aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain
    agar hum hard working kary gy to hum aik din mai 10 ya 20 pips earn kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain forex aik international busienss hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

    Agar achi trades pakar lo 20 pips daily miltay rahain yani monthly 600 pips aur aap ki average achay profit mei rahay ye kisi surat bhi bad nahi hay so hamesha koshish karain aik normal target he sete karain jab ap ko normal target achieve ho ussi pe great full samjhna chaiye lalach kay chakar mei nahi jana chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

      Agar hamain daily ky itny pips earning hoti rehy tou hamary liay mazeed profit ka lalach kerna bahot zyada dangerous ho sakta hai ky ham profit hasil kerny ky chakar main agar Bari lot size use kerty hain tou hamara account bahot jald wash bhi ho sakta hai so agar hamain daily ten pips hasil hoty rehain tou enough hain hamary liay
      • #4 Collapse

        Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

        G han bilkul sahi baat ki hai ap ne 10 ya 20 pip kam nahi hain kuch na milny se itna bhi mil jae to loss se acha hai aur humen zayada agar hasil krna he hai to phir humen apni mehnat ko mazeed barha dyna chaheye ta ky humen ache kamyabi hasil krny men kisi bhi problem ka samna na krna pare.
        • #5 Collapse

          Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

          Agar hamain daily ky itny pips earning hoti rehy tou hamary liay mazeed profit ka lalach kerna bahot zyada dangerous ho sakta hai ky ham profit hasil kerny ky chakar main agar Bari lot size use kerty hain tou hamara account bahot jald wash bhi ho sakta hai so agar hamain daily ten pips hasil hoty rehain tou enough hain hamary liay
          • #6 Collapse

            Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

            Ji bilkul aap nahi thi kaha dashi aap is kids mil jaaye tu bahut hai Kyonki Hamein Jyada lalach nahin karna chahie aur Hamesha Hamein kam profit par kaynat karna chahi Kehte Hum 1 Bade Logon se baat sake
            • #7 Collapse

              Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

              Dear friend app forex business rozana teareding kaa douran 10 ya 20 pips earning kar sakta han yaa akk members kaa lia bhot achi earning ha jes saa app kamyab teared ban sakta han
              • #8 Collapse

                Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

                G belkul agar app ke pass zyada balance hai to appko chaye ke pips Kam he rakay lekin lots size Thora bara lagay to app buhut profit iss say be Kama saktay Hain hamesha strategy ke sath trading karai.
                • #9 Collapse

                  Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                  agar hum hard working kary gy to hum aik din mai 10 ya 20 pips earn kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss kud ap he hoty hain hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai students be kam kar sakty hain forex aik international busienss hain
                  Ya Baat aapki thik hai ek din main agar aap 10 ya 20 piece ka profit banale to vah bhi accha profit hota hai ya profit reasonable Hai jiske liye aap ko bahut jyada risk bhi nahi Lena Padta aur aapki trading be safe hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: aik din ky 10 ya 20 pips be tk hain

                    forex aik wasee business hain hum agar mahnet sy or lagan sy kam kary gy to hum aik din mai 10 pips asane sy earn kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai raat mai ya din ami kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X