If you do not control mistakes then forget to make profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If you do not control mistakes then forget to make profit
    Bohat sey traders mistakes kartay hain aur apni mistakes pe kisi surat control nahi kartay hain aur tries kartay hain asay loss barhta hay so mistakes ko control karna best trading plan pe amal karna hay esliye hamesha tarjeeh den apni trading ko acha sey acha karain apni trading ko value den jo mistakes hon unko reduce karain tabhi mistakes end hongi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

    dear friend forex trading mn mistakes hr trader sa hoti hn aur mistakes ki waja sa loss bhi hota ha lekin aik achha trader apni ghaltion sa sabk seekhta ha aur jin ghaltion ki waja sa loss howa ho un pa control krta ha aur hmesha kamyabi hasil kr k profit gain krta ha
    • #3 Collapse

      Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

      apni mistakes pe kisi surat control nahi kartay hain aur tries kartay hain asay loss barhta hay so mistakes ko control karna best trading plan pe amal karna hay esliye hamesha tarjeeh den apni trading ko acha sey acha karain apni trading ko value den jo mistakes hon unko reduce karain tabhi mistakes end hongi.
      • #4 Collapse

        Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

        Mistake ko again repeat karna sab say bari bewakofi hay , ek acha trader kabhi bhi ap ni mistakes ko repeat nhi karta balkay wo apni mistake ko diagnose karta hai kay galti kaha per hoi or kesy hoi so wo us mistakes say learn karta hay or tabhi say isi waja say wo success hota ha. So aap ko bhi chahiay kay aap apni galtio per control karin.
        :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
        • #5 Collapse

          Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

          Mistakes ko control na karny ki waja se hi traders ko kamyabi nahi milti, aur agar es business me kamyabi na mily to traders profit earn karny me be fail ho sakty hey, mistake ko control karna hi traders ko successful hony aur acha profit earn karny me asani ho sakti hay, mistake ko control kar key loss ko be control kia ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

            Forex business Mein mistakes ko control karna Itna Mein Mushkil Nahin lekin aap ki baat bhi bilkul dost hai ki jo apni mistakes se nahin Sikh sakta aur Bar Bar Usi chij par mistake Karta Hai To usko forex business chod dena chahi aur main aapki is Baat se Ittefaq Karta Hoon
            • #7 Collapse

              Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai agar hum forex mein mistakes karnay sy guraiz nahi kartay Orr lagataaar mistakes kartay Hain tou hamain chahiye k hum profit haasil karnay k baaray mein bhi bhool Jain kiun k jab Tak ham mistakes py kaaboo nahi paaainn gy Hamain acha profit bhi haasil nahi ho sakta lehaza agar hum forex sy acha profit gain Karna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum apni mistakes Parr kaaboo painnn issi mein hamari kaamyaabi hai
              • #8 Collapse

                Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashi Kayani پيغام ديکھيے
                Bohat sey traders mistakes kartay hain aur apni mistakes pe kisi surat control nahi kartay hain aur tries kartay hain asay loss barhta hay so mistakes ko control karna best trading plan pe amal karna hay esliye hamesha tarjeeh den apni trading ko acha sey acha karain apni trading ko value den jo mistakes hon unko reduce karain tabhi mistakes end hongi.
                Agar traders apni trading ki mistakes ko correct nahi kar sakte hain tu Hua Forex trading Mein Kabhi Bhi successful nahi ho sakte reading Karke a lost Ho Kisi bhi trader Ko Ho Jata Hai Lekin acche traders apni mistakes Ho Bar Bar Nahin dorit
                • #9 Collapse

                  Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

                  Mistakes ko control krna bht zruri ha forex trading mein logoon ki kamyabi ka raaz yehi ha k wo apni mistakes ko control krty haen. Jb aik dafa ghalti ho jaye tu hamaen us ko darust krny ki koshish krni chaye na k usy bar bar repeat krna chaye. Agr ap aisa ni kr sakty tu forex market mein ap ki kamyabi na mumkin ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

                    G han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he hai humen apni mistakes ko control krna chaheye agar hum apni mistakes ko control nahi kren ge to hnare liye acha profit hasil krna mushkil ho jae ga is liye humen chaheye ky apni mistakes ko ignore nahi krna chaheye is tarha humen mazeed loss ka samna krna par sakta hai humen mistakes ko ignore nahi krna chaheye.
                    • #11 Collapse

                      Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

                      g han bhai jaan ap bilkul theek kh rhy hain bhoot sa loog hain ghalteya karty rehty hain on ko control ni karty jb phar bouns ata hy to bhot kam pahar kehaty hain kh yar ham na pta ni din raat mehant ke par hamra bs etna sa bouns afoso hy lakan vho ni khty hain kh ham na jo ghlatieya ke hain agar ham on kon khtam karain ga to acha bouns ay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: If you do not control mistakes then forget to make profit

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga laken ager hum ko loss hotaa ha to per wo hamara mistake sa hee hotaa ha es leya hum ko chaheya ka hum apni mistake ko teak kardaa to best hoga laken ager hum continuous mistake kartaa ha to per hum ko bohat loss he hotaa ha..........

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X