95% traders loss kyun karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    95% traders loss kyun karte hain
    Aapne Suna Hoga Ki forex main sirf 5% trader earn Karte Hain Jab Ke 95% trader loss Karte Hain.
    Iski vajah ye hoti hai ki 95% trader Apne emotions pe qabu nahi rakhte aur Market Ke mutabiq Nahin Chalte wo ye
    Chahte Hain Ki Woh Ek mind bana le aur Market unke mind Ke mutabik Chale lekin wo 5% Jo market Ke matabak Chalte Hain wo earn kar jate Hain isliye Hamesha market ke mutabik trade Karen naake market ko apni trade ke mutabik chalane ki koshish Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 95% traders loss kyun karte hain

    G belkul app nai buhut ache say explain keya hai ISS cheez ko 90% log loss apni he ghaltyo ke waja say kartay Hain unko kise cheez ke samaj nahe hote aur trading start kartay Hain hamai hamesha trading Mai normal rehna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: 95% traders loss kyun karte hain

      Assalamualaikum Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye k ziada sy ziada mehnat krain Soch samjh k kaam krain r ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil karne ki koshish krain take AP ko ziada sy ziada experience Hasil ho sake friends Forex trading Mein ziada trader's ko loss is liy hita Hy k would market ko samjh no paty r ghalat trade lagaty Hain r loss krty Hain.
      • #4 Collapse

        Re: 95% traders loss kyun karte hain

        Je forex ma maximum nakam hony waly members ka masla ye hota hai k wo jald bazi sy kam lytyn hai or pehle step jo k learning ka hai usko chor kar trading ki taraf nikal jaty ha or waha unko bilkul mahloom ni hota k kese planning karni hai or kya kya risk en ma involve hai or es lae he 95 percent log yaha nakam hoty hai wo luck py bhrosa kartyn hai knowledge py ni
        • #5 Collapse

          Re: 95% traders loss kyun karte hain

          95% is lye loss karte hain kyun k forex main loss karna aam si baat hai our faorex main loss ho jana koi preshani ki baat bhi nhi agar ap ko loos ho jata hai to us k bad profit bhi ho jati hai 95% members ka loss hona aam si baat hai
          • #6 Collapse

            Re: 95% traders loss kyun karte hain

            Ap nay bahot he achi baat ki hai 95% logon jan boj kar loss nahi karty balky loss un say ho jata hai koi bhi trader aysa nahi hai jo apny paon pay khud kulhari marye har traders acha karny ki koshsih karta hai or agye say loss hojata hai or forex main loss ka ho jana koi ehim baat nahi loss kaafi barye barye traders ko bhi hojata hai so apko chiye kay apni tarfe say best karyn kay loss kam say kam he ho
            • #7 Collapse

              Re: 95% traders loss kyun karte hain

              mara dost vho es lia 95 ni 100% treader loss karty hain ya to on ka pass acha knowldge ni hota ya to on k pass acha exp0erience ni hota ya to phar vho jb treading karty hain to market ko analysis ni karty takey on trader ko pta chal sagy kh market kis traf move kar rhe hy our ham bhe osey traf treade lagay
              shukria
              • #8 Collapse

                Re: 95% traders loss kyun karte hain

                G dear 95% lose es waja se kartye hain kay wo trade ko bina anylis kiye he trade ko ppen kartye hain aur dusri ye bat hotye hai kay hum trading kartye waqat jaldi bhi ni karni chye kiyu kay jaldi ka kam shetan ka hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: 95% traders loss kyun karte hain

                  jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account banned ho jata hain is mai market ka blam nahi hota forex business pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: 95% traders loss kyun karte hain

                    Bro
                    Is ki main waja Knowledge ki kami hoti ha jab ap k pass knowledge nhe hoga to ap kisy profit ly skty ha sub phly ap na market ko analysis krna hota ha is k bary ma janana hota pr entry leni hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: 95% traders loss kyun karte hain

                      Ap ki baat theak hai k forex market mai bohat zada trader loss krtey hai jis ki waja ya hai k wo learning key begar trade krtey hai aur market key trend ko follow nahi krtey aur market mai lalach krtey hsai jis ki waja sey wo loss krtey hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 95% traders loss kyun karte hain

                        Forex main zayada tar members loss apni jald bazi ki wajha say kartay hyn ap ko chahiye Kay apni trade ko time dyn or koshish karyn Kay trade profit main he close karyn or ik trade ko close karnay Kay bad thora time intazar karyn or bad main dosari trade open karyn baghar sochay samajhy ki janay wali trading say ap ko noksan he hota hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X