Big loat size use na karin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big loat size use na karin
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading karay ho gay friends hum ko caehyh k hum kabi be big lot size use na karin kau k jub be hum big lot size use karty hain to accout wash honay ka khatra hota ha hum ko caheyh k rules k sath rah kar he trading karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Big loat size use na karin

    aik trader ka loss zyada barhta he sirf essi wajha sey ha jab wo lalach kerta ha aor apney analysis keye bagair barri trade lagata ha hameshs small trading volume ko he prefer karen aor barray trading volume se khod ko rok key rakhen yahi sab sey best tarika ha money management se trade open karen.
    • #3 Collapse

      Re: Big loat size use na karin

      Jihad year aapne bilkul theek kaha hai big lot ka use na Karen forex market ka kya pata kab kis Taraf mukarje aur loss den jaiyy bar lot Ho Gaya toh Jyada last Hoga FIR loss ko recover karna Mushkil ho jaega Apne risk ko manage Kar Ke Chale lot size lagayein ke Agar last bhi ho jaye to aasani se recover kar sake...
      • #4 Collapse

        Re: Big loat size use na karin

        Dear jab ap k pass account bara ho jaye ya ap ko bahot hi achi trade mil rahe ho to aus time ap ko ais mai lot zayda use karni chaye agar ap ko koi aisi trade mil rahe hai jis ka stop loss zayda hai aor aus mai profit kam hona hai to aus pr kabi lot bari use na kary ais se ap ko loss zayda ho ga aor profit kam ho ga ais market mai apny account k hisab se lot use kary gay to ap ko faida ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Big loat size use na karin

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge laken ager hum hard work nhi karta ha to per hum ko loss he hotaa ha es leya ager hum beginner ha to per hum ko small lot size use karnaa hoga laken ager hum ko experience ha to per hum lot size ko big use kar sakta ha............
          • #6 Collapse

            Re: Big loat size use na karin

            ji han dosto big lot size use nhi krni chaye ye bhot baari bewakofi hai ky hum ye soch kr big lot lga bethty hain ky hum zada munafa ho ga. dosto ye bilkul ghlat hai . ye bhot bri risky market hai . apko kisi bhi time nagitive move de skti hai . to jitna bara aap munafa chahty hain utna bara apko loss ho skta hia .
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #7 Collapse

              Re: Big loat size use na karin

              G Han dear aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai lekin is k saath saath bohat zayada risky bhi hai is men kamyabi hasil krny k liye humen bohat zayada ehtiyaat ki zarurat Hoti Hai is liye humen chaheye KY jab bhi hum trading kren to koshish kren ky apny lot size ko hmesha small he rakhen ta ky Agar loss ho bhi Jae to itna ho ky jissy hum easily recover kr saken.
              • #8 Collapse

                Re: Big loat size use na karin

                G han dear aisa he hai agerhumain aonye accoutn ko safe rakhna hai tu humain aonye lot size ko kam he kam rakhna chye kiyu kay es mai humain bhut zayda loss ni hota hai jub kay profit tu kabhi bji kam ni hota hai na
                • #9 Collapse

                  Re: Big loat size use na karin

                  Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain chahiye k hum hamaisha trading mein Kam sy Kam lot size use karain taa k hum kaamyaab ho sakain Orr loss sy buch Kar acha profit haasil Kar sakain issi mein hamari kaamyaabi hai Orr hamari achi earning Ka raaz bhi issi mein hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Big loat size use na karin

                    G han ap na buhut achi baat kahi ha big lot size sa humain profit zyada milta ha us tarah loss buhut zyada hota ha humain small lot size sa trading karni chaheye agar profit ho to buhut achi baat ha lakin agar loss ho jaye to control ho thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Big loat size use na karin

                      Ji dost aapne bilkul theek Kaha Hamein buddy lot size Sambhal Nahin Karni chahi Hamein kam lot size par trade karna chahi Taka Hamar account was hone se bacha hai aur jo kaam lot par kaam karte hain Wohi Kamyab Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Big loat size use na karin

                        uAslam O Alaikum Dear Friends wakay yeh sahi baat apne share ki hai big loat size me nuksaan bhi ziada hota hai agar hume utna experience hai or market ke baray me knowledge or analysis kia hua hai or hume yakeen ho ke hum forex me perfect trade kar sakte heb phir koi harj nahi ek chote trader ka khud pe yakeen he usse barha trader banata hai or agar jis trader ko itni knowledge nahi na experience hai to wo choti lot lagye
                        • #13 Collapse

                          Re: Big loat size use na karin

                          G bilkul ap ki bat theek hay aur main ap ki bat se agree karti karti hun k forex main agar hum kamaib Hona cahte Hain aur acha profit gain karna chate Hain tou us k liay boht zarori hay k hum hamesha lot size small use Kare kiu k big lot se loss k Chance's zada ho jate Hain is liay khud ko save rakhain take save trading Kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Big loat size use na karin

                            g han bilkul lot size ka dosra nam he risk hae to hamen cahiye ke hum kam se kam risk len forex main take hamen loss na ho q ke agar hum kam lot size use karte hain to is main hamen agar loss ho jata hae to kam se kam loss hota hae or agar profit ho jata hae wo bhekam hota hae lakin safe hota hae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Big loat size use na karin

                              G han bilkul sahi baat ki hai ap ne aisa he hai humen forex trading men kabhi bhi big lot size use nahi krna chaheye big lot size humen kabhi bhi acha benefit nahi dy sakta us se hmesha loss he face krna parta hai is liye agar khu ko loss se mehfooz rakhna chahty hain to phir jitna ho sake small lot size he istemal kren ta ky ache kamyabi ko possible bnaya ja sake.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X