Account washing key reasons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account washing key reasons
    Some mistakes esy hoty hey je traders key account balance ko wash kar sakty hey es ko discus karna important hay,

    1. Running trades ko agar time key sath aur market trend key sath es me changing na ki jaye to ye kesi time be account wash hony ka reason ban sakta hay,

    2. Over trading be account wash kar sakta hay, account balance zeyda time tak market ki movement ko over trading ki waja se bardashat nahi kar sakta hay aur koch time key bad market ki one way movement account ko wash kar deti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account washing key reasons

    Gee haan forex mein humain loss mukhtalif reasons ki wajah sae hotay hain agar hum apni trade ko kam loss mein close na kerain aur market continuous humari trade kay against move kerti hai tou humain forex mein loss ya account wash hi hota hai aur over trading sae tou account bahut jaldi wash hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Account washing key reasons

      New comers b aty hain unko pta nai hta wo bgher ksi info k posts krty rehty hain to acc wash ho jta hy
      • #4 Collapse

        Re: Account washing key reasons

        Bhai jan mere khayal se agar account wash nahi karwana chahti ho to aap ko is mein kam hi lot size ko istemal karna chahiye aur is mein apko chahye k ap is mein account ko wash nahi kars kate hain aur is mein trade mein market ko dekh kar is trade karna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Account washing key reasons

          account wash hone k bohat se reasons hote hain lakin sub se bara reason yehi hota hai k jub ap forex me la parwahi k sath kam karte hain to ap ka account wash ho jata hai so agar ap without stop loss k trading karte hain to ap ka account wash ho jay ga or agar ap over trading karte hain to bi ap ka account wash ho jay ga or agar ap lalach karte hain to bi ap ka account wash ho jay ga.
          • #6 Collapse

            Re: Account washing key reasons

            Aap ka Account tabhi wash hota hay jab aap kay pass Trading ka knowledge nhi hota or aap lalachi ban jaty hain , Because Forex main aap ko Learn karna parta hay , is kay bary main Knowledge hasil karna parta hay , Trading kee techniques ko sekhna parta ha , or Daily basis per Market ko analysis karna parta hay tabhi jaa kar aap ek achay Profitable Trader ban sakty hain .
            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
            • #7 Collapse

              Re: Account washing key reasons

              Dear friend jab teared karta han us waqat teareding karan Duran market moments ka bhot jalad badly ho jana app kaa account wash ho sakta ha dasora app jab zaida teared lagana kee jaldi karta han too app losses hona ka sath account wash hona kaa kahtra hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Account washing key reasons

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Some mistakes esy hoty hey je traders key account balance ko wash kar sakty hey es ko discus karna important hay,

                1. Running trades ko agar time key sath aur market trend key sath es me changing na ki jaye to ye kesi time be account wash hony ka reason ban sakta hay,

                2. Over trading be account wash kar sakta hay, account balance zeyda time tak market ki movement ko over trading ki waja se bardashat nahi kar sakta hay aur koch time key bad market ki one way movement account ko wash kar deti hay.
                Assalamu Alaikum Mere Khayal Mein Hamara account wash hone Ki Sabse Badi vajah Hamari laalach Hoti Hai Jab Hamen thoda saprofita seal Hota Hai To Hum lalach karte hain Ke Yeh Thoda Aur jyada ho jaaye ISI Chakkar Mein Hum wait Karte Karte Apne pure account ko Khali kar Baithe Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Account washing key reasons

                  ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari sawal hai bhut say logo ka account pphli he dafa wash ho jata hai uski mean reason yeh hai keh wo aik to apny phly bonus pe trading start ker dety hain dosra wo sabsay phly gold pe trade lagaty hain jis ki waja say account wazan bardsht nai ker sakta itna lot size lagaty hain account wash ho jata hai...........................
                  • #10 Collapse

                    Re: Account washing key reasons

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Some mistakes esy hoty hey je traders key account balance ko wash kar sakty hey es ko discus karna important hay,

                    1. Running trades ko agar time key sath aur market trend key sath es me changing na ki jaye to ye kesi time be account wash hony ka reason ban sakta hay,

                    2. Over trading be account wash kar sakta hay, account balance zeyda time tak market ki movement ko over trading ki waja se bardashat nahi kar sakta hay aur koch time key bad market ki one way movement account ko wash kar deti hay.
                    G han ap ne boht achi bat ki hai. ye sb points waqei hmary account ko wash kr daity hen. qk k agr hm over trading kren gy to aik din hmary account jaror wash ho jaen gy. Or ye k agr hm analysis k bina hi marke mt entry lety hen is se b hmen boht jyada loss blky account wash tk ho skty hen.is ley hmen ehtiyat k sath sirf apne rules ko follow krty hoey hi trading krni chahye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Account washing key reasons

                      Ji haan sir aap ki baat bilkul sahi hai hamara Jab Bhi account was Ho Jata Hai To Hum market ko analyses kiye bagair trade Lagate Hain Jiski wajah se Hamara account was ho jata hai hamein chahiye ki hum market ke sath trading Karen aur kabhi bhi wrong decision Mein trade Lagane Ki Koshish Na Karen jisse aap acchi trading bhi kar sakte ho aur aapka Har trade profit Main Bhi Ja sakta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X