opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga
    Forex trading business me profitable trading ka ye rule har trader ko follow karna chaye key wo har condition me hi trend ko follow karen aur market trend key opposite trend direction ki trading ko avoid karny ki koshish karen, loss hony key other bahot se reason be ho sakty hey magar loss ka sab se big 1 ye be reason hay key ham zeyda tar trend key against hi trading karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

    Achi trading yahi ha jahan market ki direction ho wahan he trade karain mean trend ko follow karen ap k proper analysis honay chahiye ap mahnat sey kaam karen avoid karain opposite side ki trade karnay se apna nuksan na karen iskay liye ap hamesha achay analysis sey trade karen.
    • #3 Collapse

      Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

      G bilkul friends may ap ke bat say agree karta ho k hum ko caheyh k hum jub be trading karin to trend k sath mil kar he trading karin to acha ha trend k agaist kabi be trading na karin kau k ager hum trend k against trading karty hain to hum ko loss hota ha es leyh better ha k trend k sath trade karin
      • #4 Collapse

        Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

        Forex market Mein trend Aapka friend hai. Agar aap friend ke against trade Karenge to Aapka account wash Hoga ya aapko trade loss may close karni padegi ya Agar donon kaam Nahin Tu Thode profit main close Karni Hogi lekin Agar aapki trade trend mein hai to aap us se permanent profit aur bahut jyada profit bana sakte hain isliye Hamesha trend ma hi trade Karen aur trend check karne ke liye long time frame use Karen.
        • #5 Collapse

          Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

          Bahut Sare Log Yahan Par bahut jyada Pasand Karte Hain karte hain kaafi Jyada posting karte hain lekin Uske against Hoon Jab Yahan Par investment Karte Hain To Nahin Yahan Se Kuchh Bhi Nahin hota hai new model Lagate Hain Tumhe phone Nahi Jata Hai Mushkil kaam Aata Hai copa planning in ke paas Kuch Bhi Nahin Hoti Hai jisse market ko capture Karke achha kaam kar sake
          • #6 Collapse

            Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

            Dear friend Jo Kamyab trader hota hai vah kabhi bhi market ke opposite trend mein Main train Nahi open Karta Hamesha market ke Trend ki direction ko Dekhte Hue use hisab se apni trade open karta hai Kabhi bimar chitke Ankit trading Nahin Karni chahi market apni e moment Mein Wapas zaroor aati hai agar exact entry Lagaye Ho To...
            • #7 Collapse

              Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

              g bhai jan opposite trend men trade hamen waqe men loss ka samna kra sakti hai.isliye hamenm chye k ham jab markete ki moving fast ho ya phir markete support aor resistance per move ker rhe ho to us time koi ptta nh hota markete vkis direction men move ker sakti hai .isliye k ham is time trade na len kun k ham ager is time trade len gy to ho sakta hai k opposite trend men move kren shru ker dey.isliye wo hamra account wash ker sakti hai.isliye hamen chye ham wait kren markete ka trend banny den.
              • #8 Collapse

                Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Forex trading business me profitable trading ka ye rule har trader ko follow karna chaye key wo har condition me hi trend ko follow karen aur market trend key opposite trend direction ki trading ko avoid karny ki koshish karen, loss hony key other bahot se reason be ho sakty hey magar loss ka sab se big 1 ye be reason hay key ham zeyda tar trend key against hi trading karty hey.
                G sir hm me se boht sy traders sirf market k ups.down daikh kr hi trading me entry le lety hen jis wja se bad me market hmary against chlijti hai to hmen boht jyada loss face krna parta hai. Expert traders Trend ko apna Friend kahty hen or market ki zahiri movement ki bjaye sirf S/R or Trends ko follow krty hen, yehi waja hai k wo jyada profit earn krne k kabil ho jaty hen.
                • #9 Collapse

                  Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                  G ha dear ais market mai agar ap ne kamayab hona hai to apko trend k sath trade karni hai jab ap ko nazar aa raha hai k market ka trend change hai aor ap ais market mai trade trend k sath ni kar rahy to aus mai ap ko loss k chances zayda hai aor profit k kam hai ais liay hamesha trend k sath kaam kary aor ais market mai kaam kary aor ais market mai long time k liay profit ley.
                  • #10 Collapse

                    Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                    G bilkul ap ki by theek hay k trading market main koi bhi trade open Karne se pehly humain market trend ko lazmi watch karna chaiay kiu k jab Tak hum market trend watch nai karte hum kabhi bhi achi trade open nai Kar sakte aur hamesha is bat ka khass khyal rakhain k trend ki opposite side par kabhi trade open nai Kare is se humain loss ka samna karna par sakta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                      Umed karta hin saqb theek thak hon ga main ya kehna chahaon ga kh agar ham oppisite par apna noksaan na katrain ku ka hamy opposite par trde lagany sa phly markeet ko analysis karna cahheya our hamy vhan par bhe trede karin jhan market ka direction kar rhe hoo
                      • #12 Collapse

                        Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Forex trading business me profitable trading ka ye rule har trader ko follow karna chaye key wo har condition me hi trend ko follow karen aur market trend key opposite trend direction ki trading ko avoid karny ki koshish karen, loss hony key other bahot se reason be ho sakty hey magar loss ka sab se big 1 ye be reason hay key ham zeyda tar trend key against hi trading karty hey.
                        Hamein reading Hamesha friend ke sath Karni chahi Agar Hum against the trend trading Karenge to Hamari trading achi nahi ho Hogi aur Hamein trading Karke sirf loss Hoga isliye Soch Samajh Ke kaam Karen
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                          Ji haan sir ap Ki Baat bilkul sahi hai Hamein pet ke opposite side kabhi bhi trade nahi Lagana chahiye Kyunki se Hamara account jald was ho sakta hai isliye Jab Bhi market ek side mein Mool kar rahi ho to Hame bhi Usi site bat rate Lagana chahiye jisse Hum accha profit Kama sakte hain aur Hamara account watch bhi nahin hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                            ji haan bilkul Hamein Market kholo karte hue trade karna chahiye market ke opposite Trident Lagana chahiye is opposite karna chahiye Hum Koshish Karni chahiye kya market Mein Jaaye Tu Pehli inside ko dekhiyo market ko analyse Kinetic reading Karen jitni Jyada market to analyse Karenge trading Karenge Forex main Kamyab ho Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: opposite trend direction ki trading ko avoid karna ho ga

                              G han.aap ki baat theek hai. forex trading main market kisi bhi time agaist ja sakti hai lekin essi situation main agar proper knowledge k saath kaam kia jaye to koi bhi masla nahin hai.market ka analysis jitna bhi sure jo lekin wo kabhi bhi 100% nahin ho sakta hai.ye market hameesha he risky hai,iss liey hemeesha he stop loss k saath tradinng karain or against trend ko avoid karain or lossing trades ko long term na chalny dain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X