Forex Mein tension Se Kaise bachen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mein tension Se Kaise bachen
    Forex Mein tension is Waqt Hoti he jab Hum Jyada time market ko analyse Karte rehte hain lekin Humko trade opportunity Nahi Milti.
    Aur Jab Hum jaldi Mein trade karte hain to loss ho jata hai.
    .
    Tension se bachne ka ek simple Tarika hai ki aap Har Waqt market ko analyse na Karen 15 se 20 minute analyse Karen aur acchi trade Mile To Kar len Varna computer of Karan aur maze se dusre kam Karen Agar loss Ho Jaaye Tu Uske Piche mat bhago us din ko Apna loss day count Karen aur trading Band Karke Baki kaam enjoy karen aur next day acchi trading se Ahista Ahista loss recover Karen Is Tarah aap tension se baat Jayenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

    My daer brothr of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap bilkul thk hon ager ham ko tenshion se bachan hai to ham ko chaye k ham.ache se tradimg karen poore kboage aur experience se karen ta k hqm ko loss na ho aur ham tenshion na len aur ager ham ko loss ho raha go to ham ko chaye k ham himmat se kam len confidence rakhen tak ham ko tenshion na ho ager tenshion ho ge to ham kamyab naho ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

      assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed Karta Hoon ke aap sab khairiyat se Honge haan ji Baat aapne bilkul theek share ki hai ki Hamein Forex Mein tension Se Kaise bacha na chahi Hum Pakistan Forex Mein kaam karte waqt Sabar se kaam Le aur Apna Kaam Aastha Aastha acche tarike se saranjam den Taake tension se bacha Ja sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

        Forex trading main tension sy bachny ka bahot hi asan hal hai ky agar ham apni her trade main stop loss aur take profit laga ker market close ker dain aur us waqat tak open na kerain jab tak hamari tp ya sl hit na ho chuka ho tou aesy main hamain trade open rehny main koi tension nehi hoti warna live trade main tension zarur hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

          Je ap ny bhot achi bat ka thread kya hai k forex ma ham tension sy kese bachyn to es ka jawab ye hai apni mehnat py bahrosa karyn or full confidence sy trade sharu karyn agr earning ni hoe to phr observe karyn kaha mistake hoe or phr homework kary or new jazby sy trade open karyn tension na lyn tension lyny sy earning ni loss hony ka chance zayda ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

            forex trading main tention say bachne k liye humhain chahiye k hum merket ko 1 baar analysis kare merket ko achi tara smajhy agar hum merket ko ek baar achi tara analysis kare gy or merket main entry kar lete hain tu humhain chahiye k hum pher bina tetnion k trade start kar de or pher merket ki apni move hain kaha b move ho skti hain is liye humhain ziyda tention nhe lena chahiye ziyda tention say hamari sehat b kharab hoti hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

              G dear forex mai ager tenshion se bachana hai tu aik tu ap koot size kam rakhna ho ga aur dusra ye kay ap ko loss mai kam aur profit mai zayda hona chye aur tesari bat ye kay ap ko zayda ka lalach ni karna chye
              • #8 Collapse

                Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari sawal hai bhai jaan friends hamein iss main tention bilkul bhi nai leni chy tention say jo bnada sochta hai wahi kuch hota hai hamein har waqt postitive soch rakhni chy apny bary main bhi our dosroon k bary main bhi sabka faida ho.............
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                  bhai jan forex men tension ko kam kerny ka aik he treeqa hai k ap trading kerny sy phly forex ko achi trah seehken aor ager ap aik mertba forex ko achi trah seehk lety hain to apko ptta chal sakta hai k ap kasy trading kren aor ap ko phir loss hony ki bhi tension nh ho g.isliye is tension ko kam kerny kaily cyhye k ap sab sy phly forex ko khud seehk len aor phir trading men entre hon istrah ap trading m,en tension sy bach sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                    Dear friends forex may tenison say bachany k leyh hum ko caheyh k hum proper forex k rules follow karin money management k khyal rahin aur rules ko kabi be brake karty hoe trade karin ta k hum ek sucessful trader bun sakain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                      Aslam O Alaikum Dear Friends sab se pehli baat me apse kaho jab ya jis waqt jia kaam me al tension lete ho to wo kam.kabhi bhi aapse sahi tareke se nahi ho payega ulta los hojayega so friends Kuch der aram karo zehen pr dabao mat do market check karo kuch dair market search karo phr jakar ap relax feel karte ho to to tab he forex par kam karo forum par kam karna ya trade par relax hokar kro
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                        Jihad dear aapne bilkul theek kaha hai forex market Mein Jab Hum jaldbazi Karte Hain Tu Mari trade galat open Ho Jati Hai Hamein loss Ho Jata Hai. Hum tension Dete Hain tension se bachne ke liye Hamein chahi ke market ko proper tarike se analysis Karen FIR apni trade open Karen...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                          Working karna start kar deti hai aur Iske Jaisa Main Yahan Se Kuchh Bhi working generate Nahin Hoti Ham Kuchh Bhi Nahin Aise kaam kar sakte Hamein just wait karna hota hai aur apni recovery posada tawajjo Dena Hoti Hai Forex ke kaam ke sath sath Hamein Jyada Taja posting padhni chahiye Agar Hum Log Yahan Par posting ko stop kar dete Hain To Hamein next month acche wala bonus nahiin Milega Tu Agar mere paas bonus nahiin achha hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Gmurtza پيغام ديکھيے
                            Forex Mein tension is Waqt Hoti he jab Hum Jyada time market ko analyse Karte rehte hain lekin Humko trade opportunity Nahi Milti.
                            Aur Jab Hum jaldi Mein trade karte hain to loss ho jata hai.
                            .
                            Tension se bachne ka ek simple Tarika hai ki aap Har Waqt market ko analyse na Karen 15 se 20 minute analyse Karen aur acchi trade Mile To Kar len Varna computer of Karan aur maze se dusre kam Karen Agar loss Ho Jaaye Tu Uske Piche mat bhago us din ko Apna loss day count Karen aur trading Band Karke Baki kaam enjoy karen aur next day acchi trading se Ahista Ahista loss recover Karen Is Tarah aap tension se baat Jayenge.
                            Agar aap trading Mein tension Se Bachana Chahte Hain Tu iske liye Jaroori hai ki aap losco part of business Samjho aur kabhi bhi loss ko Apne mind par Sawar na Karen Jab aap loss ki tension Lenge to apko Aur Bhi Jyada loss hoga
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Mein tension Se Kaise bachen

                              As, salam o alaikum tension aiak aysi cheez hay Jo insan KO bekar kar dayti awor jab insan bekar ho jata hay to us k kiaey huay kam bhi aysay hi hotay jin Ki koi woqat ya market nahi hota..insan kam karta hay Par us ka na to us KO khud fayida hota hay na moshray k kisi awor fard KO... Youn keh lain keh tension aiak bemari hay Jo in KO bekar karti hay...
                              Ab sawal peyada hota hay keh is ka ilaaj KIA hay ilaaj is ka bahot simple hay awor bahot sasta hay Jo moshray k Har fard Ki isti,tat main hay... Ap Jo bhi kam kar rehay hain app KO sar Par mat sawar karian agar us main koi mushkil darpesh hay to kisi Ki madad lain na keh usay kharab kar k tension lain.. Ya phir us cheez KO yoon samjhian keh app practice kar rehay hain to app KO biljul tension nahi ho GI... Is tarha firex main kam kartay waqat app KO koi masla peash as Gia hay to app kisi Ki madad lain to ap KO bj tension nahi ho GI.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X