Slow and steady loss ki recovery kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and steady loss ki recovery kerain
    Forex mein agar kisi trader ko loss ho jaye tou woh uss ko jaldi recover kernay ki koshish kerta hai jo kay uss ki doosri ghalti ho gi aur iss sae uss ko mazeed loss ho ga loss ko hamesha slowly recover kerain aur minimum lot kay sath recover kerain kabhi bhi jaldi mein loss ko recover kernay ki koshish na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

    Gee haan bilkul her trader ki koshish yehi hoti hai kay unn ka loss jaldi recover ho jaye lakin forex mein jaldi kisi kaam mein bhi nahin kerni chahyea aur specially loss reacivery mein tou bilkul bhi jaldi nahin kerni chahyea loss hamesha choti lot sae recover kerain iss sae time tou zayada lagta hai lakin dobar loss kay chances nahin hotay
    • #3 Collapse

      Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

      walikum salam daer main ap ki bat sy agree kerta hun waqi forex ain ap ko lazmi is bat ka tu sab sy pehly khiyal kerna hota hy ky ky ap ko loss na ho kiyo ky yi ik bahut hi riski market hy is main ap ko lazmi ehtiyat ki kafi zarort hoti hy wesy koi bi business ho ap ko loss hota hy per is main thora jaldi result milta hy jis ki waja sy ap ko lazmi preshani ka samna kerna hota hy per main ap ko kaho ky forex main tabhi asani ho sakti hy agr samjh kar ki jay.
      • #4 Collapse

        Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

        G bilkul aisa hi he forex mein trading mushkil hai loss bhi ho ga or profit bhi or jab bhi loss ho to usko recover zarur karen or slow and steady ho k loss ko recover Karen koi jaldbazi na karen jaldbazi mein ghalti Kar deta hai har koi es liye aram se apnay es loss ko pora karen or apnay account ko save rakhen
        • #5 Collapse

          Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

          Ji haan sir aap ki baat bilkul sahi hai ghar Hamein trade karte hue loss Hua Hai To Hame Apne loss ko recover karne ke liye bhi jaldi nahi karni chahiye Kyunki jaldi se Hum Aur Jyada loss kar sakte hain isliye Apne loss ko Is Tarah aap acchi Tarah Se recover kar sakte hain ki aap aap thoda bahut profit Main Apne trade ko close Karte Rahe Is Tarah aap apne loss ko bhi recover kar sakte hai aur fir se Achcha profit bhi Kama sakte ho
          • #6 Collapse

            Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

            g han bilkul hmmya slowbor steady loas ko recover krn ki kosheah krni chhy ager hmm loss ko recover krn ma jald bazzi krtya hn to ya hmara liaya risk ka sabab ban skati ha iss lya hmmya iss s bachana ki zerorat ha hmmya kosgehs krna ki zerorta ha ka hmmya forex ma sabrer rakhtay ahowa treading krya tab he hmm kamyaab ho skaya ga
            • #7 Collapse

              Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

              hi dear friends ,umeed karta hun k app sab log theek hun gy or meri dua hai k allah ap sab ko apni aaman me rkhy ,is post k about ma yeh kehna chao ga k ager ap ko loss na ho kiyo ky yi ik bahut hi riski market hy is main ap ko lazmi ehtiyat ki kafi zarort hoti hy wesy koi bi business ho ap ko loss hota hy per is main thora jaldi result milta hy jis ki waja sy ap ko lazmi preshani ka samna kerna hota hy per main ap ko kaho ky forex main tabhi asani ho sakti hy agr samjh kar ki jay.
              • #8 Collapse

                Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                loss to hr business ka hisa hy lekin forex aik aisa business hu jis me agr loss ho bhi jay to recover krny ka moqa deta hy jo k sirf time dy kr kiya ja skta hy isi ly slowly slowly lgy rehny sy loss recover kiya ja skta hy isi ly loss hony pr himat na harein bal k bharosa rakein aur lgy rahein
                • #9 Collapse

                  Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                  forex aik acha business hain is mai jab hum ahista ahista kam karty hain to hum paisa kama lety hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakt hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik wasee busienss hain forex busienss pakistan mai legal ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                    forex mai hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai paisa be invest kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain forex mai students or house wife's or poor mans or job less mans be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                      yai aik job ki nisabt bohat hi achi job hain ham is main aik din main amerr anhi ho sakty hamy is main hard work or sabar sy kam karna chahey is main successful hony main hamy arsa lagta hain hamy kabe loss ho jaye to hamy tense n ahi hona chahey hamy loss ko slowwly sy cover karna chahey pher hi ham acha profit hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                        Asslamu Alakum wellcome to forex forum m ap ki bat se agree krta hun slow and steady win the rece hmn loss ko recover r phr profit min ly k jni hai apny trade ko
                        • #13 Collapse

                          Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                          Yah ek bahut hi achcha method hai slow and steady ka tu agar Ham isko apply karte Hain to mere sal mein yah hamare liye bahut hi faydemand sabit hoga kyunki forex trading mein slow and steady working karne se Ham thoda bahut profit nikaalte rahte hain na ki agrissive aisi Ho Gaya apna account was karva le
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Slow and steady loss ki recovery kerain

                            Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex market mai jo bhe slow and steady trade krta hai tou wo market mai professional trader banta hai aur wo market mai apney loss ko bhe control krta hai. Es market mai proper planning aur patience honey key bad ap es mai success full trader ban sakty ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X