Choti Lot say Loss kam??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choti Lot say Loss kam??
    Dear friends hamain lot size ko zaroor zen nasheen karna chahy ta k ham loss ko control kr sakain or appny account ko save kr sakain is say hamin bhoot kuch seeekhny ko bhi mily ga..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Choti Lot say Loss kam??

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma aytna experience nhi hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum apna lot size ko bohat he kaam rakaa q ka ager hum lot size big raktaa ha or hum ko koye experience nhi hotaa ha to perhum ko loss he hoga es leya lot size kaam hoga to per profit or loss be kaam hoga..........
    • #3 Collapse

      Re: Choti Lot say Loss kam??

      Aoa members.
      Ji bilkul humy lot size k samny rak k trade karni chiye ta k hum market m survive kr saky or survive k sth sth earning b ache hasil kar saky. Kch members ik bar loss huny k bad loss ko recover karny k chaker main lot size ko barha k trade krty hain jis ka last result acount wash huna huta ha. Is liy mai is bat k stg agree hu k lot size kam raky.
      • #4 Collapse

        Re: Choti Lot say Loss kam??

        Assalamu alaikum my dear friend and all member Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge ha ya Baat aapne bilkul theek behan ki hai ki Chhoti Laat se Hamein nuksan bhi kaam Hota Hai sach mein hum lot size ka istemal karte hain Agar Forex Mein Hum lot size ko kam Rakhenge to Hamein loss bhi kaam hoga isliye Hamein chahi lot size ka istemal kam se kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Choti Lot say Loss kam??

          My dear brother of pakistan forex forum assalam o alikum umeed kerta hon k aap bilkul thk hon ge aap ki baat bilkul thk hai ham ager lot size kqm takhen ge to ham ko loss bhee kam hoga ager ham lot size ziada rakhen ge to hamar account bhee wash ho sakta hao es liye ham ko chayr k ham zuada lot size na rakhen kam lot dize us3 ker k kamyabi hasil ker len
          • #6 Collapse

            Re: Choti Lot say Loss kam??

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! g han bhai jaan mayari sawal hai friends hamein is main lot size apny capital k mutabiq use kerna chy hamein lalch nai kerni chy hamein lot size kam use kerna chy kam lot size ka yeh faida hota hai ager hamara nafah kam hota hai to hamara nuqsan bhi kam hota hai..........
            • #7 Collapse

              Re: Choti Lot say Loss kam??

              yes ddear aapki baat bilkult hek hain agar hum small lot use karte hain tu humhain accoutn wash hoen ka daar nhe hota hain accoutn b safe rehta hain accoutn agar wash hota hain tu hamri mistake say hota hain jesy big lot use karna jaab 1st time acha profit hasil kar lete hain hum tu next time hum again big lor use karte hain jis say account wash ho jata hain accoutn ko safe rkhan hain tu humhain small lot use karna chahiye forex trading online jalbazi and rat raaat ameer karwane wala busniess nhe hain soach samjh k kaam karna hota hian yaha
              • #8 Collapse

                Re: Choti Lot say Loss kam??

                Forex mai trade open krney sey phely hum ko market ko analysis krna hai es key bad hum ko money management key rules key mutabique trade krney sey hum market mai kamyabi hasil kr sakty hai. Forex mai smajh kr trade krney sey achi earning hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Choti Lot say Loss kam??

                  G belkul agar ham forex mai chota lots size laga kar trading karaingay to hamai loss be kam hoga hamai chaye ke zyada ke lalach na karai aur choya lots size laga kar trade karai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Choti Lot say Loss kam??

                    Forex Trading Main Lot Size ko hamesha kam rakhay is say hamy ye faida hota hay k Agar Market Up jy to hamy us say profit hota ha or agar Allah na kary kabhi Market Down ho jy to hamy loss kam hota ha jisy ham Aasani say Recover kar sakty hain , so Hamesha lot ka size kam he rakhy ta kay aap ko zyada loss na ho.
                    :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                    • #11 Collapse

                      Re: Choti Lot say Loss kam??

                      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Chhoti allot lagayenge to come loss Hoga Forex trading risky business hai is main market ka kya pata kab kis Taraf move kar diya Apne risk ko kaam hi Rakhna chahi Agar loss Ho Jaaye to aasani se recover ho sake planning ke saath chalenge to Forex Mein Baithar kam kar Sakenge...
                      • #12 Collapse

                        Re: Choti Lot say Loss kam??

                        Dear my brother aap ki baat bilkul sahi hai agar Hum Apne lot size ko kam se kam Rakhenge To Ham Apne loss ko bhi kam se kam kar sakte hain lekin iske liye Hamein money management ko Jarur sikhana chahiye Kyunki Se Hum Baat reading bhi kar sakte hain aur accha profit bhi Kama sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Choti Lot say Loss kam??

                          Jamnapar market ki movement par Nazar Rakh kar Fir Bhi kaam karna hai Tu Hamare liye Aur Bhi Gehra confidence achha Ho Jata Hai Hamein Ek Sidha Rasta Mil Jata Hai kam karne ke liye isko yahan se Forex trading ke liye experience Yadav bahut jyada metal sakta hai confidence sakta hai Jiske saath saath Agar Hum Log Yahan Par market ko stable method ke sath Lekar Chalte Hain To Hamein kam karne ka method Kaun Bhi Jyada acche se marriage ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Choti Lot say Loss kam??

                            Aslam O Alaikum Dear Friends apne bilkul sahi baat share ki hai agar hum small lot lagate hen to isse ye ye faida hoga agar kabhi market down hoti hai to isse hume kam nuksan hoga isliye friends jitna hosake smal lot lagayen or experience or harwork se kaam karen or jitna hosake market analysis karen phir jakar ap boht kuch knowledge hasil karlege
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Choti Lot say Loss kam??

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein trading karte hain aur hum lot size bahut hi Chhota rakhte Hain To Hamein nuksaan bhi thoda Hoga aur Hamein profit bhi thoda Hoga isiliye hamein chahiye kya mai lot size Jyada bilkul bhi nahin Rakhna chahiye trading karte hue thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X