Sirf currencies per trade kerna kaisa hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf currencies per trade kerna kaisa hai
    Forex mein agar sirf currencies mein trade ki jaye tou mere khayal mein commodities ki nisbat bahut acha hai humain iss mein acha profit ho sakta hai aur currencies mein loss kay chances bhi kam hi hotay hain aap bhi iss per tabsara kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

    Forex mein agar hum sirf currencies per trade kertay hain tou bahut acha hai kyun kay currencies mein loss bahut kam hota hai currencies ki market bahut smooth move kerti hain aur inn mein profit zayada tou nahin hota lakin acha zaroor ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

      Dear friend forex mn aap jab currencies par teared saroo karta han yaa akk achi baat ass man porfet bhi kam milta liken losses bhe kam hota ha jess sa app teared koo teareding mn zaida muskel paid a nhn hote
      • #4 Collapse

        Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
        Forex mein agar sirf currencies mein trade ki jaye tou mere khayal mein commodities ki nisbat bahut acha hai humain iss mein acha profit ho sakta hai aur currencies mein loss kay chances bhi kam hi hotay hain aap bhi iss per tabsara kerain
        Assalamu alaikum bhai jaan Kyun Ke Hamen Forex trading ka abhi Dada experience nahi hai isliye Agar Hum Sirf currency pairs par hi trade Karte Hain Tu Hamara account safe rehta hai aur Hamein Jyada tension Ka Saamna nahin karna padta Agar Ek accha experience Haasil Hoye to metal patrade karna bhi kuch risky Nahin hoga
        • #5 Collapse

          Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

          My dera brother of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap bilkul theek hon ge sirf curiencies per trade lagana bahut acha rahe ga ham ager curriencies per trading karen ge jis se ham ko sirf loss hoga aur ham jab gold per trade lagayen ge to hamara account wash ho jae ga es liye ham ko chaye k ham lalach na karen ham ko gold per trade nahi lagane chaye bal k crunccies per trading karte rahen
          • #6 Collapse

            Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

            hamy forex mai mahnet sy kam karna chahey hum forex mai currecny mai kam kar ky hum acha bonus earn kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

              forex aik online or world wide business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy learn kar ky currency par trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain is main hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

                currecny py trading karna asan hain in mai loss ky chance km hoty hain is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kamkar sakty hain hum is business mai apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

                  Sirf currencies pay trading karna bahot best or asaan hyy kion k us pay trading k doran loss k chances bahot kam hoty hyn baqi metals and oils pairs to bahot zada risky hyn un pay to account wash hony k b bahot zada chances hoty hyn is lye mery kheal men to currencies pay trading karna bahot assan hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf currencies per trade kerna kaisa hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
                    Forex mein agar sirf currencies mein trade ki jaye tou mere khayal mein commodities ki nisbat bahut acha hai humain iss mein acha profit ho sakta hai aur currencies mein loss kay chances bhi kam hi hotay hain aap bhi iss per tabsara kerain
                    Currency per trade krna acha he lekin market value ko samjho uskay baad trade kro Agar ap ko samjh nhe oarh rhai demo account me practice kro

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X