Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha
    Dears hedging market mein apny balance ko berqarar rakhny ko kehty haen ab hedging mein analysis ki zrurt q perhti ha wo es liye k ap ki Jo pehli trade hoti ha wohi agr hamaen munafa de jaye tu ye hamary liye best hota ha agr pehli ni niklti tu 3sri nikal jaye q k joon joon hamari trades open hoti rahaen ge hamara risk berhta rahy ga tu agr acha analysis kr k trades lagai hoon ge tu market jaldi hamaen munafa de jaye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے

    Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading new Mein Har Kisi Kaam ke liye analyse karna bahut jyada zaroori hai agar aap hedging strategy ko use karna chah rahe hain to aap ko pahle Iske bare mein proper information Hasil karna hai aur Market ki moment to understand karne ke bad he aap ise Tata ki koi use kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

      Hedging ka matlab aisay trades lagana jis mai app koshish kartay hain ke loss na ho at the end profit mai rahai app forex mai jis be mathod ko use karkai trade kartay hai analyse ke zarorat hamesha hote hai market ko analyse keye bagair app trade nahe kar saktay..
      • #4 Collapse

        Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

        Yes sir Hedge break krna aik Fun hai jo market ko sahi trhan analysis krne k bad hi ata hai. agr apne hedge laga dia hai or aik trade loss me or dosri profit me hai to apko smjhdari k sath analysis kr k usy ya to break krna chey ya phir koi new trade laga k loss wali side ko cover krne ki try krni chaye. ye aik boht hi deep analysis wala kam ha jesy k scalping me boht ehtiyat ki jarort hoti hai aesy hi hedge me hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

          hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakisatn mai legal ban cuka hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nhi hota forex aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

            forex ke karobar mein hedging se murad he ke market mein apny balance ko barkarar rakhna he forex aik hedging ke analysis ke is ley zarorat is ley hoti he kunk market mein jo human profit ho gea hota he us ko check kerna he ke kis qader profit hoa he forex aik online karobar he jis mein hum din ba din earning kerty jaty hein sath he sath experience or knowledge mein be ezafa kerty jaty hein
            • #7 Collapse

              Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

              analysis ko mostly use karna hota hain hamiy in ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hai hamy hedging karny ky liye pahly expert banana chahey pher he hum market mai asane sy run kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

                forex aik world wide busienss hain hamy is mai pahly learning ko best bana lena chahey or hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dears hedging market mein apny balance ko berqarar rakhny ko kehty haen ab hedging mein analysis ki zrurt q perhti ha wo es liye k ap ki Jo pehli trade hoti ha wohi agr hamaen munafa de jaye tu ye hamary liye best hota ha agr pehli ni niklti tu 3sri nikal jaye q k joon joon hamari trades open hoti rahaen ge hamara risk berhta rahy ga tu agr acha analysis kr k trades lagai hoon ge tu market jaldi hamaen munafa de jaye ge.
                  Assalam walekum Ji Bhai Jaan Hai bilkul theek baat hai Forex trading Mein Hamen jo bhi strategy use karni ho uske liye Hamen analyse karne bahut jyada Duri hote hain aur hedging strategy main bhi market ko analyse karna bahut jyada Jaruri Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

                    forex mai hedging karna asan nahi hain hamy math ko best bana kar hedging karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy forex aik acha business hain hamy apny experience ko best bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke tarha nahi hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedging mein bhi analysis ki zrurt hoti ha

                      hamy analysis ko mostly use kar ky kam karna ho ga or hamy hedging kar ky pasia mil jata hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X