsan ho jata hai us time humain trade laganye ki samjh ni arhi hotye hai na
            • #7 Collapse

              Re: Emotion ke sath trading

              Forex trading bahot he acha or profitable bussiness hai so apko chiye kay forex trading main humesha apny emotions ko control main rakhyn tanky loss say bacha ja saky kyun kay bahot say trader forex main tukky laga kar trading karty hain or ye bahot he buri baat hai kyun kay forex main kabhi bhi tukky lagny waly kabhi bhi kamiyab nahi hoywe so apko . hiye kay forex main koshsih karyn apny emotion per control he rakhyn isi main apki bahliye hai
              • #8 Collapse

                Re: Emotion ke sath trading

                Emotion k sath nhn mind k sath trade kren or mind ko cool rakhen.kyunke mind cool ho ga to hi emotional nhn hon ge.agar ap market pe ghusa ho gae ya apne ap pe ghusa ho gae to samjh len k ye ghusa ap ko barbaad kar de ga.es liye emotional hoo kar trade kbi bhe na kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion ke sath trading

                  My dear friend of Pakistan Forex forum Assalamu Alaikum ummeed kartahon k aap bilkul thk hon ge aap ki baat bilkul thk hai ager ham emotion k saath trading karen ge to ham ko loss ho ga ager ham emotion main aa ker koi trade lagayen ge to ham ko loss ho ga es liye ham ko chaye k ham emotion chore den ager ham emotion choren ge to he kamyab ho salte hain emotional ka saath kabhi kamyabi nahi mi sakte hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion ke sath trading

                    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge KJ Baat bilkul theek hai Keh Ke emotion ke sath trading Karen Agar Hum emotion ke sath trading Karte Hain To Hamein loss ho sakta hai isliye Hamesha hi ke mehnat ke sath trading Karen aur Pakistan Forex Mein kamyabi Hasil Karen aur ek acche trader Ban sake aur achha profit Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion ke sath trading

                      JE HAN DEAR hamein chahiye Hamesha is main bahut acchi Tarah Se trading Hamen as main Achi trading Karna Chahiye agar Kamyab Honge Tou Hamen as main Achi trading Karna chahiye Phr Ja ke ham as main kamyab honge THANKYOU DEAR LIKE

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X