objective trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    objective trading
    Traders jab be orders place kar lety hey to un ko ye information honi chaye aur planing be karni chaye key us ka take profit pint ya area kia hay aur stop loss ketny pips par un ne set karna hay, agar ye planing pehly na ki jaye to traders ki performance aur trades me hony waly profit par es ka effect ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: objective trading

    dear main ap ki bat sy fully itefaq karat hun waqi hm logo ny agr forex main kam karan hy or jis taerha sy is ka haq hy agr usi terha sy karty hy tu bahut hi asani ky sath hm log is main kamyab ho sakty hy laikn us ky loiya lazmi ap ko yi karna ho ga ky is ko sekhan ho ga is ky bary main ap ko jiti ziyada knowledge hasil ho gi ap ko utna hi ziyada asani ky sath is main sy faida hasil kar sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: objective trading

      Assalamu alaikum my dear friend bilkul theek hai ki aap sab khairiyat se Honge aur apni posting acche tarike saranjam de rahe hain haan Pakistan Forex main objective trading Apna experience on Knowledge use Karen torkham acchi chatting kar sake Aur Hum Ek acche trader Ban sake
      • #4 Collapse

        Re: objective trading

        hamy forex main ache or meyare trading karne chahey agar hum is main tukky laga kar market ky kelaf ja kar trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market yai broker ka koi qasur nahe hota loss hum apny tukky ky waja sy karty hain hamy maket ko achy sy samj kar he trading karne chahey per he hum is main run kar saky gy
        • #5 Collapse

          Re: objective trading

          forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai or currecny mai trading kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy bahtern kam karny ka bahtren bonus milta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: objective trading

            trading karny ka hamy acha bonus milta hain forex aik wasee business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busienss hain hum is mai agar tukak sytem sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex kabe be band na hony wala busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: objective trading

              Asalamu Alaikum i am totally agree with you dear . Stop loss or take profit ko set karny k liay ek achi management karni cahye phr stop loss or take profit set karna chaye usi waqt like trade karny k time in ki selection kbi kbi profit ko bhi loss mai changr kardyti hain.
              • #8 Collapse

                Re: objective trading

                Ji bilkul theek hai is market Mein kam karte hue aapka koi Goliya objective Jarur Hona chahie Taki usko aap Hasil karne ke liye koi plans Karen aur strategies banae aur usko Hasil karne ki taraf Lag Jaaye to Fir hi aap Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: objective trading

                  hum forex mai trading karty hain hamy acha bonus milta hain forex aik international business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex mai taib ilam be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara or acha business han
                  • #10 Collapse

                    Re: objective trading

                    Wesay trading ka objective to yeahi hay kay ham forex trading ker kay apnay liye profit hasil karen. lakin is objective kay liye trader ko yeah bat khayal main rakhni chahye kay learing karen gay to hamen forex ka sahi fida mil sakta haya ur ham apna maksad hasil ker saktay hain. is liye hamen forex forex trading ko pori tawaja say learn kerna chahye ta kay hamen acha profit mil sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: objective trading

                      Gee han trader ko waisay hi bin sochay trading nai karny chayie ek ek trade ki planing hoty hai is liay trading se pehlay planing kare phir sochay planing main kahan stop loss and take profit use karna hai usy main hi aap ka faida hai isy planing se hi acha profit hasil kar sakte hai aisy planing bin sochay ya qismat planing se behtar hai apna time waste nai karna chayie soch samjh kar trading karny chayie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: objective trading

                        Ji han aapane Sahi Kaha Hai Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen Pata Hona chahie ke Hamne Apna take profit kahan set karna hai agar Ham Apna take profit acchi Jagah set Nahin Karenge To Ham kabhi bhi achcha profit nahin kar Sakenge Mein sabse pahle Apna take profit aur stop loss set karna chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X