Currency pair per trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pair per trade
    Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caheyh k hum jub be trading karin currency pair per to major pair per he trading karin ta k hum ko zada sy zada earning ho aur fida hoo kau k yh forex market ha es may currency pair per trade karna beneficial ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pair per trade

    zyada faida ha agar trader currencies pairs pe he trading karen loss kay chances minimum hojatay hain jab ap ko trading ki samajh ajay currencies bohat he ziada better hain so humay chahiye hum koshish karen aor avoid karen risk ko gold and silver oil mei trading se khud ko roken.
    • #3 Collapse

      Re: Currency pair per trade

      Nee members Jo forex trading Mai nay aye Hain unko chaye ke sirf aur sirf currency ke oper trade karai unko oil gold aur crypto ke taraf nahe ana chaye jab Tak unko experience nahe ho jata.
      • #4 Collapse

        Re: Currency pair per trade

        Dear jaha tak dekha gia hai ais market mai zayda tar log currency par kaam karty hai kun k ais k liay ap k pass agar balance kam bhi ho to kam chal jata hai ais market mai agar ap ne dekha ho to currency par ap ko acha profit ho jata hai kun k ye aik trend mai move karti hai aor ye jitny pattern banati hai aun ko zayda tar follow karti hai ais liay ain par trade karna asan hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Currency pair per trade

          AP baat hai yahan par 80% Hamein lost time par Hota Hai Jab Hum market ko Samajh Kar kaam Nahin karte hain market Mein nuksan Hamari kamzori Hamari hi galat decision ki wajah se hota hai agar Hum Log take decision thik lay proper time par Le Tu news ke hisab se le tour Main Yahan Par nuksan Nahin Ho payega Aur Hum Yahan Par bahut acche se confidence level ke sath earning generate kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Currency pair per trade

            Dear friend Jis Ke Paas capital kaam hai aur knowledge kaam hai Unhe chahiye ke currency pair par trading Karen currency pair main market ki moment slow Hoti Hai aasani se analyses Ho Jaate Hain aur best entry Lagaye Ja sakti hai currency pair trading Karke Apna naalige banana chahie...
            • #7 Collapse

              Re: Currency pair per trade

              bhai jan ager ham currency pair per trade kerty hain to hamri ager lot munasib hai to ham kbhi bhi apna account wash nh ker sakty kun k currency pair ki aik to moving bhot fast hoti hai aor dosra five digit hoti hain aor kuch four digit hoti hai,.isliye hamen chye k ham gold aor dosri metal sy bach ker rhen kun k ager ham gold per trading kerty hain to us sy hamra account loss men bhi ja sakta hai aor profit men bhi a sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Currency pair per trade

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or ha hum ko chaheya ka hum currency pair pa trading start kardaa q ka ager hum currency pair pa trade kartaa ha to per hum ko big loss nhi hotaa ha or currency pair bohat risky nhi hotaa ha...........
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pair per trade

                  G bilkul ap ki by theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex business main Jo new traders hain unhe chaiay k wo hamesha currancy pairs hi select Kare trading k liay kiu k metals wagera par trade Kar e k lit humain kafi zada experience ki zarort hoti hay aur gold aur trading he kisi k bas ki bat nai hay is liay best hay k new trader currancy pairs ko select Kare trading k liay
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pair per trade

                    Aslam Alaikum Dear Friends apne bilkul sahi baat ki hai gold ka to kuch pata nahi itna tez chal raha hai baki crud oil bhi aj kal maza nahi kar raha currency pairs is best for new traders risk bhi kam hai or profit bhi hai new traders ke liye best hai currency ki trade jab agay barhtay jayen samjhte jayege phir wo khud market analysis bhi karege experience hasil karke big lot lagye lekin pehle shuru me currency pairs iz best
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pair per trade

                      cruncy pair par trading k lye ihmiayat is lye zyda hai kyun k cruncy piar main loss k chanses bhot kaam hote hian is lye zdaya se zyada koshish kren cruncy piar par trade kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pair per trade

                        Currency pairs par trade krn best hai kyun ky currency pairs bohat slow hoty hain au un par loss hone ky chances kam he hpty hain is liye new members ko chaheye ky wo currency pairs par trading start kren ta ky wo apni trading ka experience increase kr saken aur khud ko fast pairs ky kabil bna saken yehe un ky liye best hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency pair per trade

                          ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur Hamein aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan trading karte hain tu hamesha hi kiya main currency par bilkul bhi trade Nahin Karni chahiye Hamen Jiska ka bahut acchi Tarah Se knowledge Hota Hai Hamein Usi par hi trading Karni chahi Tera Mein achha profit Milta Hai thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency pair per trade

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                            Dear friends umeed ha k ap sub theak ho gay aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko caheyh k hum jub be trading karin currency pair per to major pair per he trading karin ta k hum ko zada sy zada earning ho aur fida hoo kau k yh forex market ha es may currency pair per trade karna beneficial ha
                            New traders co currency pairs pe trading Karni chahiye currency pairs main market slow move karti hai aur traders ke account was hone ke chances bahut kam Hote Hain isliye new traders co currency Mein trading Karni chahi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency pair per trade

                              Ji haan sir aap ki baat bilkul sahi hai agar Hum currency Mein trading Karte Hain To Hum Yahan Se Achha profit Hasil kar sakte hain Kyunki currency ki movement bahut hi kam hoti hai jisse hum loss bhi kaam Karenge Agar Main loss Ho bhi Jata Hai To Hum use asana ke saath recover kar sakte hain aur dubara se Acha profit Kama sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X