forex mai practice karny sy he hum kamyab hoty hain koi be in born trader nahi hota yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим